Assalamo allaikum
Kuchh maah pehley mujhey aik aziz ney kuchh jumley kahey they, jo unhi ki zuban sey suniyey:
us mehrbaan ki batein merey dil per ta'umer naqsh rahein gi aur uski baton ney mujhey aik baar phir sar uthaaney ki jura'at di hai.....
main yeh jaanta hoon keh aap log mujh sey bohat khafa hain, balkeh merey pyaron ney to mujhey kosa bhi hai - aur kyun, nahin aap haq-ba'janib hain... main apney liyey kuchh bhi nahin kahoon ga, kyun keh yeh main ney dekha hai jab kisi dil per chot parrti hai to uski halat koi doosra nahin jaan sakta......
... aur main ney aik baar phir apney dil per jabar kartey huwey aap logon ki khushi key liyey Pegham aap ko dey raha hoon - magar Khudara mujhey bad'duaein na dijiyey - merey dil ki halat sirf Khuda jaanta hai ...
Kuchh maah pehley mujhey aik aziz ney kuchh jumley kahey they, jo unhi ki zuban sey suniyey:
masood patah hai zindagi kya hai
zindagi gir key uthney ka naam hai sambhalney ka naam hai
jo gira nahi us ney zindagi guzari nahin
aur jo gir key utha nahin woh fail ho gaya
aap humesha mujh sey puchtey hain mujhey aap mein kya pasand hai
mujhey aap ka zindagi guzarney ka tariqa pasand hai masood

Comment