Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Umaira Ahmad

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Umaira Ahmad

    This post is dedicated to my Sister Raniya.

    It is my pleasure to inform you about the writer of "Geo" dramas "Doraha" and "Meri Zaat Zarra Benishan" "Umaira Ahmad" belogns to my city "Sialkot".

    Really it is a honour for me.
    Ehsaas Aik Aysi Ne'mat Hai, Jissey Mil Jaaye Vo Azeem

  • #2
    Re: Umaira Ahmad

    :cc:
    Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

    Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

    Comment


    • #3
      Re: Umaira Ahmad

      Respected "Happy Girl", would you visit Umaira Ahmed - Wikipedia, the free encyclopedia
      Ehsaas Aik Aysi Ne'mat Hai, Jissey Mil Jaaye Vo Azeem

      Comment


      • #4
        Re: Umaira Ahmad

        me ne kuch din pehle hi Umaira Ahmed ke 2 novels perhe :ys:...
        buhat mazae ke thay :ys:....

        wese app ko aik raaz ki baat bata do me ke ustad ka taluq bhi sialkot se he
        Last edited by MeemSheenAlif; 14 April 2010, 16:35.

        Comment


        • #5
          Re: Umaira Ahmad

          Originally posted by MSA View Post
          me ne kuch din pehle hi Umaira Ahmed ke 2 novels perhe :ys:...
          buhat mazae ke thay :ys:....

          wese app ko aik raaz ki baat bata do me ke ustad ka taluq bhi sialkot se he

          ap mod hain ? really? kayse mod hain ap?kia ap ko nhe bayta gaya hain k pg per kisi aur web ka link ayse post kerna mana hain????????????????/ya pher main galet hon:fight:
          ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: Umaira Ahmad

            Originally posted by mishgaan View Post
            ap mod hain ? really? kayse mod hain ap?kia ap ko nhe bayta gaya hain k pg per kisi aur web ka link ayse post kerna mana hain????????????????/ya pher main galet hon:fight:
            kisi dosre web ka link mana nahi he....kisi dosre FORUM ka link mana he....aur WIKIPEDIA koi forum nahi he....

            Comment


            • #7
              Re: Umaira Ahmad

              Originally posted by MSA View Post
              kisi dosre web ka link mana nahi he....kisi dosre FORUM ka link mana he....aur WIKIPEDIA koi forum nahi he....

              okk may b i m in mistake coze muje lga k kisi b ayse link ki postingmana hain jis sy kisi ki advertisement hoti ho .:shyy:
              ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: Umaira Ahmad

                ahan, mazzey ki bandi hai Umaria Ahmed bhi :-D

                MSA: kaun sey do novels perh liye ?
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment


                • #9
                  Re: Umaira Ahmad

                  Originally posted by Z. View Post
                  ahan, mazzey ki bandi hai Umaria Ahmed bhi :-D

                  MSA: kaun sey do novels perh liye ?
                  "Lahasil" aur "Emaan, Ummid aur Muhabbat"...
                  agla kon sa perho

                  Comment


                  • #10
                    Re: Umaira Ahmad

                    mey ney perha hai Emaan, ummid aur muhabbat

                    lahasil nahi perha :-D


                    tum ney amar beyl perha hai?
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #11
                      Re: Umaira Ahmad

                      Originally posted by Z. View Post
                      mey ney perha hai Emaan, ummid aur muhabbat

                      lahasil nahi perha :-D


                      tum ney amar beyl perha hai?
                      amar beyl nahi perha...bus yeh 2 hi perhe he abhi...

                      abb perh leta ho

                      Comment


                      • #12
                        Last edited by Z.; 14 April 2010, 17:32.
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment


                        • #13
                          Re: Umaira Ahmad

                          ohk..aaho peer'e'Kamil in line he...
                          me ne kafi pehle 2 page perhe thay lekin us waqt scene kuch aur tha

                          khair i'll read inshaAllah

                          Comment


                          • #14
                            Re: Umaira Ahmad

                            loolz

                            Comment


                            • #15
                              Re: Umaira Ahmad

                              Originally posted by MSA View Post
                              amar beyl nahi perha...bus yeh 2 hi perhe he abhi...

                              abb perh leta ho
                              Iss terhan k novels tu females parhtee hain ziada ter....tumharay main ye females k khusosiyat kahan say aa gain..?:mm:


                              Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                              Comment

                              Working...
                              X