Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

bijli bachanay kay leye kia kartay hian ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • bijli bachanay kay leye kia kartay hian ?

    Assalamalikum
    is sawal pay shayad saray hi uchal paraian kay yeh keh kia rahi hai bijli ati hi kahan hai jo bachaian :lol: :p

    lekan aap is pay suchian zara ....Mulk main bijli ki kami hai .....Govt ka masla hai usay hal karna
    lekan .....kuch zimmdariyan awaam ki bhi hoti hai bijli bachahany key leye .....jesay yellow bulb jo zaida bijli leyta hai us ki jaga pay white tube lights use ki jaian ..etc etc

    so aap bataian aap bijli kesay bachatay hian ?
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: bijli bachanay kay leye kia kartay hian ?

    w/ slam

    main bejli bechany k ley a pegham pey aana band kar deta hoon keu ka yehan behoot time lag jata hai aur comp chelana parta hai:khi:
    sigpic

    Comment

    • #3

      Originally posted by Aanchal View Post

      wa alaikum aslam,

      jo thoori si aati he us mein kia bachana.

      waise mein ne ghar mein energy savers aur tube lights lagwai hein. lekin ziada lights ceilings mein he. to aik ceiling mein ager 10, 12 energy savers lagay hein to bijli kahan bachay gi, huh.
      :thmbup:

      Comment

      • #4

        Originally posted by shahid_naman View Post

        aap Admin ko complain karoo kay aap sub ko pegham pay anay kay leye denmark say extra bijli send kar dia karaian :rew:
        pher pak main bijli kuch save hoo jaye gee :lol:
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment

        • #5

          Originally posted by munda_Sialkoty View Post
          wa alaikum aslam,

          jo thoori si aati he us mein kia bachana.

          waise mein ne ghar mein energy savers aur tube lights lagwai hein. lekin ziada lights ceilings mein he. to aik ceiling mein ager 10, 12 energy savers lagay hein to bijli kahan bachay gi, huh.
          yani kay sialkot ki adhi bijli aap nay apnay ghar main istamal ki hovi hai
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment

          • #6
            Re: bijli bachanay kay leye kia kartay hian ?

            bijli bachnay k liye . . . . . bijli bachatay hain
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment

            • #7
              Re: bijli bachanay kay leye kia kartay hian ?

              Originally posted by Aanchal View Post
              Assalamalikum
              is sawal pay shayad saray hi uchal paraian kay yeh keh kia rahi hai bijli ati hi kahan hai jo bachaian :lol: :p

              lekan aap is pay suchian zara ....Mulk main bijli ki kami hai .....Govt ka masla hai usay hal karna
              lekan .....kuch zimmdariyan awaam ki bhi hoti hai bijli bachahany key leye .....jesay yellow bulb jo zaida bijli leyta hai us ki jaga pay white tube lights use ki jaian ..etc etc

              so aap bataian aap bijli kesay bachatay hian ?
              walikum asalam wr wb......:hii:pa khair raghlay..........:hairdrayer:
              white tube light tou aor bhi ziada kharcha karta hai............iss ki jaga tou energy sever best hain............waise agar kissi ko bejli bachana ho tou bulb,tubelight aor energy sever ki bajaye lal ten aor phankay aor AC ki bajaye hath ka phanka jalaya jaye...........:shyy:

              Comment

              • #8
                Re: bijli bachanay kay leye kia kartay hian ?

                Originally posted by Aanchal View Post
                aap Admin ko complain karoo kay aap sub ko pegham pay anay kay leye denmark say extra bijli send kar dia karaian :rew:
                pher pak main bijli kuch save hoo jaye gee :lol:
                kush nehi behoot zeyada save ho ge :lol:

                aur Admin aaty kehaan hain jo un ko complain keru ga:think:
                sigpic

                Comment

                • #9
                  Re: bijli bachanay kay leye kia kartay hian ?

