Salam !
Jin halaat sey ham sab guzar rahey hein, aur jo waqt ham per aaney wala hai wo bohot mushkil hai. Iss mushkil ghari mey hamara ye FARZ banta hai k ham un tamaam pareshan haal apney logon ka HAQ ada karein.
Kya Allah T'ala ham sey nahi poochein gey k jab Uss k bandon per museebat ayi tau ham ney un ki help ki?
Allah sey dua hai k Allah T'ala hamein in tamaam mushkilaat sey nikaaley Ameen.
DU'a
- pehla kaam jo mey ker sakta/sakti hun wo hai Allah sey du'a
Rasool Allah (s.a.w) ka farmaan hai k "du'a mo'min ka hathyaar hai" --
Fund Raising:
- Individually donations deyna, collect kerna , - Apney family/friends ko involve kerna.
- Kisi bhi organisation k sath mil ker funds collect kerna
- Agar mulk sey bahar hein tau local masjid(Islamic center) aik center hai jahan friends k sath mil ker stalls laga saktey hein
Volunteering:
- Apney ird gird jo itni organisations kaam ker rahi hein un ko volunteers ki zaroorat hai.

Comment