Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Insaan..!!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Insaan..!!!

    السلام عليكم و رحمة الله

    sorry mujhey pata nai hai k main xactly kya poochna chah rahii hoon..par khair jo questions mind main hain wo me likh rahii hoon..ap logoon ki personal marzii hai jawaab dena hai ya nahiin...


    Insaan khwaab kaisey daikhta hai??Insaan khwaab daikhta KYA hai??dosroon tuk apney khwaab pohonchata kaisey hai??us k khwaaboon ka matlub kaisey samaj main ata hai or kaisey in ki tafseer kar sakta hai koi??kitna rishta hota hai Insaan k dreams or reality ka??Agar kuch log same situation se guzrein tu kya un k khwaab aik jaisey hosaktey hain??

    or bhi pata nai kya kya poochna hai..par samaj nai araha kaisey poochon..

    khair baqii qsns k answer nai deney tu khair hai but in k answer do k...

    Ap Insaan ko kaisey Define kartey hain?? or kyun??
    .......................!!!!!

  • #2
    Re: Insaan..!!!

    walekum salam Raniya dear

    hhhmmm khwab do tarah se insan dekhte hen,sote me..jagte me...dono kabhi sache bhi ho sakte hen..kabhi jhoote bhi...jagte k khwab toot bhi jate hen...mukamal bhi hote hen....or insan to bas emetahan k leay bheja gya he is dunya me...khushi bhi emtehan he dukh bhi emtehan he...insan se pehle bhi dher makhlooq thi Allah k pas...Us ki ibadat k leay par ALLAH ne chaha k Wo pehchana jaey...to insan ko takhleeq kar dia...or insan ne apna mukam apni takhleeq ki waja bhula di to aj ajeeb o ghareeb cheez ban gya....

    Comment

    Working...
    X