Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khudkushi kay waqeyaat ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Khudkushi kay waqeyaat ?

    assalamalikum
    Khudkushi kay waqeyaat aaj kal zaida barh rehay hain ...is ki waja kia hai aap kay nazdeek ? main waja kia hai ? mayousi?deen say dori ? ghurbat?hukmran ? insaan khud ?.
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔


  • #2
    Re: Khudkushi kay waqeyaat ?

    Walikum Salam...

    kis ny kar liya yeh kam372-scare
    میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

    Comment


    • #3
      Re: Khudkushi kay waqeyaat ?

      Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post
      Walikum Salam...

      kis ny kar liya yeh kam372-scare
      TV pay dekha hai :D
      or aaj kal kuch zaida hi aisay waqeeyat sunnay main a rehay hian
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #4
        Re: Khudkushi kay waqeyaat ?

        ap ne last main jo wajoohat bataye hain wo sab hain...................

        Comment


        • #5
          Re: Khudkushi kay waqeyaat ?

          Originally posted by *ASK* View Post
          ap ne last main jo wajoohat bataye hain wo sab hain...................
          kam chor aik reply thek sy kar sakty nai u
          میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

          Comment


          • #6
            Re: Khudkushi kay waqeyaat ?

            Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post
            kam chor aik reply thek sy kar sakty nai u
            anchal de yeh dekho mujhe maar rahi hai ap ke elaqay main..............

            Comment


            • #7
              Re: Khudkushi kay waqeyaat ?

              وہ انساں نہیں جو ڈر جائے حالات کے خونی منظر سے
              جس حال میں جینا مشکل ہو اُس حال میں جینا لازم ہے۔
              بے شک یہ الفاظ کہنا بہت آسان ہیں لیکن جس پر گزرتی ہے وہی جانتا ہے
              تیرے نہ ہونے کے صدمے گھر کے دکھ دنیا کے روگ
              چند سانسوں کے عوض ہم کتنے عاضاروں میں ہیں
              :star1:

              Comment


              • #8
                Re: Khudkushi kay waqeyaat ?

                abi aanchal aye ge or khaye ge koi bat nai pher u be suicide kar lyna:garmi:
                میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                Comment


                • #9
                  Re: Khudkushi kay waqeyaat ?

                  Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post
                  abi aanchal aye ge or khaye ge koi bat nai pher u be suicide kar lyna:garmi:
                  chalo sab mil kar suicide karte hain...............:fight:

                  Comment


                  • #10
                    Re: Khudkushi kay waqeyaat ?

                    W sallam.......

                    I think Ghurbbat hii Iss kii sabb sayy Barii wajaa haiii,,,,,,Jabb aik Moasharrayy Main aikk tarraf
                    Niahhayyt Ameerr Tabqaa hoo gaa Jiss koo Duniaa Kii tamamm aasishhatt hasill hainn aooR 2nd side
                    ghareeb jiss koo aik waqtt kii rootii bhii Bamushkil hii Milltii hooo...aissayy double standard Muashrayy
                    main aissayy waqiiaatt kaa hoonaa Hairranii kii baat nahii...
                    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                    Comment


                    • #11
                      Re: Khudkushi kay waqeyaat ?

                      bohat si wajuhaat hen,mehez ghurbat nahi,ghurbat pehle bhi thi,lekin Allah se mayusi,kana't ka khatam ho jana,bardasht ki kami,doosron ko dekh kar dolat ki hasrat,madi cheezon ki mohabat,zindagi ko acha khasa mushkil bnate chale ja rahe hen ham

                      Comment


                      • #12
                        Re: Khudkushi kay waqeyaat ?

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        assalamalikum
                        Khudkushi kay waqeyaat aaj kal zaida barh rehay hain ...is ki waja kia hai aap kay nazdeek ? main waja kia hai ? mayousi?deen say dori ? ghurbat?hukmran ? insaan khud ?.
                        Different reasons for different ppl. Waise mera bhi kabi kabi dil kerta he aisa kerne ko
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #13
                          Re: Khudkushi kay waqeyaat ?

                          Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                          Different reasons for different ppl. Waise mera bhi kabi kabi dil kerta he aisa kerne ko
                          Kabhi Kabhi u ke dil me kiya khayaal aata hai????? :hhh:

                          Comment


                          • #14
                            Re: Khudkushi kay waqeyaat ?

                            Originally posted by Aanchal View Post
                            assalamalikum
                            Khudkushi kay waqeyaat aaj kal zaida barh rehay hain ...is ki waja kia hai aap kay nazdeek ? main waja kia hai ? mayousi?deen say dori ? ghurbat?hukmran ? insaan khud ?.
                            Walaikum Assalaam

                            buhat acha topic hai....

                            Meri nazar me is tarah ke waqiyaat ke zimmedar humari Govt hai jis ne awaam k liye itni mua'ashi pareshaniyan creat kar di hai k unhy na chahte hue bhi ek haram fail ko gale lagana parta hai

                            Comment


                            • #15
                              Re: Khudkushi kay waqeyaat ?

                              Originally posted by Mr.Khan View Post
                              Kabhi Kabhi u ke dil me kiya khayaal aata hai????? :hhh:
                              That I should end up w/ma life
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X