Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

izhaar-e-muhabbat karna chahta hoon

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • izhaar-e-muhabbat karna chahta hoon

    eik larki hai jis ko yeh miskeen bara pyar karta hai.... :) uss say izhaar-e-muhabbat karna chahta hai..... :) lakin apas ki baat hai me ko bara sharam aata hai..... :) kyun k yeh me ka pehlay izhaar hoga na.... :wk ab samajh nahi aati kiya karon... kese karon.... :tauba
    aap hi ab guide karein plzzz..... :):lpop:
    :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

  • #2
    Re: izhaar-e-muhabbat karna chahta hoon

    Asslam-o_Alikum WR WB :salam:

    Wah jiger wah ! ya tum nay maardo wala kaam kya hay .... Akhir mard ho na

    keep it up ! i ll help u jaani :D

    sab say pahly aap kuch ya kaam kary ! :)

    1st to u ya karo kay ya batow us kay Bhai log kitnay hay ?
    2nd u ya karo kay ya batow us kay Pap ajana kab office jaty hy ?
    3rd u ya karo ya batow kay us ki mama jaan kab so kar uthti hay ?:D
    4th u ya karo kay us ki sandel ki hight dekho ?
    5th u ya karo kay us ka subha collage uar uni ka time note karo ?
    6th ua ya batow kay bus sey jati hay ya van say ya by walk ?:lpop:
    7th u ya maloom karo kay us ki best freind kon hay ?:eye:
    8th u ya maloom karo ky us ka koi cousin dada wada to nahi hy ?
    9th u ya maloom karo kay khi wo haath chor to nahi hy ?:slap:
    10th u ya maloom karo khi wo chilati to nahi hy ?
    11 u ya malooom karo kay raat ko kon sa noval parhti hay ?:cc:
    12th u ya maloom karo kay khanay main Mirchy to nhi khati ?
    13th u ya maloom karo ky us ky Dada ya koi rishaty daar police main to anhi hay ?
    14th ya maloom karo ky kitni aur bahnay hay ?
    n last but not least ya maloom karo kay wo Judu Karaty to nahi jaanti . aur koi us ki cousin ya dost PG ki memebr to nahi hay

    jab ya sab maloom ho jay tab me ko bata na phir main batow ga ...:lpop:

    FeamanAllah :lpop:
    Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
    Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

    Comment

    • #3
      Re: izhaar-e-muhabbat karna chahta hoon

      yaar dunia ka sab sy asan kaam hay//////////

      Comment

      • #4
        Re: izhaar-e-muhabbat karna chahta hoon

        mujhey keh do main us ko keh doongi
        :alhamd:

        Comment

        • #5
          Re: izhaar-e-muhabbat karna chahta hoon

          ya to us se milne ki koshihs kare... ya phir milne se pehle usse aate jaate dekhe... dekhe woh kese mizaj ki hai.. larko se baate karti b hai k nahi... sharmili hai ya tez hai???? Pehle pata kare kesi larki hai.. uske bad agar himmat banti hai to us se baat kare... or agar face 2 face himmat karne ki baat nahi banti to phir uska mobile number pata karwaye... usse samjhe k meine apko aise aise dekha or mujhe aap achi lagana shuru ho geyi hai.. ap mind to nahi karengi if i want to talk with you... phir uska reaction dekhe... ab agar meri baat pe amaal karna hai.. to phir jab apka chakkar aage bharta hai to mujhe khabar de... i will surely help you out:)

          Comment

          • #6
            Re: izhaar-e-muhabbat karna chahta hoon

            Yaar aisi mushkil baat kaun si hai??? Seedhi seedhi si baat hai, sab sey pehley panjabi zuban seekho. Uskey baad sari manzalein aasan hain. Kyun keh duniya keh har zubaan mein izhaar ishq karna mushkil hai, ab dekho na:

            English:
            I love you (hmmm yeh to majnoo apni bebey ko bhi kehta hai - bebey i love u - koi mazzah to nah aaya na)

            Arabic:
            Ana Behibak or Ana Behibek
            hmmm ab muhabbat to pehley hi ANA (blind) hoti hai. Behi-bak jaisye kah rahey hon keh ab back-gear lagao :lol

            Bengali:
            Ami tomake bhalobashi
            yaar ham to muhabbat ki baat kar rahey hain, yeh BHALOO aur BASHHI kahan sey beech mein aa gaey kya mehbooba bhaloo hai :tauba - REJECTED

            Burmese zuban ney to kaam pehli baar mein hi tmaam kar diya dekho:
            chit pa de: yaar yeh chit hai to chat kahan hai? yeh to shuru hi flirt sey hui hai. Agar chit nahin CHHIT hai to is sey to kaprey napaak ho jatey hain yeh izhar-e-muhabbat to na huwa na :lol REJECTED.

