Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shutter Closed...!!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Shutter Closed...!!!

    Assalamo Alaikum

    sub theak hi hounge....khair...

    kabhi app ne notice kiya ya app ke sath aesa he k app ne buhat se cheezo k liye apni aankho ka ya apne dimagh ka shutter bund kia hua he - sirf is liye app us ke bare me janna nahi chahte ke agar wo wesa na hua jesa app ne us ka sketch apne zehn'o'dil me banaya hua he to app kese behave karein ge -

    jese koi bunda app ko acha lagta he to app us ki buraion pe zyada sochte nahi ya agar us ki khamion ka app ko ilm bhi ho tub bhi app yeh sochte he ki iss ki flan achai is ki is khami pe hawi he aur is tarah kar k sari khamian chund achaion ke neeche dub jati he - aesai hota he jub app ne kisi ko bura maan lia ho - phir us ki har achai us ki kisi choti motti khami ke neech dub jati he aur app us ki achion ko janna hi nahi chahte -

    to khair pochna yeh tha ke app ke sath aesa koi scene he - kabhi aap ko itna time mila ke app is baat pe goor bhi kare ??

    wese shayd aesi aik bemari bhi he - jis me bunda pehle se hi kisi cheez ka virtual image bana leta he - phir jub wo object us ke samne ata he aur wo us image se mukhtalif hota he to subject usse accept karne se inkaar kar deta ha - aur reject kar deta he...

    khair yeh meri kuch random thoughts thi - app loogo ki koi rae he is per to zaroor share karein

  • #2
    Re: Shutter Closed...!!!

    Walekum Salam
    jo direct burai karta he us k bare me to mujhe image theek karne ki zarurat nahi hoti...baki ager janti na hun to ese kisi k bare me image nahi bnati...koi kesa bhi ho sakta he....image bnane ki zarurat hi kia he

    Comment

    • #3
      Re: Shutter Closed...!!!

      W sallamm....

      Ittnii Gehhrraiee main jaa karr soochhnaa okkhaaa kaamm haii aoor okhhayy kaam mujh sayy

      nahii hoottayyy
      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

      Comment

      • #4
        Re: Shutter Closed...!!!

        Originally posted by MSA View Post

        واعلیکم السلام
        اچھا ٹاپک ہے خوش رہو

        چیز اور انسان میں فرق ہوتا ہے ۔۔۔۔دونوں کے ساتھ مختلف معاملہ ہوتا ہے خیر

        کہتے ہیں محبوب وہ جس کا نا ٹھیک بھی ٹھیک نظر آئے ۔۔۔۔جہاں کسی کے اچھا لگنے کی بات آجائے وہاں تو پھر کوئی فارمولے اپلایئ ہی نہیں ہوتے نا

        اسلامی حوالے سے بات کروں تو میں ایف اے کی اسلامیات کی بک میں کچھ ایسا پڑھ چکی ہوں کہ انسان کی خوبی کو یاد رکھو خامی خود بخود منی مائز ہوجائے گی۔۔۔۔مجھے اس وقت حوالہ یاد نہیں اس بات کا

        لیکن یہ اسی صورت میں ممکن ہے میرے خیال میں جب آپ کینہ پرور نا ہوں اور اعلی ظرف رکھتے ہوں ۔۔۔یعنی کہنے اک مقصد یہ ہے کہ ہاں ایسا ممکن ہے

        ہاں مجھے بہت ٹاائم ملتا رہا ہے غور کرنے کا بفضل خدا ۔۔۔اور جہاں تک بیماری کا تعلق ہے مجھے اسکا علم نہیں ۔۔۔۔ باقی پہلے سے امیج بنا لینا میرے نزدیک امیچور اپروچ ہے
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment

        • #5
          Re: Shutter Closed...!!!

          Originally posted by AbgeenA View Post
          Walekum Salam
          jo direct burai karta he us k bare me to mujhe image theek karne ki zarurat nahi hoti...baki ager janti na hun to ese kisi k bare me image nahi bnati...koi kesa bhi ho sakta he....image bnane ki zarurat hi kia he
          theek...:thmbup:
          per aesa bhi hota he na k jin logo ko app jante he un ki burai app dekhna hi nahi chahte

          Originally posted by sarfraz_qamar View Post
          W sallamm....

          Ittnii Gehhrraiee main jaa karr soochhnaa okkhaaa kaamm haii aoor okhhayy kaam mujh sayy

          nahii hoottayyy
          koi bat nahi - aik din ayega u bhi okhay kaam karein ge

          Comment

          • #6
            Re: Shutter Closed...!!!

