Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

King Edward aur Shah Jahan

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: King Edward aur Shah Jahan

    Originally posted by Raniya View Post
    aj samjhi yeh biwiyaan marti nai ..maari jati hain...
    shukar hai kam az kam u k paas dimagh tou hai.........:rew:

    Comment


    • #17
      Re: King Edward aur Shah Jahan

      Originally posted by Raniya View Post
      or king edward bechara bhi soch main parr jaye ga ye gr8 message dekh k..:lol
      wo bechara aisa larka he nahi tha
      :thmbup:

      Comment


      • #18
        Re: King Edward aur Shah Jahan

        Originally posted by ummid View Post
        wasif Ali wasif ka mazmoon parha tha

        "parwaaz hai dono ki isi ek fiza mein"

        us mein unho ne shaheen or kurgs ka mawazna kiya tha.... ke ek hi fiza mein urne waale do parindeh kaise ek dosre se mukhtalif hai.... kisi ek ko dosre per fazeeliyat dena sahi nahi.... dono hi Qudrat ke nizaam mein apna role play karte hain... bilkul waise hi ager shahjahan ne tajmehal banaya tu woh us ki muhabbat ki nishaani hai jo us ne apni biwi se kiyegaye wade ko pura karne ke liye banai... jo aaj duniya ke 7 ajoobo mein shaamil hai... beinteha khubsurat.... rahi baat king edwar ki university of research se kai logo ko beshak faydah howa hoga.... no doubt... per dono cheezo ko compare karna sahi nahi... dekha jaaye tu shahjahan ne jub tajmahal ki tameer shoro ki thi tub kai berozgaro ko rozgar mil gaya tha.... so us waqt logo ke liye taj ka banna kisi nemat se kum na hoga....

        per khair aap ki baat bhi sahi Qomo ke uroj w zawal waali ... :P
        Misaal tum ne bohat achi di he :ys:

        Baat tum logical ho ke kerti ho :ys:

        Tumhari baat mein wazan bhi hota he :ys:

        Aur tumharay alfaaz tumhari achi sooch ki terjmani bhi kertay hein :ys:

        Lekin aik waqt aana he ke u ne wasif ali wasif ki bajaye Aamir Javaid Aamir ko bhi quote kerna he :ys:
        :thmbup:

        Comment


        • #19
          Re: King Edward aur Shah Jahan

          Originally posted by Aanchal View Post
          samajh abhi bhi nahi ai arooj o zawal wali baat

          khair jo bhi ho biwi kay marnay kay bad itnay ehtemam ka kia faida ..pehlay koi bana kay deekhye pher vo hoo gee baat :lol:

          Sahi kaha, Taj mahal mein aur insurance policy mein koi faraq nahi
          :thmbup:

          Comment


          • #20
            Re: King Edward aur Shah Jahan

            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
            Misaal tum ne bohat achi di he :ys:

            Baat tum logical ho ke kerti ho :ys:

            Tumhari baat mein wazan bhi hota he :ys:

            Aur tumharay alfaaz tumhari achi sooch ki terjmani bhi kertay hein :ys:

            Lekin aik waqt aana he ke u ne wasif ali wasif ki bajaye Aamir Javaid Aamir ko bhi quote kerna he :ys:
            :lol
            Last edited by ummid; 19 April 2010, 19:56.

            Comment


            • #21
              Re: King Edward aur Shah Jahan

              Originally posted by *ASK* View Post
              King Edward aur Shah Jahan ki biwyan "Polysitic Ovary Syndrome" ki wajah se Fout hueen.

              2no badshah apni biwyun se bohat mohabat karte the.....Lekin soch ka farq hai k Shah Jahan ne us doar k karoron ruppey kharach kar k Taj Mehal banaya or King Edward ne "University for Research" banwayiee!
              Books k mutabiq King Edward ki soch thi k meri bv jis bemari se fout hoi hai us marz se dusron ko bachaya jaye.

              Soch ka yehi farq Aqwam k urooj or zawal ka sabab banta hai!

              Aap log kia kehte hain iss baray main........ :think:
              Walikum Asalam .Hamary Kahny K liay Bachay Hi Kia hay Sab Kuch to Zahir Hay.Woh Universty banay Wally "Maqbary" Banay walon par Sawar Hain.
              Last edited by S.Athar; 20 April 2010, 00:18.
              :star1:

              Comment


              • #22
                Re: King Edward aur Shah Jahan

                Originally posted by Raniya View Post
                aj samjhi yeh biwiyaan marti nai ..maari jati hain...
                Jo tum samjh loo...lykin phir bhi shouhroon ki avarage age un ki apni beeweyoon say kam hotee hai....iss liye Taj Mehal aur King Edward university sirf aik aik hi hain.....372-scare


                Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                Comment


                • #23
                  Re: King Edward aur Shah Jahan

                  Originally posted by *ASK* View Post
                  shukar hai kam az kam u k paas dimagh tou hai.........:rew:
                  haan or u k paas tu wo bhi nahii...
                  .......................!!!!!

