Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kaam aur Aap

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Kaam aur Aap

    Salam,

    Aik normal working day kitney ghantey ka hota hai, hona chahiye? Aik normal Zehan kitney ghantey kaam kerna bardasht ker sakta hai? yani uss k baad ussey aik break deyni chahiye? Aap logon ka din kitney ghantey ka hota hai, kya asaani sey apney aap ko break detey hein ya phir ye sochtey hein k "No..I have to work work and work" ? aur kya ye aik healthy attitude hota hai khud k sath?
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Kaam aur Aap

    Originally posted by Z. View Post
    Salam,

    Aik normal working day kitney ghantey ka hota hai, hona chahiye? Aik normal Zehan kitney ghantey kaam kerna bardasht ker sakta hai? yani uss k baad ussey aik break deyni chahiye? Aap logon ka din kitney ghantey ka hota hai, kya asaani sey apney aap ko break detey hein ya phir ye sochtey hein k "No..I have to work work and work" ? aur kya ye aik healthy attitude hota hai khud k sath?
    Wa Alaikum Aslam!

    According to my opinion one third portion of a day is more than enough for work. baaz aukaat kuch kaamon ki noiyat aisi hoti he jis mein working hours kum ya ziada hotay hein.

    Hamara dimaag kitna working load bardaasht ker sakta he to is ka jawaab yeh he ke mental capacity varies from person to person. Aap apnay dimaag ko ziada kaam ki aadat daalo gay to wo ziada dair tak kaam karay ga, aur ager aap isay idle banana chahein to yeh bhi aap ke bus mein he.

    Mein pehlay 2, ya 3 jobs kia karta tha, aur daily 12 to 14 hours tak kaam kerta tha. Mujay us ki aadat ho gai thi aur mujay koi tension nahi hoti thi. It's all about practicing and exercising.
    :thmbup:

    Comment


    • #3
      Re: Kaam aur Aap

      walekum salam
      nahi me khud ko thakati nahi....normaly kaam karti hun....kaam k leay helper bhi hote hen...insan ko chaey k kaam k doran break zarur le...ager zeada thake ga to kaam kese kare ga

      Comment


      • #4
        Re: Kaam aur Aap

        Originally posted by Z. View Post
        Salam,

        Aik normal working day kitney ghantey ka hota hai, hona chahiye? Aik normal Zehan kitney ghantey kaam kerna bardasht ker sakta hai? yani uss k baad ussey aik break deyni chahiye? Aap logon ka din kitney ghantey ka hota hai, kya asaani sey apney aap ko break detey hein ya phir ye sochtey hein k "No..I have to work work and work" ? aur kya ye aik healthy attitude hota hai khud k sath?
        working more than 8 hours a day doubles the load of stress. 8 ghantey se zayada work nahi karna chahie. i usually work not more than 8 hours. coz brain needs sleep.
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: Kaam aur Aap

          اسلام علیکم۔
          میں نے پوری زندگی جہاں،جہاں ملازمتیں کیں وہاں ۸گھنٹے کی ڈیوٹی کا کوئی تصور نہیں تھا بلکہ کئ سال تو میں12 تا 15 گھنٹے کی ملازمتوں پر بھی رہا اور مجھے اسہی کی عادت ہوگئی یہاں تک کہ جمعہ والے دن جب گھر والے دوپہر کو سکون سے سو رہے ہوتے تھے تو میں کوئی نہ کوئی کتاب پڑھ کر وقت گزارا کرتا تھا۔مطلب جن حالات میں فرد ہوتا ہے دماغ اسہی کے مطابق ڈھل جاتا ہے۔
          اب جہاں پر ڈیوٹی دے رہا ہوں یہاں بھی ۱۰،۱۱ گھنٹے کی ڈیوٹی ہے لیکن اس میں بریک 5 گھنٹے کی ہے جی ہاں 5 گھنٹے آدھی ڈیوٹی دن میں اور آدھی رات میں ۔:(۔
          جہاں تک کام کےدوران خود کو فریش رکھنےکی بات ہے تو اس کے لئے پیغام ہے ناں ۔۔۔۔۔۔تھوڑے کام کےبعد پیغام پر آجاتا ہوں اور فریش ،ری فریش۔پروپر فریش سب ہو جاتا ہوں ۔۔
          Last edited by S.Athar; 6 May 2010, 09:45.
          :star1:

