Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Turning Point..!!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Turning Point..!!!

    السلام عليكم و رحمة الله

    Hum main se har Insaan xindagii k safar main naye naye stations par rukta hai..wahan se kuch seekhta hai, kuch naya saath le kar, kuch chorr kar, kisi naye saathi k saath, kisi apney ko alvida kar k aglii station ki taraf barrhta hai...har naye station k saath zimmedaariyan bharrti hain..n ofcourse zimmedaariyoon k saath tensions bhi..

    or is safar main aksar aisey points atey hain jin ka hum ne kabhi socha nahiin hota..jo plan main nai hotey..laikin un se guzarna majboori hoti hai..or un se guzarney k baad lagta hai..Zero point se sub start hogaya again...

    wo points life ko turn kar k new shape detey hain..kisi ki life ko good se better ki taraf le jatey hain, kuch ki bad se worst, kuch worst se best or kuch ulTa...

    So, inni lambii tamheed k sirf do maqsad they...bhut dino baad apney pen ki ink check karna...:lol....n doosra ap se poochna k kya ap ki life main aisa koi Point aya hai???
    .......................!!!!!

  • #2
    Re: Turning Point..!!!

    kaisa point................?

    Comment


    • #3
      Re: Turning Point..!!!

      Walekum Salam
      turning points to insan k is dunya me ate hi shiru ho jate hen,aik qadam se doosra qadam,seekhne ka amal barhta hi jata he,new log ate hen,sochen badalti hen,insan badalte hen,rishte badalte hen....thehrao to shaed kahin bhi nahi he
      Last edited by AbgeenA; 6 July 2010, 16:54.

      Comment


      • #4
        Re: Turning Point..!!!

        Originally posted by Raniya View Post
        السلام عليكم و رحمة الله

        Hum main se har Insaan xindagii k safar main naye naye stations par rukta hai..wahan se kuch seekhta hai, kuch naya saath le kar, kuch chorr kar, kisi naye saathi k saath, kisi apney ko alvida kar k aglii station ki taraf barrhta hai...har naye station k saath zimmedaariyan bharrti hain..n ofcourse zimmedaariyoon k saath tensions bhi..

        or is safar main aksar aisey points atey hain jin ka hum ne kabhi socha nahiin hota..jo plan main nai hotey..laikin un se guzarna majboori hoti hai..or un se guzarney k baad lagta hai..Zero point se sub start hogaya again...

        wo points life ko turn kar k new shape detey hain..kisi ki life ko good se better ki taraf le jatey hain, kuch ki bad se worst, kuch worst se best or kuch ulTa...

        So, inni lambii tamheed k sirf do maqsad they...bhut dino baad apney pen ki ink check karna...:lol....n doosra ap se poochna k kya ap ki life main aisa koi Point aya hai???
        bohat achi tehreer he bus tumhein dheer saari mehnat ki zaroorat he :ys:
        :thmbup:

        Comment


        • #5
          Re: Turning Point..!!!

          Originally posted by munda_Sialkoty View Post
          bohat achi tehreer he bus tumhein dheer saari mehnat ki zaroorat he :ys:
          thank u

          lala g lagta hai ap ko bhi kuch din k liye bund kar k dobara server chnage kar k re-open karein gey tu ap theek hojayein gey...:lol
          .......................!!!!!

          Comment


          • #6
            Re: Turning Point..!!!

            Originally posted by *ASK* View Post
            kaisa point................?
            bunda theek se parrh kar reply karey...tu ye question na poochna parrey...
            .......................!!!!!

            Comment


            • #7
              Re: Turning Point..!!!

              Originally posted by Raniya View Post
              bunda theek se parrh kar reply karey...tu ye question na poochna parrey...

              Comment

              Working...
              X