Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

masoomiyet :(

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: masoomiyet :(

    Originally posted by mishgaan View Post
    han wo to main hon he mashooooom si :)
    aur yeh he bat to kerna chah rahi hon meri jan k kiyon apne uper waqet aur halaat itne aari ker leytai hin k ALLAH Ny jo satge di hai usi ki cheen lia jaye why ? mout ko qareeb sy jitna main ny dekha ap ny b nhe dekha ho ga main to kud her lamha mout k mu main ja rahi kud aziyet main rahi hon hon b mager us k baad main main her lamha enjoy kerna chahti hon pata hain rano muje aysa lgta hain k jo log apni umer sy zayda bahra souchty hain wo ajeeb si uljahn ka shikar hoty hain ek uljhan jo ander he ander najny kitne uljhano k jaal bhunti ja rahi hain ayse main dil kert ahain rok don un bacho ko k bas kero met soucha kero aysa itne batain baron wali met kai kero mger chuo ho jati hon kiyon k meera koi haq nhe hain waqet halat insan per bohat gehray asraat murateb kerty hain iam agree with u mager pher b main yeh kahaon g ager ap k ander koi maturnes hain usy kabi b show met kero apne ander jo masoom insan hain usy humsha baher rekho
    zono sub sey pehley tu kahoon gii..thanx 4 ur concern...:rose

    den zono main ne apnii mout tu dekhi hai or us ne mujh par shayd itna asar kabhi nai kiya..becuz apnii mout sey tu tensions khattam ..but apnoon ki mout hai jo tourr detii hai...or toota howa insaan agar dobara jurrey ga tu apni aslii halat main thorri hoga...wo bilkul wo nai ehta jo usey hona chahye...balkey jaisey halaat usey bana detey hain..
    ap keh rahi ho k halaat or waqt ko apney ooper taari na karoon...zono howz it possible k aik haqeeqat ap k saamney har waqt rahey ...u have no other choice but 2 face it...

    or phir ab tu me ka nikaah bhi hogaya hai ab tu me ko barra ban'na hi parrey ga...:shyy:
    .......................!!!!!

    Comment


    • #17
      Re: masoomiyet :(

      Originally posted by Raniya View Post
      zono sub sey pehley tu kahoon gii..thanx 4 ur concern...:rose

      den zono main ne apnii mout tu dekhi hai or us ne mujh par shayd itna asar kabhi nai kiya..becuz apnii mout sey tu tensions khattam ..but apnoon ki mout hai jo tourr detii hai...or toota howa insaan agar dobara jurrey ga tu apni aslii halat main thorri hoga...wo bilkul wo nai ehta jo usey hona chahye...balkey jaisey halaat usey bana detey hain..
      ap keh rahi ho k halaat or waqt ko apney ooper taari na karoon...zono howz it possible k aik haqeeqat ap k saamney har waqt rahey ...u have no other choice but 2 face it...

      or phir ab tu me ka nikaah bhi hogaya hai ab tu me ko barra ban'na hi parrey ga...:shyy:
      :) meri jan meri guriya nikah ka masoomiyet na hony sy koi taluk nhe hain kai nikah k baad masoomiyet khatm ho jati hain? aur kia bara hony ka metlub yeh masoom nhe rehta insaan? kahir beta its ur life muje bus ajeb lgta hain jeb koi apni age sy bara bolta hain is liya keh deti hon na
      ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

      sigpic

      Comment


      • #18
        Re: masoomiyet :(

        mera dil gahbrany lgta hain itne havi souch rekhny wlaay logo ko dekh k uljha hony lgti hain shoro sy he pata nhe kiyon .. ayse lgta hain jayse ek makhota sa chera rekha hain seb ny ander kuch aur baher kuch aur kahir leave it
        ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

        sigpic

        Comment


        • #19
          Re: masoomiyet :(

          waaah ji kiya baat hay ...
          Tum Agar Bhool bhi jaao tu Ye Haq hay Tumko
          Meri Baat Or hay Mainay Tu Muhubbat ki hay ... !

          Comment

          Working...
          X