Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Valentine's Day???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Valentine's Day???

    Originally posted by Last Knight
    http://www.pegham.net/showthread.php?t=6771

    salam ....
    mery khiyal sy sab ko shy kee post sy jawab mil jana chayee...

    aur han kia khobsurat kis ny baat kee hay k as FUN....celebrete ker laina chayee...
    pher to muslims ko chayee k as FUN Chrismas b maana laina chayee aur easter...aur as fun HOLY b mana laina chayee..:tauba :tauba :tauba
    Assalam-o-Alikum WR WB

    me kay ya samjh nahi ata hay ky u sab wo baat kuo boltay ho jo hum sab main nhi ho ti hy

    Chrtimas ... me garntee deydta hu kay u ny kisi na kisi ko chritmas wish ki ho gi ... aur agr nahi ki hay to u aagy kabhi na kabhi karo gy ... aur holy ki baat rahi to me nay manai hy ... aur Pakisatn main hi manai hy ....

    per ya nahi socha ky me ka mazahb hay ya kabhi nhi kha ky hona chiya ... per ya bhi kbhi nhi kya ky kisi ki dil azari ho

    FeaamnAllah
    Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
    Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

    Comment

    • #32
      Re: Valentine's Day???

      Originally posted by Bheegi-Palkain
      Assalam-o-Alikum WR WB

      الحب جزء من الإسلام وأنا بحب كل الناس

      FeaamnAllah

      لا ينصح الإسلام للخرافات مثل " الفالنتائين"
      الحب الحقيقي هو لله و ليس لان تتفوه به أمام الناس
      و كما قلت لا أريد أن أجادل على هذا مع أي منكم ( BP و SPY )
      Last edited by 'SamRazi'; 5 February 2006, 12:51.
      sigpic

      Comment

      • #33
        Re: Valentine's Day???

        Originally posted by Bheegi-Palkain
        Assalam-o-Alikum WR WB

        me kay ya samjh nahi ata hay ky u sab wo baat kuo boltay ho jo hum sab main nhi ho ti hy

        Chrtimas ... me garntee deydta hu kay u ny kisi na kisi ko chritmas wish ki ho gi ... aur agr nahi ki hay to u aagy kabhi na kabhi karo gy ... aur holy ki baat rahi to me nay manai hy ... aur Pakisatn main hi manai hy ....

        per ya nahi socha ky me ka mazahb hay ya kabhi nhi kha ky hona chiya ... per ya bhi kbhi nhi kya ky kisi ki dil azari ho

        FeaamnAllah
        hahahahahahahahahhaha

        Comment

        • #34
          Re: Valentine's Day???

          Originally posted by Saima Shaheen

          لا ينصح الإسلام للخرافات مثل " الفالنتائين"
          الحب الحقيقي هو لله و ليس لان تتفوه به أمام الناس
          و كما قلت لا أريد أن أجادل على هذا مع أي منكم ( BP و SPY )

          جزاک اللہ خیر
          کمال کر دیا آپ نے تو

          Comment

          • #35
            Re: Valentine's Day???

            Originally posted by Last Knight
            hahahahahahahahahhaha
            :cc:
            Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
            Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

            Comment

            • #36
              Re: Valentine's Day???

              Yahan kuch members ko yeh galat fehmi hai ke Islam mei pyar ki ijazat hai, aur yeh sach hai waqaiyee hai
              Islam pyar mohabbat ke khilaf nahi hai, magar kya aap logo ko sirf itna pata hai ke Islam mohabbat ki talqeen deta hai, Sirf talqeen nahi deta balkey ous ke izhar ka ek jayez aur nafees tareeqa btaya hai, Islam mei ijazat hai ke ager aap ko kisi se mohabbat ho to aap ou ska izhar ker saktey hain
              "Khuda ki khatir mujhe aap se mohabbat hai", intihayi sada alfaz mei, ous ke liyeh kisi kisam ki khurafat aur yahoodion ke celebrations ki perwi kerne ki herghiz ijazat nahi hai.
              sigpic

              Comment

              • #37
                Re: Valentine's Day???

                Originally posted by Bheegi-Palkain
                :cc:

                Comment

                • #38
                  Re: Valentine's Day???