          Comment


          • #6
            Re: Kaam aur Aap

            7 hours kafi hain mairay khayal mein .... newton ya albert ainstine ka tareeqa tha keh 45 minuted kam aur 15 minutes araam.....
            aik jaga perha tha... pehlay insaaan money making mein sehet kharab karta hai aur phir sehetyab honaykay liye paisay kharach karta hai...
            For New Designers
            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

            Comment


            • #7
              Re: Kaam aur Aap

              Originally posted by Z. View Post
              Salam,

              Aik normal working day kitney ghantey ka hota hai, hona chahiye? Aik normal Zehan kitney ghantey kaam kerna bardasht ker sakta hai? yani uss k baad ussey aik break deyni chahiye? Aap logon ka din kitney ghantey ka hota hai, kya asaani sey apney aap ko break detey hein ya phir ye sochtey hein k "No..I have to work work and work" ? aur kya ye aik healthy attitude hota hai khud k sath?
              wasalam

              me ke sir kehte hain:
              9 hours for work
              8 hours for sleep
              and 7 hours for family.... :D

              yeh ideal life hai.... :wink

              per me kai ghante kaam kar leti ho.... with lots of short breaks... :lol.... or jub kaam mukamil hojaaye tu ek long break.... like kahein trip with frndz.... :P.....

              Comment


              • #8
                Re: Kaam aur Aap

                main kafi ghantay kam kr leti hon, break nhi leti kam mein...or jb kam khatam ho jaye tb break hi break:yaay:

                Comment


                • #9
                  Re: Kaam aur Aap

                  Aaaj kal kaaam kuch ziyada nhi hai Ravi Chain hi chain likhta hai laikin yeh aik boar life hai .... jahan kuch kerne k liey hi na ho aur her waqt bed tortay raho tu is k liey thora sa social kaaam ker liya jata hai ... dailay k 5 to 6 hrs...laikin its not enough for me ... me ne 38 hrs lagatar kaam bhi kia hai .... aur aksar 16 to 18 hrs bhi ..... mera kehna tu yeh hai k aik kaam me jut jaow us ko mukamal kero aur phir aik lambi break lo ..... Pehle apne dimagh ko aur jisam ko torta hooon aur phir us k baad jo aram kerne ka maza hai .... aaaha haaaa.... Baray sakooon ki neeend aati hai
                  sigpic

                  Comment


                  • #10
                    Re: Kaam aur Aap

                    Originally posted by Z. View Post
                    Salam,

                    Aik normal working day kitney ghantey ka hota hai, hona chahiye? Aik normal Zehan kitney ghantey kaam kerna bardasht ker sakta hai? yani uss k baad ussey aik break deyni chahiye? Aap logon ka din kitney ghantey ka hota hai, kya asaani sey apney aap ko break detey hein ya phir ye sochtey hein k "No..I have to work work and work" ? aur kya ye aik healthy attitude hota hai khud k sath?
                    w/ salam

                    kam per depend karta hai k app ko kam app sey ketna time mangta hai ..... aur Zehan ko app hud benaty hain kaam kerny k lea yani app per hud depend karta hai k app apny demaag ko ketny ganty istamal karna chaty hain kam k lea..... app chahain too 18 ganty kam karain too be demaag nehi theky ga but time lagy ga demaag ko es stage per lany k lea aur es sey zahir hota hai ka demaag kabi nehi thakta sooch aur jisim thakta hai..... mery pass jab kam hota hai too main din rat be karta hoon till finish my work lakin rest zaroor deta hoon jisim ko keu k jisim ejazat nehi deta kam karny ke lakin zehan tyar rehta hai keu ka rest k duran be zehan main yehi sooch hoti hai k kam kesy karu k jaldi khtam ho jaye......
                    sigpic

                    Comment

                    Working...
                    X