                  Originally posted by aabi2cool View Post
                  bijli bachnay k liye . . . . . bijli bachatay hain
                  etna ihsaan bijli pay khokho :jc:
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment

                  • #10
                    Re: bijli bachanay kay leye kia kartay hian ?

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    yani kay sialkot ki adhi bijli aap nay apnay ghar main istamal ki hovi hai
                    nehi yeh too apna AC b tab chelaty hian jab bijli band hoti hai:khi: keu ka cooling zeyada hoti hai jijli band main:garmi:
                    sigpic

                    Comment

                    • #11
                      Re: bijli bachanay kay leye kia kartay hian ?

                      Originally posted by *ASK* View Post
                      walikum asalam wr wb......:hii:pa khair raghlay..........:hairdrayer:
                      white tube light tou aor bhi ziada kharcha karta hai............iss ki jaga tou energy sever best hain............waise agar kissi ko bejli bachana ho tou bulb,tubelight aor energy sever ki bajaye lal ten aor phankay aor AC ki bajaye hath ka phanka jalaya jaye...........:shyy:
                      :lol:
                      or hath ka pankhay kay leye kisi ko hire kia jaye or usay monthly salary di jaye na :p
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment

                      • #12
                        Re: bijli bachanay kay leye kia kartay hian ?

                        Originally posted by shahid_naman View Post
                        kush nehi behoot zeyada save ho ge :lol:

                        aur Admin aaty kehaan hain jo un ko complain keru ga:think:
                        complain kay leye aik gulac bana loo sari us main save kartay jaoo :lol:
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment

                        • #13
                          Re: bijli bachanay kay leye kia kartay hian ?

                          Originally posted by Aanchal View Post
                          yani kay sialkot ki adhi bijli aap nay apnay ghar main istamal ki hovi hai
                          ji nahi, hamara ghar to aisa larka he nahi jo itni bijli khaye
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #14
                            Re: bijli bachanay kay leye kia kartay hian ?

                            Originally posted by shahid_naman View Post
                            nehi yeh too apna AC b tab chelaty hian jab bijli band hoti hai:khi: keu ka cooling zeyada hoti hai jijli band main:garmi:
                            amir aap ka jigri doost kia keh raha hai :rew:

                            yani amir kanjoosa hai :garmi:
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment

                            • #15
                              Re: bijli bachanay kay leye kia kartay hian ?

                              Originally posted by Aanchal View Post
                              Assalamalikum
                              is sawal pay shayad saray hi uchal paraian kay yeh keh kia rahi hai bijli ati hi kahan hai jo bachaian :lol: :p

                              lekan aap is pay suchian zara ....Mulk main bijli ki kami hai .....Govt ka masla hai usay hal karna
                              lekan .....kuch zimmdariyan awaam ki bhi hoti hai bijli bachahany key leye .....jesay yellow bulb jo zaida bijli leyta hai us ki jaga pay white tube lights use ki jaian ..etc etc

                              so aap bataian aap bijli kesay bachatay hian ?
                              humare yahan kuch areas hai jahan bijli ka jana afford nahi kiya jaa sakta.... so govt ne ek particular time fix kar ke paper ke through or news channels ke through SMS ke through public ko inform karti hai ke itne waqt se itne waqt ke beech mein apne ghar ke main switch off kar dein.... yeh her baar alag alag areas mein hota hai jahan govt afford nahi kar sakti... is tarah se her month me ke area ki bhi turn aati hai ke bijli band ki jaaye.. :D.... yeh ek mamooli si scheme hai is per kuch log amal karte hain kuch nahi karte.... per her koi ager yeh soche ke "why me" to nuqsaan sub ka hi hai... isi liye jo karte hain woh "we" ban kar sochte honge "I" ban kar nahi... :wink

                              secondly... humari koshish hoti hai ke uni ho ya ghar jahan zaroorat nahi wahan fan or lights off ho... me log tu uni ke koi bhi classroom ka fan ON ho or students na ho room mein tu band kar dete hain... yeh soche bagair ke yeh humari class nahi... hunh....

                              or bus.... :D

                              Comment

                              Working...
                              X