            Originally posted by saraah View Post
            واعلیکم السلام
            اچھا ٹاپک ہے خوش رہو

            چیز اور انسان میں فرق ہوتا ہے ۔۔۔۔دونوں کے ساتھ مختلف معاملہ ہوتا ہے خیر

            کہتے ہیں محبوب وہ جس کا نا ٹھیک بھی ٹھیک نظر آئے ۔۔۔۔جہاں کسی کے اچھا لگنے کی بات آجائے وہاں تو پھر کوئی فارمولے اپلایئ ہی نہیں ہوتے نا

            اسلامی حوالے سے بات کروں تو میں ایف اے کی اسلامیات کی بک میں کچھ ایسا پڑھ چکی ہوں کہ انسان کی خوبی کو یاد رکھو خامی خود بخود منی مائز ہوجائے گی۔۔۔۔مجھے اس وقت حوالہ یاد نہیں اس بات کا
            - aesa he to phir rola hi muk gaya

            لیکن یہ اسی صورت میں ممکن ہے میرے خیال میں جب آپ کینہ پرور نا ہوں اور اعلی ظرف رکھتے ہوں ۔۔۔یعنی کہنے اک مقصد یہ ہے کہ ہاں ایسا ممکن ہے

            ہاں مجھے بہت ٹاائم ملتا رہا ہے غور کرنے کا بفضل خدا ۔۔۔اور جہاں تک بیماری کا تعلق ہے مجھے اسکا علم نہیں ۔۔۔۔ باقی پہلے سے امیج بنا لینا میرے نزدیک امیچور اپروچ ہے
            yeh bhi he - lekin me ne perha tha kahi ke insaani aankhein nazara dhondti he - to image to bun hi jata he thora buhat
            Last edited by MeemSheenAlif; 2 May 2010, 10:40.

            Comment

            • #7
              Re: Shutter Closed...!!!

              :lol

              haan haan bannay dou ....dekho raastay tou sabhi khulay hotay na...apni raah khud mutayyan krna hoti ... baat hai khud ko sahi raah pe lanay ki iss k liye koshish jari rehni chahiye........

              matlab.... khud se kaho k pehlay se image banana koi achi baat nae......tou kanbhi na kabhi rola muk hi jaye ga yeh b
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment

              • #8
                Re: Shutter Closed...!!!

                Originally posted by MSA View Post
                theek...:thmbup:
                per aesa bhi hota he na k jin logo ko app jante he un ki burai app dekhna hi nahi chahte
                ab ager burai mojood ho to hmare dekhna chahne ya na chahne se kia hota he?mere khiyal me u ne 2/3 cheezen mix kar den apne sawal me

                Comment

                • #9
                  Re: Shutter Closed...!!!

                  Originally posted by MSA View Post
                  Assalamo Alaikum
                  waalaikumasalam :|

                  Comment

                  • #10
                    Re: Shutter Closed...!!!

                    walaikom Assalam
                    pehlay say image kaisay banaya ja sakta hai ... jab aap ksi ko jantay hi nahin ......:)
                    acha lagnay ki bhi koi waja hoti hai aur bura lagnay ki bhi ..... aur yeh behaviours hotay hain i think jo kisi insaan ka image banatay hain ......
                    haan aisa zuroor hota hai keh koi aap ko acha lagta hai .... aur koi aur us ki burai karay tu aap ko acha nahin lagta.....ya app us ko importance nahin daitay......phir yeh bhi depend karta hai .... keh kis ki achaaai us ki buri aadaat per ghalib hai ..... kiun keh achaaiyaan buriyaaan her aik mein hoti hain .... yehi insaan ki pehchan hai....... kamliyat bus ALLAH TALA ki hi zaat mein hai..... woh aap insanoOn mein dhondnay ki koshish karain tu ksi insaan ka nahin aap ka qosoor hai......
                    For New Designers
                    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                    Comment

                    • #11
                      Re: Shutter Closed...!!!

                      walikum salam...

                      i guess ham jab ksi insan sy milty hn to usi tym hamra mind idea generate kar k hamry conscious or unconscious mein aik image bana deta hy or meray khayal mein ap images is liya banaty ho k ap ksi ko ya to idealize karna chaty ho ya pher reject ... or pher meray khayal mein ham in he logo ko layty hn jin ka hamri life mein koi amal dakhal hota hy to yeh pher obvious c bat hojati hy k ham usk baray bhot nai to thora bhot zarur sochty hn or hamri srounding is mein aik major role play karti hy...

                      mein apna aik experience share kartti hn... PG per meny 2 aisi personalities dekhen jin sy meny kuch sekha hy.. aik to Amir(munda g) or dosray ka nam mention nai karon ge...