            Danish mein ham log kehtey hain:
            Jeg elsker dig...
            ab yeh jumla itna mis-use hota hai keh basss agar yehi muhabbat ka izhar hai to kahan kahan ki jati hai :lol

            Hindi waley kehtey hain:
            Mai tumse pyar karta hoo .... hmmm yeh muhabbat ki jaa rahi hai keh minnatein :lol aisey pyaar mein lutf nahin hota :lol REJECTED

            aur isi tarha hamari pyari zuban Urdu mein bhi:
            Mujhey tum sey muhabbat hai.... sab sey pehley baat to yeh keh yeh jumla zubaan tak laatey huwey aik muddat guzar jati hai, aisey mein mehboobah 3 bachon ki maan na ban jaey :lol - takaluf ka bohat muzahira hai is izhar-e-muhabbat mein bhi

            isi liye panjabi zuban istimaal karo:

            "phasna ee tey phas ja, sadey koley innan fazool galan wastey waqt naee. Fer na kaween phasaya naee su" :lol :lol :lol
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #7
              Re: izhaar-e-muhabbat karna chahta hoon

              Izhaar e muhabbat :cc: a difficult question, any how I was good in matimathics in school, here it goes: :lol

              LOVE :
              L = Land of Sorrow :na:
              O= Ocian of tears :na:
              V= View of death :na:
              E= End of life :na: :na:

              be optimist........... in ur love......... best of luck rehman ji :thmbup:

              u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

              :pr:

              Comment

              • #8
                Re: izhaar-e-muhabbat karna chahta hoon

                Originally posted by Masood
                Yaar aisi mushkil baat kaun si hai??? Seedhi seedhi si baat hai, sab sey pehley panjabi zuban seekho. Uskey baad sari manzalein aasan hain. Kyun keh duniya keh har zubaan mein izhaar ishq karna mushkil hai, ab dekho na:

                English:
                I love you (hmmm yeh to majnoo apni bebey ko bhi kehta hai - bebey i love u - koi mazzah to nah aaya na)

                Arabic:
                Ana Behibak or Ana Behibek
                hmmm ab muhabbat to pehley hi ANA (blind) hoti hai. Behi-bak jaisye kah rahey hon keh ab back-gear lagao :lol

                Bengali:
                Ami tomake bhalobashi
                yaar ham to muhabbat ki baat kar rahey hain, yeh BHALOO aur BASHHI kahan sey beech mein aa gaey kya mehbooba bhaloo hai :tauba - REJECTED

                Burmese zuban ney to kaam pehli baar mein hi tmaam kar diya dekho:
                chit pa de: yaar yeh chit hai to chat kahan hai? yeh to shuru hi flirt sey hui hai. Agar chit nahin CHHIT hai to is sey to kaprey napaak ho jatey hain yeh izhar-e-muhabbat to na huwa na :lol REJECTED.

                Danish mein ham log kehtey hain:
                Jeg elsker dig...
                ab yeh jumla itna mis-use hota hai keh basss agar yehi muhabbat ka izhar hai to kahan kahan ki jati hai :lol

                Hindi waley kehtey hain:
                Mai tumse pyar karta hoo .... hmmm yeh muhabbat ki jaa rahi hai keh minnatein :lol aisey pyaar mein lutf nahin hota :lol REJECTED

                aur isi tarha hamari pyari zuban Urdu mein bhi:
                Mujhey tum sey muhabbat hai.... sab sey pehley baat to yeh keh yeh jumla zubaan tak laatey huwey aik muddat guzar jati hai, aisey mein mehboobah 3 bachon ki maan na ban jaey :lol - takaluf ka bohat muzahira hai is izhar-e-muhabbat mein bhi

                isi liye panjabi zuban istimaal karo:

                "phasna ee tey phas ja, sadey koley innan fazool galan wastey waqt naee. Fer na kaween phasaya naee su" :lol :lol :lol
                Assalaam-0-Alaikom

                isi liye tu mujhay punjabi pasand hai:eye:

                well said :):clap:
                Last edited by *Rida*; 6 February 2006, 08:33.
                For New Designers
                وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                Comment

                • #9
                  Re: izhaar-e-muhabbat karna chahta hoon

                  Originally posted by rehman
                  eik larki hai jis ko yeh miskeen bara pyar karta hai.... :) uss say izhaar-e-muhabbat karna chahta hai..... :) lakin apas ki baat hai me ko bara sharam aata hai..... :) kyun k yeh me ka pehlay izhaar hoga na.... :wk ab samajh nahi aati kiya karon... kese karon.... :tauba
                  aap hi ab guide karein plzzz..... :):lpop:

                  acha saa lunch banao... us se kaho Rehman bohat acha sheff hai... aap khaney pe zaroor aaye.... :lol
                  aa jaye gi to keh denaa... ke u love her... :lol like a turnip like an okra like a cabbage... koz u love to cook for her....... :lol :lpop:
                  Visit My Early PS Work
                  You Are Welcome To Comment

