Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Debate Comments On Co-Education

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Debate Comments On Co-Education

    Assalaam Alaikum

    Pegham Debates Co-Education
    per members apne comments is thread me post kar sakte hein


    Shukriya
    Love your Forum, Build Your Forum (PEGHAM)



  • #2
    Re: Debate Comments On Co-Education

    W sallamm

    main nay To team B main shamil hoonaa thaaa.....abb favour main b aatt karnaa parrayy giiiiiiiiiiiiiiiiiii
    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

    Comment


    • #3
      Re: Debate Comments On Co-Education

      Originally posted by sarfraz_qamar View Post
      W sallamm

      main nay To team B main shamil hoonaa thaaa.....abb favour main b aatt karnaa parrayy giiiiiiiiiiiiiiiiiii
      Jee, Aap ab Team B sey Team A me shift kar diye gaye hein, Team balance karne ke liye......

      I wish u Best Of luck
      Love your Forum, Build Your Forum (PEGHAM)


      Comment


      • #4
        Re: Debate Comments On Co-Education

        Originally posted by ForumAdmin View Post
        Jee, Aap ab Team B sey Team A me shift kar diye gaye hein, Team balance karne ke liye......

        I wish u Best Of luck
        okzzz
        "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

        Comment


        • #5
          Re: Pegham Debate --> Co-Education

          pyaare bhaai

          aap kaa mazmoon paRhaa,bohot achhaa likhte haiN aap,masha Allah kya demaaGh paayaa hai ,kyaa soch rakhte haiN aap ,kyaa fikr o aagahee se bhar poor andaaz e bayaaN hai aap kaa

          magar kyaa kareN keh aur kyaa kaheN aap se keh Allah rabbul izzat jo iss insaanee MACHINE kaa mojid hai jis ne ise tarteeb diyaa hai jis ne ise istemaal karne ke aadaab o taaleemaat ata farmaa'eeN haiN jis ne soch samajh aql sha'oor aiHsaas talab o ishtihaa ko payedaa farmaayaa hai,aur jis ne iss insaanee MACHINE kee taa umr SaHeeH chalte raihne kee GUARANTEE ko nabee Sallallaahu alaihee wa aalihee wassallam kee taaleemaat se joR diyaa hai,us parwardigaar jis ne mujhe aur aap ko zindagee dee hai uss baaree ta'aalaa ne aisee ko'ee baat naheeN farmaa'ee yaa uskee taa'eed kaheeN par bhee farmaa'ee hai jiskee nishaandahee aur afaadiyat aap apne mazmoon meN bayaan farmaa rahe haiN

          balkeh iss tarz e amal ko naa'jaa'ez aur agar gunaah kee shamoolat qaa'em ho chukee ho tow Haraam bhee qaraar diyaa gayaa hai


          aur kyaa arz kareN baaqee masha Allah aap Khud samajhdaar haiN
          Last edited by Ismail Ajaz; 26 October 2010, 06:15.
          Ismail Ajaz (Khayaal)

          muHabbatoN se muHabbat sameTne waalaa
          Khayaal aap kee maiHfil meN aaj phir aayaa

          Comment


          • #6
            Re: Debate Comments On Co-Education

            و عليكم السلام و رحمة الله


            though merey paas in favour bolney k liye itna kuch nai hai...becuz me is system ko sirf 10-15% hi support kartii hoon...baqii mai is k mukhalif hoon...but still ab bolna parrey ga..is ki himayat mai...tu Allah maaf karey...mai apnii team members se bhi sorry kehti hoon k yunki sahee baat jidher hogi mai us ki tayeed karoon gi or chaah kar bhi shayad apni team ka phir saath na dey paon...becuz irshaad'e'baree ta'aala hai..."ما يلفظ من قول الا لديه رقيب عتيد" so apna har lafz soch samaj kar hi ada karoon gi...


            sub ko including me best ov luck....:thmbup:
            .......................!!!!!

            Comment

            Working...
            X