Aslamoalikum
purana topic he k mard or orat braber hen ya nahi...islam mard ko aik rutba us ki zimadariyon ki waja se zeada deta he....ap baten is bare me?kia orat mard ki brabri kar sakti he?kia orat kuch moamlaat me kamzor nahi he?ager orat khud ko braber samjhti he to us par phir earn karne ki zimadari lazim kiun nahi ya wo lazim kiun nahi uthati?(halaat k tehet nahi lazim)jese mere father ka farz tha k wo kamate pr ghar chalate...meri mother par esi koi zimadari nahi thi...mujh par bhi nahi he...har mard par hoti he orat par nahi hoti...jab wo ye zimadari lazim apne sar nahi leti to braberi kiun mangti he?

Comment