Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

insan ki pehchan

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • insan ki pehchan

    salam pegham phir sy:shyy:

    insan ki pechan kayse hoti hain us k such sy"jhot sy" shakel sy"ankhun sy"kirdaar sy"zuban sy " kayse ?aur teb insan us kerb sy kayse baher niklay jeb ek insan jis ko wo bohat aziz rekhta ho wo he dokh day jaye aysa jo her pal zher ben k k pore wajood main phelta rahy?

    desain me ko:garmi:
    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

    sigpic

  • #2
    Re: insan ki pehchan

    Originally posted by mishgaan View Post

    Insaan ki pehchan hoti he,

    Us ki insaaniyat se
    Us ke Mulk se
    Us ke kabeelay se
    Us ki Race se
    Us ke Mazhab se
    Us ke akeeday se
    Us ke Walidain se
    Us ke Naam se
    Us ke kirdaar se
    Us ki shakal se
    Us ki wazah'kata se
    Us ki Niyat se
    Us ki zuban se

    Aur aur aur

    Bus beta bus, aaj se hum bhi Rafhan custurd le ker aaein ge :ys:

    Ami aaj se
    :thmbup:

    Comment

    • #3
      Re: insan ki pehchan

      Originally posted by munda_Sialkoty View Post

      aur main aur meri baji bachpen amin jeb yeh adertisement dekhty to kehty thay tuba kitna bhookha bacha ahain huh:fight:
      ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

      sigpic

      Comment

      • #4
        Re: insan ki pehchan

        Originally posted by mishgaan View Post
        aur main aur meri baji bachpen amin jeb yeh adertisement dekhty to kehty thay tuba kitna bhookha bacha ahain huh:fight:
        mein bhi to bhooka bucha hoon
        :thmbup:

        Comment

        • #5
          Re: insan ki pehchan

          os kee postoooo sy ya phir os k thread start krny sy

          Comment

          • #6
            Re: insan ki pehchan

            yeh jo muhawara hai is say bhi pehchaan hoti hai ....................
            Insaan apnay dostoo ki suhbat say pehchana jata hai ...
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment

            • #7
              Re: insan ki pehchan

              :ys:
              Originally posted by munda_Sialkoty View Post
              Insaan ki pehchan hoti he,

              Us ki insaaniyat se
              Us ke Mulk se
              Us ke kabeelay se
              Us ki Race se
              Us ke Mazhab se
              Us ke akeeday se
              Us ke Walidain se
              Us ke Naam se
              Us ke kirdaar se
              Us ki shakal se
              Us ki wazah'kata se
              Us ki Niyat se
              Us ki zuban se

              Aur aur aur

              Bus beta bus, aaj se hum bhi Rafhan custurd le ker aaein ge :ys:

              Ami aaj se
              ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

              Comment

              • #8
                Re: insan ki pehchan

                insaan insaniyaat say pechana jata hain.................
                ab app sab say phalay insaniyaat ko talash karay
                ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                Comment

                • #9
                  Re: insan ki pehchan

                  Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                  insaan insaniyaat say pechana jata hain.................
                  ab app sab say phalay insaniyaat ko talash karay
                  Insaaniyaat aaj bhi zinda he

                  Mere roop mein :shyy:
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: insan ki pehchan

                    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                    Insaaniyaat aaj bhi zinda he

                    Mere roop mein :shyy:
                    :jc:
                    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                    Comment

                    • #11
                      Re: insan ki pehchan

                      Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                      :jc:
                      Daku'dar yeh kia keh raha he
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: insan ki pehchan

                        Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                        Daku'dar yeh kia keh raha he
                        yahi kay to to insanyaat ka qatil hain
                        ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                        Comment

                        • #13
                          Re: insan ki pehchan

                          Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                          yahi kay to to insanyaat ka qatil hain
                          yaar mein shareef insaan hoon muj se buch ke reh
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #14
                            Re: insan ki pehchan

                            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                            yaar mein shareef insaan hoon muj se buch ke reh
                            :ys:
                            ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                            Comment

                            • #15
                              Re: insan ki pehchan

                              Aur haan insaan ki pehchan DNA yani deoxyribonucleic acid se bhi hoti he, aur science ki ru se is se achi pehchan aur koi nahi :wink
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X