                  Comment

                  • #10
                    Re: izhaar-e-muhabbat karna chahta hoon

                    Originally posted by Masood
                    Yaar aisi mushkil baat kaun si hai??? Seedhi seedhi si baat hai, sab sey pehley panjabi zuban seekho. Uskey baad sari manzalein aasan hain. Kyun keh duniya keh har zubaan mein izhaar ishq karna mushkil hai, ab dekho na:

                    English:
                    I love you (hmmm yeh to majnoo apni bebey ko bhi kehta hai - bebey i love u - koi mazzah to nah aaya na)

                    Arabic:
                    Ana Behibak or Ana Behibek
                    hmmm ab muhabbat to pehley hi ANA (blind) hoti hai. Behi-bak jaisye kah rahey hon keh ab back-gear lagao :lol

                    Bengali:
                    Ami tomake bhalobashi
                    yaar ham to muhabbat ki baat kar rahey hain, yeh BHALOO aur BASHHI kahan sey beech mein aa gaey kya mehbooba bhaloo hai :tauba - REJECTED

                    Burmese zuban ney to kaam pehli baar mein hi tmaam kar diya dekho:
                    chit pa de: yaar yeh chit hai to chat kahan hai? yeh to shuru hi flirt sey hui hai. Agar chit nahin CHHIT hai to is sey to kaprey napaak ho jatey hain yeh izhar-e-muhabbat to na huwa na :lol REJECTED.

                    Danish mein ham log kehtey hain:
                    Jeg elsker dig...
                    ab yeh jumla itna mis-use hota hai keh basss agar yehi muhabbat ka izhar hai to kahan kahan ki jati hai :lol

                    Hindi waley kehtey hain:
                    Mai tumse pyar karta hoo .... hmmm yeh muhabbat ki jaa rahi hai keh minnatein :lol aisey pyaar mein lutf nahin hota :lol REJECTED

                    aur isi tarha hamari pyari zuban Urdu mein bhi:
                    Mujhey tum sey muhabbat hai.... sab sey pehley baat to yeh keh yeh jumla zubaan tak laatey huwey aik muddat guzar jati hai, aisey mein mehboobah 3 bachon ki maan na ban jaey :lol - takaluf ka bohat muzahira hai is izhar-e-muhabbat mein bhi

                    isi liye panjabi zuban istimaal karo:

                    "phasna ee tey phas ja, sadey koley innan fazool galan wastey waqt naee. Fer na kaween phasaya naee su" :lol :lol :lol
                    Assalam-o-ALikum WR WB

                    Masoood ya batow kisi nationality ko chora bhi hy :zuban:

                    FeamanAllah :lpop:
                    Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
                    Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

                    Comment

                    • #11
                      Re: izhaar-e-muhabbat karna chahta hoon

                      Originally posted by Hala
                      Izhaar e muhabbat :cc: a difficult question, any how I was good in matimathics in school, here it goes: :lol

                      LOVE :
                      L = Land of Sorrow :na:
                      O= Ocian of tears :na:
                      V= View of death :na:
                      E= End of life :na: :na:

                      be optimist........... in ur love......... best of luck rehman ji :thmbup:

                      Assalam-o-Alikum WR W B

                      I m khafa with u Hala ! u nay is ki help kar di meri ka kya ho ga :P

                      FeaamnAlllah :lpop::lpop:
                      Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
                      Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

                      Comment

                      • #12
                        Re: izhaar-e-muhabbat karna chahta hoon

                        Originally posted by Aania
                        acha saa lunch banao... us se kaho Rehman bohat acha sheff hai... aap khaney pe zaroor aaye.... :lol
                        aa jaye gi to keh denaa... ke u love her... :lol like a turnip like an okra like a cabbage... koz u love to cook for her....... :lol :lpop:

                        Assalam-o_Alikum WR WB

                        Bhot aala Aania ji :khi:

                        Aania ji ! me aap ko invite karu khanay per :cc:

                        FeaamnAllah :D
                        Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
                        Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

                        Comment

                        • #13
                          Re: izhaar-e-muhabbat karna chahta hoon

                          Originally posted by Hala
                          Izhaar e muhabbat :cc: a difficult question, any how I was good in matimathics in school, here it goes: :lol

                          LOVE :
                          L = Land of Sorrow :na:
                          O= Ocian of tears :na:
                          V= View of death :na:
                          E= End of life :na: :na:

                          be optimist........... in ur love......... best of luck rehman ji :thmbup:

