Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Face off !

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Face off !

    All PG members ...Aslam-o-alikum !

    Aksar auqat insaan k demagh main ajeeb khouhishat janam latee rehtee hain. Aksar insaan apnay physical apperance k muamlay main bouhat sensitive ho jata hai....tu kia kabhi aap nay soocha k....kash meri naak thoree chotee hotee ya ankhain bari bari hoteen ya hight thoree see aur lambi hotee ya eyes ka rang green hota ya body thoree patlee hotee ya gaal thoray choray hotay waghaira waghira...?? Ya phir kash meree shakil / personality falan actor ya actress ya kissie famous pesonality jaisee hotee....??

    Ya phir aap her haal main Allah ka shukar hi ada kertay hain...k jaisa Allah nay paida ker dia hai...theek hai..Yani k aap samjhtay hain..k main khoobsorat hoon...ya han main bohut hi khobsoorat hoon...??

    App comments ka intezaar rahay ga...


    Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

  • #2
    Re: Face off !

    Waalikumaslam

    main kbi ye b nahi kehti k main khoobsoorat hoon or kbi ye b nahi kehti k khoobsoorat hoon...

    shuker hai Allah ka k us ny jaisa b bnaya hai acha bnaya hai:)
    Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

    Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

    Comment


    • #3
      Re: Face off !

      Originally posted by Happy Girl View Post
      Waalikumaslam

      main kbi ye b nahi kehti k main khoobsoorat hoon or kbi ye b nahi kehti k khoobsoorat hoon...

      shuker hai Allah ka k us ny jaisa b bnaya hai acha bnaya hai:)
      Good ...


      Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

      Comment


      • #4
        Re: Face off !

        thanx:)
        Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

        Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

        Comment


        • #5
          Re: Face off !

          Aap ke topic Face Off se mujay lag raha tha ke koi confrontation wala topic start ker rahay hein aap. Ya do team ki debate kerwanay walay hein. Ya koi encounter kisi encounter se related baat ker rahay hein.

          Actually "Face off" ke meanings quite different hein us sense se jis sense mein aap ne topic start kia he.


          Anyhow, coming to the topic. Alhamdullilah, aik cheez insaan ki personality ke liye sub se zaroori he aur wo he aitmaad, jo muj mein he. Baki Allah ne jo banaya jesa banaya be'inthaa shuker
          :thmbup:

          Comment


          • #6
            Re: Face off !

            And Wa Alaikum Aslam
            :thmbup:

            Comment


            • #7
              Re: Face off !

              Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
              All PG members ...Aslam-o-alikum !

              Aksar auqat insaan k demagh main ajeeb khouhishat janam latee rehtee hain. Aksar insaan apnay physical apperance k muamlay main bouhat sensitive ho jata hai....tu kia kabhi aap nay soocha k....kash meri naak thoree chotee hotee ya ankhain bari bari hoteen ya hight thoree see aur lambi hotee ya eyes ka rang green hota ya body thoree patlee hotee ya gaal thoray choray hotay waghaira waghira...?? Ya phir kash meree shakil / personality falan actor ya actress ya kissie famous pesonality jaisee hotee....??

              Ya phir aap her haal main Allah ka shukar hi ada kertay hain...k jaisa Allah nay paida ker dia hai...theek hai..Yani k aap samjhtay hain..k main khoobsorat hoon...ya han main bohut hi khobsoorat hoon...??

              App comments ka intezaar rahay ga...
              WS
              han main bohut hi khobsoorat hoon (Allah hamdullah)
              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: Face off !

                Originally posted by ambreen_shaam View Post
                WS
                han main bohut hi khobsoorat hoon (Allah hamdullah)
                Masha Allah..Allh aap ki kohbsoortee ku qaim rakhay..:dua


                Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                Comment


                • #9
                  Re: Face off !

                  Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                  Aap ke topic Face Off se mujay lag raha tha ke koi confrontation wala topic start ker rahay hein aap. Ya do team ki debate kerwanay walay hein. Ya koi encounter kisi encounter se related baat ker rahay hein.

                  Actually "Face off" ke meanings quite different hein us sense se jis sense mein aap ne topic start kia he.


                  Anyhow, coming to the topic. Alhamdullilah, aik cheez insaan ki personality ke liye sub se zaroori he aur wo he aitmaad, jo muj mein he. Baki Allah ne jo banaya jesa banaya be'inthaa shuker
                  May be your perception is right. Lykin mea topic different hai..."meray zehan main infact ye topic shorro kertay hoay english movie 'Face off' ka concept tha thora bohut.Tu title bhi waisa hi rakh dia.

                  Anyhow, app k comments k shukria...:
                  salam:


                  Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                  Comment


                  • #10
                    Re: Face off !

                    Walekum Salam
                    :alhamd:

                    Comment

                    Working...
                    X