                  Comment


                  • #24
                    Re: King Edward aur Shah Jahan

                    Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                    Jo tum samjh loo...lykin phir bhi shouhroon ki avarage age un ki apni beeweyoon say kam hotee hai....iss liye Taj Mehal aur King Edward university sirf aik aik hi hain.....372-scare
                    haye jo lag jatii hai mazloom biwiyoon ki....

                    waise me bhi pehley hi mar k dekhoon gii k Wo kya banayein gey...:shyy:
                    .......................!!!!!

                    Comment


                    • #25
                      Re: King Edward aur Shah Jahan

                      Originally posted by Raniya View Post
                      haye jo lag jatii hai mazloom biwiyoon ki....

                      waise me bhi pehley hi mar k dekhoon gii k Wo kya banayein gey...:shyy:
                      Phelay haye kerteen hain...phir shouhar k marnay k baad 'ha ha ha' kertee hain..:dance5:

                      Ager bewee pehlay marr jaye...tu ziada ter shouher dossree larkyon ku bawaqoof banatain hain....Taj Mehal aur university tu koi koi hi banata hai..:dance2: Lihaza aik baarr sooch loo k pehlay kiss nay merna hai...tum nay....ya unhu nay??:mm:


                      Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                      Comment


                      • #26
                        Re: King Edward aur Shah Jahan

                        Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                        Phelay haye kerteen hain...phir shouhar k marnay k baad 'ha ha ha' kertee hain..:dance5:

                        Ager bewee pehlay marr jaye...tu ziada ter shouher dossree larkyon ku bawaqoof banatain hain....Taj Mehal aur university tu koi koi hi banata hai..:dance2: Lihaza aik baarr sooch loo k pehlay kiss nay merna hai...tum nay....ya unhu nay??:mm:
                        aurtein pagal thorri hain jo shohar mara or wo haha karein..
                        g or aik andazey k mutabiq shayad main hi pehley maroon gii..baqi jo hoga Allah k hukum se behtar hi hoga..
                        .......................!!!!!

                        Comment


                        • #27
                          Re: King Edward aur Shah Jahan

                          Originally posted by Raniya View Post
                          aurtein pagal thorri hain jo shohar mara or wo haha karein..
                          g or aik andazey k mutabiq shayad main hi pehley maroon gii..baqi jo hoga Allah k hukum se behtar hi hoga..
                          [B]Hoti hain iss dunya main kuch pagal aurtain bhi.[/B]..372-scare

                          Ghaib ka ilm sirf Allah k pass hai..aur iss terhan k andazay lagana theek nahi..k koun pehlay mary ga..Allah say dua hai..k tumhain lambee omer ata karay..aur pg ki roonaq bakhashti raho...amin


                          Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                          Comment


                          • #28
                            Re: King Edward aur Shah Jahan

                            Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                            [B]Hoti hain iss dunya main kuch pagal aurtain bhi.[/B]..372-scare

                            Ghaib ka ilm sirf Allah k pass hai..aur iss terhan k andazay lagana theek nahi..k koun pehlay mary ga..Allah say dua hai..k tumhain lambee omer ata karay..aur pg ki roonaq bakhashti raho...amin
                            haan yeh tu hai...

                            andaza lagana tu theek nahiin...par mout se inkaar bhi tu nahii...
                            .......................!!!!!

                            Comment


                            • #29
                              Re: King Edward aur Shah Jahan

                              Originally posted by Raniya View Post
                              ...par mout se inkaar bhi tu nahii...
                              No doubt about it...!


                              Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                              Comment


                              • #30
                                Re: King Edward aur Shah Jahan

                                Originally posted by ummid View Post
                                wasif Ali wasif ka mazmoon parha tha

                                dekha jaaye tu shahjahan ne jub tajmahal ki tameer shoro ki thi tub kai berozgaro ko rozgar mil gaya tha.... so us waqt logo ke liye taj ka banna kisi nemat se kum na hoga....

                                per khair aap ki baat bhi sahi Qomo ke uroj w zawal waali ... :P
                                اسلام علیکم امید جی آپ کی بات سر آنکھوں پر لیکن بے روزگاروں کو روزگار تو "یونیورسٹی بننے سےبھی ملا ہی ہوگا لیکن وہ ایک طرح کا صدقہ جاریہ بن گئی۔اور تاج جہاں تھا وہیں ہے۔اُس پر حکومت ٹکٹ لگا کر تو فائدہ اُٹھار ہی ہے لیکن عام انسان کی زندگی میں اس کا کیا کردار ہے؟
                                :star1:

                                Comment

                                Working...
                                X