Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Tab Kia Karein?????????

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Tab Kia Karein?????????

    Assalamu-Alekam WRWB.
    Ummid hai aap sab kheriyat say hon gey, INSHA-ALLAH!
    Chalein ji mein apni tension dour kernay ke liye yeh topic post ker rahi hoon, ummid hai aap loug mind nahi karein gey.
    Agar insan aik waqt mein kaye maslon mein uljh jaye.
    Her taraf se pershaniyon mein ghirh jaye, tou bay-shak wahid rasta nijat ka ALLAH(SWT) ki madad hoti hai aur ALLAH(SWT) per bharosa.
    But agar insan ka khud per bharosa na ho tou woh kia karay?????????
    Us mein khauf ho, dar ho, confidence na ho tou kesay face ker saktay hein life obstacles ko????????

    How do you guys manage!!????????

    ALLAH HAFIZ

  • #2
    Re: Tab Kia Karein?????????

    Originally posted by *Hijab* View Post

    W sallammm,,,,,,,

    meraa mannanaa haii confidence sabb main hootaaa haii,zaroorrat sirff sahii time parr
    isss koo utilize karrnnay kii haii,,,,,
    Insann koo apnnayy aapp parr Bharrossaa hoonaa chahieyy,,apnii tarrf sayy poorrii Koshishh karnii chahieyy aoorr Bakii sabb allah Parr choor dennaa chahieyy,,,,,,,
    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

    Comment

    • #3
      Re: Tab Kia Karein?????????

      Yehni koshish lazmi hai.
      Magar agar koi dar, khauf hai. Harnay ka, na-kami ka aur insan dil-bardashta ho jaye tou.
      Himat na ker paye tou????

      Comment

      • #4
        Re: Tab Kia Karein?????????

        واستعینو بالصبر والصلوۃ ۔۔۔البقرہ

        اس کے سوا کوئی چارہ نہیں ہوتا مائی ڈئیر سسٹر
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment

        • #5
          Re: Tab Kia Karein?????????

          Originally posted by *Hijab* View Post
          Yehni koshish lazmi hai.
          Magar agar koi dar, khauf hai. Harnay ka, na-kami ka aur insan dil-bardashta ho jaye tou.
          Himat na ker paye tou????
          Wohh kissii nay kiaa khooob kahhaa haii.....

          "Girttayy hainn Shhah Sawar maidan e janng main"

          Hazzarrat Alii kaa Kooll haii..

          " main nay apnay Toottattay hoeyy Iraddoo sayy Khudaa kii Pehchan kii haii"

          and merii personal opinion yehh haii kehh Harr kayy baad joo jeett millttii haii usss
          kaa allagg hii mazzaa hootaa haii so try try again at last u gain
          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

          Comment

          • #6
            Re: Tab Kia Karein?????????

            Originally posted by sarfraz_qamar View Post
            Wohh kissii nay kiaa khooob kahhaa haii.....

            "Girttayy hainn Shhah Sawar maidan e janng main"

            Hazzarrat Alii kaa Kooll haii..

            " main nay apnay Toottattay hoeyy Iraddoo sayy Khudaa kii Pehchan kii haii"

            and merii personal opinion yehh haii kehh Harr kayy baad joo jeett millttii haii usss
            kaa allagg hii mazzaa hootaa haii so try try again at last u gain

            بہت عمدہ

            اللہ جی آپ کو شاد رکھیں آباد رکھیں آمین
            :star1:

            Comment

            • #7
              Re: Tab Kia Karein?????????

              Originally posted by *Hijab* View Post
              Assalamu-Alekam WRWB.
              Ummid hai aap sab kheriyat say hon gey, INSHA-ALLAH!
              Chalein ji mein apni tension dour kernay ke liye yeh topic post ker rahi hoon, ummid hai aap loug mind nahi karein gey.
              Agar insan aik waqt mein kaye maslon mein uljh jaye.
              Her taraf se pershaniyon mein ghirh jaye, tou bay-shak wahid rasta nijat ka ALLAH(SWT) ki madad hoti hai aur ALLAH(SWT) per bharosa.
              But agar insan ka khud per bharosa na ho tou woh kia karay?????????
              Us mein khauf ho, dar ho, confidence na ho tou kesay face ker saktay hein life obstacles ko????????

              How do you guys manage!!????????

              ALLAH HAFIZ

              اسلام علیکم
              آتے ہی اتنا الجھا ہوا سوال :think:
              ایسا انسان نفسیاتی مریض ہے اُسے چاہئےکہ نفسیات کے کسی اچھے معالج سے
              اپنا علاج کروائے
              اللہ جی آپ کو شاد رکھیں آباد رکھیں آمین
              Last edited by S.Athar; 17 August 2010, 10:36.
              :star1:

              Comment

              • #8
                Re: Tab Kia Karein?????????

                mushkil sawal hy...
                میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                Comment

                • #9
                  Re: Tab Kia Karein?????????

                  har mushkil me Allah se madad mange,bas....

                  Comment

                  • #10
                    Re: Tab Kia Karein?????????

                    Jazak ALLAH everyone. Sab ke replies kafi postitive hein, and no-doubt the conclusion is believing on ALLAH(SWT) and asking HIM for help:)
                    Thanks sab ka:)

                    Comment

                    • #11
                      Re: Tab Kia Karein?????????

                      Originally posted by *Hijab* View Post
                      Jazak ALLAH everyone. Sab ke replies kafi postitive hein, and no-doubt the conclusion is believing on ALLAH(SWT) and asking HIM for help:)
                      Thanks sab ka:)
                      yehhs abbs ayy Achhaa soloution haiii
                      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                      Comment

                      Working...
                      X