                  Originally posted by Last Knight
                  جزاک اللہ خیر
                  کمال کر دیا آپ نے تو

                  tumhein arbi kab se aati hai :cc:
                  sigpic

                  Comment

                  • #39
                    Re: Valentine's Day???

                    Originally posted by Saima Shaheen
                    tumhein arbi kab se aati hai :cc:
                    mery sath aabi2cool b betha hay os ny bataya hay..:shh:

                    Comment

                    • #40
                      Re: Valentine's Day???

                      jee zaroor karna chahiye....... :)
                      :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                      Comment

                      • #41
                        Re: Valentine's Day???

                        Originally posted by Bheegi-Palkain
                        Assalam-o-Alikum WR WB

                        الحب جزء من الإسلام وأنا بحب كل الناس

                        FeaamnAllah
                        نعم الحب جزء من الاسلام بل لاالفاینتا ین جزء من الاسلام ولکن لا شک فیھم ذالک من الحرافة
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment

                        • #42
                          Re: Valentine's Day???

                          Voted....................:thmbup:
                          u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                          :pr:

                          Comment

                          • #43
                            Re: Valentine's Day???

                            valentine day ka tasawer tau humare mazhab mein nahin is liye baq aeda taur per is din ko manana munasib nahin lagta...han yeh ho sakta hai keh koi kisi ko gift de sakta hai jo keh aik personal chese hai...aur is mein koi burai nazer nahin aati.....wesey bhi bahut si gher sharai batin hum musalmanon mein Aam ho chuki hain jin mein basant sare fehrist hai halanke is tehwar mein kai janin bhi zaya ho chuki hain

                            ager haqiqi nuqta nazer se dekha jae valentine do logon ke bahimi rishtey se mansoob hain ager bagher shoor sharaba kiye apney valentine ko gift diya jae tau is mein burai kiya hai....mein is ki tarafdari nahin ker rahi sirf yeh kehna cha rahi hoon keh sirf valentine hi kiun bahut si aisi rasoomat ke khilaf bhi awaz buland ki jae jis mein fasad hotey hain jane zaya hoti hain aur baqaeda media ke zarye farogh diya jata hai...

                            Comment

                            • #44
                              Re: Valentine's Day???

                              Originally posted by Ambreen

                              nice ambreen...
                              G inshaALLAH jehan tak mumkan huwa hum buri rasoomat k khilaf awaz uthaeey gy balky es per inshaALLAH amal b kerain gy......ALLAH hamara sath dy amen..:rose

                              Comment

                              • #45
                                Re: Valentine's Day???

                                Originally posted by Saima Shaheen
                                Yahan kuch members ko yeh galat fehmi hai ke Islam mei pyar ki ijazat hai, aur yeh sach hai waqaiyee hai
                                Islam pyar mohabbat ke khilaf nahi hai, magar kya aap logo ko sirf itna pata hai ke Islam mohabbat ki talqeen deta hai, Sirf talqeen nahi deta balkey ous ke izhar ka ek jayez aur nafees tareeqa btaya hai, Islam mei ijazat hai ke ager aap ko kisi se mohabbat ho to aap ou ska izhar ker saktey hain
                                "Khuda ki khatir mujhe aap se mohabbat hai", intihayi sada alfaz mei, ous ke liyeh kisi kisam ki khurafat aur yahoodion ke celebrations ki perwi kerne ki herghiz ijazat nahi hai.
                                Assalam-o-Alikum WR WB

                                Saima ! u baat ko issue na banow ... hum sab jaantay hy kya right hay kya wrong hay ...... kya me nay kha valaentines jaayz hay ? .... i know ky jayz nahi hay ...

                                me nay ya kha hay kay bakyda tor per nahi manya jay na hi ya soch kar albta agr aap apnay love (wife) ya bhan bhai ya maa baap ko wish kar do gy apni muhbat ka izhar kisi bhi way main to kon sa Gunha ho jay ga ...

                                ok me ab is per baat nhi karu ga ...

                                kuo kay ab phada ho jay ga

                                FeamanAllah :lpop:
                                Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
                                Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

                                Comment

                                Working...
                                X