Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Role of Media and youth in Pakistan

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Role of Media and youth in Pakistan

    Asalam o alikum doston,

    Wase to DoodhpattiBlogs mein iss mozooh par blog likh chuka hoon lekin mei yahan bhi kuch batein aap sab se share karna chahonga...

    Sab se pehle kabhi bhi hamne yeh socha hai keh Pakistan mushkil mei kiun hai... hum logo ko yeh kehta sunte hain keh Pakistan ka kuch nhi hoga... Pakistan khatam honay wala hai... Pakistan mein sab kuch bura hai... Aaap kia samajhte hain ke ALLAH subhan o tala hamrai dua nhi sun raha... humsab yehi dua karte hain ke Pakistan khatam hone wala hai... Pakistan ka kuch nhi hoga.... hamari soch ka asar hamaray mahol par ho raha hai... hum manein ya na manein lekin yeh ek haqeqat hai jo ke hum abhi taq samajh nhi sakay...

    Hamara media har waqt yehi news deta rehta hai ke mulk mei yahan bomb blast ho gia, mulk mei chori ki shara barh rahi hai... kia yehi chezain reh gie hain sunne ke liay...

    pls pls doston hosh karo.... use Social media and forums to promote soft image of Pakistan to the world.... woh share karain jisse aapke mulk ka naam roshan ho... aap ek Pakistani hain to ussay sabit bhi to karain

    GOD bless Pakistan.



  • #2
    Re: Role of Media and youth in Pakistan

    pakistani media acha b hay aur bura b
    bus mujy yehi kehna hay

    Comment


    • #3
      Re: Role of Media and youth in Pakistan

      Originally posted by Khalil View Post
      pakistani media acha b hay aur bura b
      bus mujy yehi kehna hay
      haan jee 99% bura hai aur 1% acha hai


      Comment


      • #4
        Re: Role of Media and youth in Pakistan

        haan bohat bura hia humra media...wesay hi yaar pata nahi kia takleef hai in ko.......aur muje bilkul acha nahi lgta khas kr k news chanl.....

        I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


        Comment


        • #5
          Re: Role of Media and youth in Pakistan

          Originally posted by pakgates View Post
          haan jee 99% bura hai aur 1% acha hai

          haan PAkistan main kuch ziyada bura nai ho raha pr ye news chanls walay pata nahi kia kia banatain rahtain hain...naft hai muje...

          I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


          Comment


          • #6
            Re: Role of Media and youth in Pakistan

            media aik bussiness ban chuka hai ,according o law of media is bussiness ko kamyaab banany k liye mulki waqar ko b tehs nehs b karna pare tou is me koi harj nhi,,q k hamain paise kamane se gharz hai apna channel chalane se gharz hai is me mulk ki badnaami kitni hai is se hamain kya,,,,,,,,,,,,,,,,,,
            Last edited by BUS U HE; 23 May 2010, 01:29.

            Comment

            Working...
            X