Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khushi

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Khushi

    Aslamoalikum:hii:

    apko kin kin baton par khushi hoti he?kia zeada dolat khushi ki shidat me izafa karti he?tafseel se bataen


  • #2
    Re: Khushi

    و عليكم السلام و رحمة الله
    hmmmm me ko zyada jo barri baatein hoti hain wo itna khush nai kartein...chotti chotti baatein zyada khush karti hain ...or wo khushi zyada time tuk qayim bhi rehtii hai..in other words ap ye keh saktey ho k heavy khushiyaan me k liye undigestable hoti hain..jub k light khushiyan me easily digest kar leti hoti hoon...

    jahan tuk baat hai zyada doulat se khushi mai izafey ki...tu i think ye kuch hud tuk theek hi hai...becuz agar ap dekhein is materialistic world main bunda tub hi khud ko safe feel karta hai jub us k paas apnii zarooriyaat poorii karney ka waseela moujood ho..or ye waseela tu aj kul paisa hi hai...so yea it can increase ur feeling of being happy..but not always....Khushiyaan, mostly kaha jata hai, bantney se barrhti hain....so bantney k liye apnon ka hona zaroori hai..or agar ap k paas paisa hai magar koi apna nahii i think tub ap khud ko dhoka de rahey hotey hain k "bhaee main khush hoon bhut zyada" but u r'nt.....but even if u don have money but a person very close wid whom u can share ur happiness only den u feel really vvvvery happy....

    well falsafa maarney ki koshish ki hai...laikin am not gud at all dis...khair jo feel karti hon khud... bata diya hai....


    P.S. Har kisi ko is raaye se ikhtilaaf ka haq haasil hai....:hohe:
    .......................!!!!!

    Comment


    • #3
      Re: Khushi

      Walikum Salam....

      me ka bukhar utar jae me ko is mein khushi hoye ge.....

      @Raniya

      me ko tum k sunaray khayal achay lagay... jeete raho
      میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

      Comment


      • #4
        Re: Khushi

        thank u crystal....u tu me ko sharminda kar rahi ho...:shyy:

        btw Allah ap ko jald sehat'yaab karey ...Ameen...:dua
        .......................!!!!!

        Comment


        • #5
          Re: Khushi

          واعلیکم السلام

          جی دولت کی اہمیت سے انکار ممکن نہیں اور مجھے تو دولت اس وقت خوشی دےگی جب میں اس دولت سے ڈھیر ساری شاپنگ کر کے اپنے پیاروں میں گفٹ بانٹوں گی ۔۔۔۔سچی۔۔۔ مزاق نہین کر رہی

          مجھے خوشی کبھی کبھی بے وجہ بھی ہوجاتی ہے کبھی کبھی کسی وجہ پہ بھی نہیں ہوتی ۔۔۔۔کچھ کہ نہیں سکتی کہ کن خاص موقعوں پہ خوش ہوتی ہے ۔۔۔۔ہاں اتنا ضرور ہے کہ میرے لیے خوشی ۔۔۔اطمینان کا دوسرا نام ہے جب جب مجھے کچھ باتوں پہ اطمینان ھاصل ہوتا ہے مجھے لگتا ہے کہ میں خوش ہوں
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment


          • #6
            Re: Khushi

            ap sab k reply ka shukria...khush rahen:rose

            Comment


            • #7
              Re: Khushi

              main tu zyada tar khush hi rehti hooon.. ALLAH ka shukar ..:tunn:

              bila waja hi muskarati rehti hai ..:hehe: (pagal nahin hoon main ....sachi)

              jab main ya mairay piyaray kuch acheive kartay hain amooman us waqt khushi sanbhalay nahin jati ...... sab kay hanstay muskaratay chehray khushi barha bhi daitay hain...:D
              For New Designers
              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

              Comment


              • #8
                Re: Khushi

                khushi kiya hota hai yaa hoti hai........... ?

                Comment


                • #9
                  Re: Khushi

                  Originally posted by AbgeenA View Post
                  Aslamoalikum:hii:

                  apko kin kin baton par khushi hoti he?kia zeada dolat khushi ki shidat me izafa karti he?tafseel se bataen
                  w sallam
                  No dout Dollatt iss world kiis abb sayy barii hakeekkatt haii aorr Dollaatt aannay
                  sayy sabb hii khush hoottayy hainn..Kuchh merii Tarrahh kayy maann jattayy hainn
                  aoorr kuchh Shabratii jaisssayy naii mannattayy....................
                  "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                  Comment


                  • #10
                    Re: Khushi

                    Originally posted by *Rida* View Post
                    main tu zyada tar khush hi rehti hooon.. ALLAH ka shukar ..:tunn:

                    bila waja hi muskarati rehti hai ..:hehe: (pagal nahin hoon main ....sachi)

                    jab main ya mairay piyaray kuch acheive kartay hain amooman us waqt khushi sanbhalay nahin jati ...... sab kay hanstay muskaratay chehray khushi barha bhi daitay hain...:D
                    Allah u ko hamesha ese hi khush rakhen.ameen

                    Comment


                    • #11
                      Re: Khushi

                      Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
                      و عليكم السلام و رحمة الله
                      hmmmm me ko zyada jo barri baatein hoti hain wo itna khush nai kartein...chotti chotti baatein zyada khush karti hain ...or wo khushi zyada time tuk qayim bhi rehtii hai..in other words ap ye keh saktey ho k heavy khushiyaan me k liye undigestable hoti hain..jub k light khushiyan me easily digest kar leti hoti hoon...

                      :
                      Bhateejee ager tum aik barr adat dalo gee bari khusyian digest kernay ki tu phir khud ba khud bari khushian bhi achee lagain gee...kia khyal hai..

                      Waisy ab humaray mulk (country) main hulkee phulkee chotee chotee khushyian he reh gaeen hain .....maslan salamtee k sath wapis ghar anay ki khushi... 03 ghantya bijli ki load sheding k baad light anay ki khshi...dukan per ataa milnay ki khushi...petrol pump per petrol milnay ki khushi...timaator 02 rupee sastay honay ki khushi...waghira waghira..


                      Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                      Comment


                      • #12
                        Re: Khushi

                        Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                        Bhateejee ager tum aik barr adat dalo gee bari khusyian digest kernay ki tu phir khud ba khud bari khushian bhi achee lagain gee...kia khyal hai..
                        sahee keh rahey hain chachoo try karney main koi harj tu nahiin...

                        par kabhi socha hai khushiyaan jitnii barri hotii hain un k zayil honey ka dar bhi utna hi barra hota hai....or dar ho tu itmenaan nahii milta or insaan mutma'en na ho tu khushi digest hi nai hoti....

                        bus aisii hi kuch kahanii hai...

                        i hope ap ko samaj agayii hogi...
                        .......................!!!!!

                        Comment

                        Working...
                        X