                          darati kyun ho??
                          ulta kahti ho be optimist .... aap nay tu me ko pessimist bana diya..... :) meray sub iraday kamzor kardiye aap nay..... :)
                          Last edited by rehman; 6 February 2006, 10:39.
                          :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                          Comment

                          • #14
                            Re: izhaar-e-muhabbat karna chahta hoon

                            Originally posted by Masood
                            Yaar aisi mushkil baat kaun si hai??? Seedhi seedhi si baat hai, sab sey pehley panjabi zuban seekho. Uskey baad sari manzalein aasan hain. Kyun keh duniya keh har zubaan mein izhaar ishq karna mushkil hai, ab dekho na:

                            English:
                            I love you (hmmm yeh to majnoo apni bebey ko bhi kehta hai - bebey i love u - koi mazzah to nah aaya na)

                            Arabic:
                            Ana Behibak or Ana Behibek
                            hmmm ab muhabbat to pehley hi ANA (blind) hoti hai. Behi-bak jaisye kah rahey hon keh ab back-gear lagao :lol

                            Bengali:
                            Ami tomake bhalobashi
                            yaar ham to muhabbat ki baat kar rahey hain, yeh BHALOO aur BASHHI kahan sey beech mein aa gaey kya mehbooba bhaloo hai :tauba - REJECTED

                            Burmese zuban ney to kaam pehli baar mein hi tmaam kar diya dekho:
                            chit pa de: yaar yeh chit hai to chat kahan hai? yeh to shuru hi flirt sey hui hai. Agar chit nahin CHHIT hai to is sey to kaprey napaak ho jatey hain yeh izhar-e-muhabbat to na huwa na :lol REJECTED.

                            Danish mein ham log kehtey hain:
                            Jeg elsker dig...
                            ab yeh jumla itna mis-use hota hai keh basss agar yehi muhabbat ka izhar hai to kahan kahan ki jati hai :lol

                            Hindi waley kehtey hain:
                            Mai tumse pyar karta hoo .... hmmm yeh muhabbat ki jaa rahi hai keh minnatein :lol aisey pyaar mein lutf nahin hota :lol REJECTED

                            aur isi tarha hamari pyari zuban Urdu mein bhi:
                            Mujhey tum sey muhabbat hai.... sab sey pehley baat to yeh keh yeh jumla zubaan tak laatey huwey aik muddat guzar jati hai, aisey mein mehboobah 3 bachon ki maan na ban jaey :lol - takaluf ka bohat muzahira hai is izhar-e-muhabbat mein bhi

                            isi liye panjabi zuban istimaal karo:

                            "phasna ee tey phas ja, sadey koley innan fazool galan wastey waqt naee. Fer na kaween phasaya naee su" :lol :lol :lol
                            punjabi seekhtay seekhtay vo kisi aur k haath lag jai gi...... :) wese aap wala dialogue ko yaad kartay hain..... :)
                            :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                            Comment

                            • #15
                              Re: izhaar-e-muhabbat karna chahta hoon

                              Originally posted by Bheegi-Palkain
                              Asslam-o_Alikum WR WB :salam:

                              Wah jiger wah ! ya tum nay maardo wala kaam kya hay .... Akhir mard ho na

                              keep it up ! i ll help u jaani :D

                              sab say pahly aap kuch ya kaam kary ! :)

                              1st to u ya karo kay ya batow us kay Bhai log kitnay hay ?
                              2nd u ya karo kay ya batow us kay Pap ajana kab office jaty hy ?
                              3rd u ya karo ya batow kay us ki mama jaan kab so kar uthti hay ?:D
                              4th u ya karo kay us ki sandel ki hight dekho ?
                              5th u ya karo kay us ka subha collage uar uni ka time note karo ?
                              6th ua ya batow kay bus sey jati hay ya van say ya by walk ?:lpop:
                              7th u ya maloom karo kay us ki best freind kon hay ?:eye:
                              8th u ya maloom karo ky us ka koi cousin dada wada to nahi hy ?
                              9th u ya maloom karo kay khi wo haath chor to nahi hy ?:slap:
                              10th u ya maloom karo khi wo chilati to nahi hy ?
                              11 u ya malooom karo kay raat ko kon sa noval parhti hay ?:cc:
                              12th u ya maloom karo kay khanay main Mirchy to nhi khati ?
                              13th u ya maloom karo ky us ky Dada ya koi rishaty daar police main to anhi hay ?
                              14th ya maloom karo ky kitni aur bahnay hay ?
                              n last but not least ya maloom karo kay wo Judu Karaty to nahi jaanti . aur koi us ki cousin ya dost PG ki memebr to nahi hay

                              jab ya sab maloom ho jay tab me ko bata na phir main batow ga ...:lpop:

                              FeamanAllah :lpop:
                              palkein bhai me aap ko koi bazari aashiq lagta hoon??

                              Working...
                              X