salam all behno o bhaeo :hii: aik sawal kab se zehn main kalbali macha raha hai is ka jawab agr kahi se mill jae to . k:think: ,khubsurti do tara ki hoti hai no 1 zaahri no 2 baatni 1,agar zaahri khubsurti chahye to vo cheez aap ki hone ke baad us khubsurat cheez main eeb kyu nazar aana shuru hote hai 2,agar baatni khubsurtii doondo or vo zaahri khubsurat na ho to.....
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
khubsurti zaahri ya baatni
Collapse
X
-
Re: khubsurti zaahri ya baatni
Insaanoon ki aksarayat..behtar say behtar ki talash main rehtee hai....shyed issee liye uss ku zaahri khubsurti pass hone ke baad us khubsuratee main aib nazar aana shuru hot jata hai....
Meray khayal main baatni khubsurtii zida dair paa hotee hai....lykin woh batin main honay ki wajah say insaan ku itnee jaldee muta'asir nahi kerti jitnee.. zahree khubsoortee mutaa'sir kertee hai...kyoon k woh samnay hotee hai....(Wallah Alam)
-
Re: khubsurti zaahri ya baatni
Originally posted by mehreen View Postbaat to sahi hai dosto par :donno: kyu loog baatni khubsurti ko nazar andaz kar ke zaahri khubsurti ke peechte baaghte hai....
kii Bajaieyy zahriii khoobbsoortii parr awajoo daittay hainn......
pehllayy Izzatt kaa Maiaarr Sharaffat koo samjhha jatta thaa aoorr aaj Dollaat kooo,,,"Can you imagine what I would do if I could do all I can? "
Comment
Comment