                      Amir ko dekh k mjko laga tha k yeh bhot he bataeem type ka insan hy jisy bat karny ki b tameez nai or pher hamri fight ho gae to ye bat or b clear ho gea. but hoya yeh k jab mjko pata chala k mein glati per hon to usy excuse karny k bad mjko uska actual or real image clear hoya or pata chala yeh waisa nai jaisa socha tha or mjko dukh hoya k yeh acha b ho sakta hy

                      or 2nd personality aisi the k mein usk character or usy itna impress the k bas na pocho or itna ziada the k bas ab kia kahoon.. per jab uski haqeeqt samnay aye to dil itna dukha k mein bata nai sakti..

                      shaid in dono personalities mein mein ny apni liking or disliking ko liya ... or actual cheez ko meiny judge nai kra...

                      to meray khayal mein hamri liking or disliking he hamko ksi k liya shutter open or close karny ka ultimatum deti hen...

                      or yhan mein yeh bat b kahon ge jo k meny Amir sy he sekhi hy k ap dosron ki achi ko dekho or uski buri baton ko is had tak ignore karo k wo apko harm na karay.. or isi wajha sy mein us aik personality ki aj b respect karti hon...
                      میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                      Comment

                      • #12
                        Re: Shutter Closed...!!!

                        w,salam...yeh batain bas batain he hain q k sab maya hai sab maya hai...........

                        Comment

                        • #13
                          Re: Shutter Closed...!!!

                          walaikum salam,

                          :-D
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment

                          • #14
                            Re: Shutter Closed...!!!

                            Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post
                            walikum salam...

                            i guess ham jab ksi insan sy milty hn to usi tym hamra mind idea generate kar k hamry conscious or unconscious mein aik image bana deta hy or meray khayal mein ap images is liya banaty ho k ap ksi ko ya to idealize karna chaty ho ya pher reject ... or pher meray khayal mein ham in he logo ko layty hn jin ka hamri life mein koi amal dakhal hota hy to yeh pher obvious c bat hojati hy k ham usk baray bhot nai to thora bhot zarur sochty hn or hamri srounding is mein aik major role play karti hy...

                            mein apna aik experience share kartti hn... PG per meny 2 aisi personalities dekhen jin sy meny kuch sekha hy.. aik to Amir(munda g) or dosray ka nam mention nai karon ge...

                            Amir ko dekh k mjko laga tha k yeh bhot he bataeem type ka insan hy jisy bat karny ki b tameez nai or pher hamri fight ho gae to ye bat or b clear ho gea. but hoya yeh k jab mjko pata chala k mein glati per hon to usy excuse karny k bad mjko uska actual or real image clear hoya or pata chala yeh waisa nai jaisa socha tha or mjko dukh hoya k yeh acha b ho sakta hy

                            or 2nd personality aisi the k mein usk character or usy itna impress the k bas na pocho or itna ziada the k bas ab kia kahoon.. per jab uski haqeeqt samnay aye to dil itna dukha k mein bata nai sakti..

                            shaid in dono personalities mein mein ny apni liking or disliking ko liya ... or actual cheez ko meiny judge nai kra...

                            to meray khayal mein hamri liking or disliking he hamko ksi k liya shutter open or close karny ka ultimatum deti hen...

                            or yhan mein yeh bat b kahon ge jo k meny Amir sy he sekhi hy k ap dosron ki achi ko dekho or uski buri baton ko is had tak ignore karo k wo apko harm na karay.. or isi wajha sy mein us aik personality ki aj b respect karti hon...
                            aawww me ko sharminda kerne ka full mahool bana dia you ne :kr: Me ko flatter kerne ki tum ne kaamyaab kooshish ker daali :ys:

                            I am thankful to you. Loog badaltay hein to nazriyaat bhi badaltay hein. Aur baaz aukaat loog nahi bhi badaltay lekin nazriyaat phir bhi badal jatay hein :lol

                            Mujay apni tareef ke ilawa baki sub baatein bohat achi lagein. God bless you
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #15
                              Re: Shutter Closed...!!!

                              shahRukh kahan ho

                              Comment

                              Working...
                              X