Originally posted by ambreen_shaam
View Post
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
pardes me eid
Collapse
X
-
Re: pardes me eid
Originally posted by mehreen View Post:think:are agar pese nahi hain to itne arse se pades main apnu se door kya kar rahe hopardes main banda mehnat karne hi to jaata hai:shyy:larkiyun ki baat or hai vo shaadi kar ke jaati hain.....jana hamara haq hai
[ Mehnat tu Alhamdulillah kertay hain lekin studies mein :p
Leave a comment:
-
Re: pardes me eid
meri aksar eidein pardes mein hoti hain..... eid walay din apna pind ziyada yaad aata hai..... jo apnay pind mein eid ka lutaf ata hai vo kisi aur jaga nahi milta ..
Leave a comment:
-
Re: pardes me eid
Originally posted by GumShuda View Post
agar ticket buy kernay kay paisay hootay tu zaroor apnay watan mein Eid krtay inshAllah, waisay tu kabhi bhi apnay watan ja saktay hain hum Musharaf thoray hi hein ;)
pardes main banda mehnat karne hi to jaata hai:shyy:larkiyun ki baat or hai vo shaadi kar ke jaati hain.....jana hamara haq hai
Leave a comment:
-
Re: pardes me eid
Originally posted by mehreen View Post:tasali:hum aik din apne watan zaroor jaeynge inshallah
agar ticket buy kernay kay paisay hootay tu zaroor apnay watan mein Eid krtay inshAllah, waisay tu kabhi bhi apnay watan ja saktay hain hum Musharaf thoray hi hein ;)
Last edited by GumShuda; 11 November 2010, 12:40.
Leave a comment:
-
Re: pardes me eid
Walikum Salam !
Aisay meray saath tu kabhi hoa nahi...hamesha ghar waloon k saath hi apnay des main guzari hai EID...ager kabhi parais main guzari tu batoon ga...!
Leave a comment:
-
Re: pardes me eid
Originally posted by mehreen View Post:tasali:hum aik din apne watan zaroor jaeynge inshallah
Leave a comment:
-
Re: pardes me eid
walaikumsalam
Hum tu pata nahi kab se mana rahay hain :(
You just don't have those pleasant feeling and your loved ones are not there.
Leave a comment:
Leave a comment: