Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aap ko Barish Kion Pasand Hai??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: Aap ko Barish Kion Pasand Hai??

    Originally posted by Aania
    arey un ki me ki aik language same hai... :lol
    wo sab ko samajh nahen aati... aur ham dono ko translate bhi nahen kerni aati.... :cc: hun ki karye.... :cc:

    gande bache dono ...:khi:

    kuj v kar lo :donno: ...weshe me jo bataon gi wo u kar lo gi kia? :D

    Comment

    • #62
      Re: Aap ko Barish Kion Pasand Hai??

      Originally posted by Kainat
      yesh ji yesh ur Absolutely rite :D lagta hai u ko bhi meri tarhan buhat dant parhti hai :lol :D :lpop: :lpop:
      haan na itni k ub to dant ka asar b nehi hota :khi:

      Comment

      • #63
        Re: Aap ko Barish Kion Pasand Hai??

        gande bache dono ...:khi:

        kuj v kar lo :donno: ...weshe me jo bataon gi wo u kar lo gi kia? :D
        kia karna hai pehley ye tello...zara.... :lol
        Visit My Early PS Work
        You Are Welcome To Comment

        Comment

        • #64
          Re: Aap ko Barish Kion Pasand Hai??

          Originally posted by Aania View Post
          :lpop:me ko sab se aik sawal poochnaa hai....
          barish(barsaat) main aiesee kia khaas baat hai jo log barish pasand kartey hein?
          germion ki faslon ki theek hai... zameen ko paani ki zaroorat hai is liye barish zaroorat thehri...
          amooman ham log barish ka mausam ... sardi ho ya germi pasand kertey hein kion ?
          everybody has right to share his/her thoughts.....
          sab aaye aur bataye aap ki nazar main barish kia hai...

          :cc:

          school life mein barish pasand thi k school se off mil jata tha :khi:
          es liye bhi barish achi lagti hai k pakorre bante hain barish k mosam mein :lol
          aur hamain tou barish sab se zayada tab achi lagti hai jab khushk zameen per shroo ki bonden perrne se matti se khushboo aati hai
          aur shayed barish ka kuch ta'aluq kisi ne kisi tarah feelings k sath bhi hota hai k it just leaves a light soft imopact on mood perhaps

          lakin ab hamain barish pasand nahi hai es liye k achanak kisi bhi lamha bin bulaye aa jati hai aur phir aap es ko excuse bana ker off bhi nahi le sakte
          "All I have learned from Life is that I know nothing."

          Comment

          • #65

            Sub se pehlay shuker Allah ka ke tum nazar aai :dua

            Mujay barish bohat pasand he jub he garmiyon mein garmi ka zoor toorti he, bijli wali barish bilkul pasand nahi :tauba chand din pehlay mere bhai ke doost ki death hui aasmani bijli girnay se.

            barish tez ho, me nahata hoon enjoy kerta hon, but in the meantime yeh dehaan rakhna perta he ke kahin bijli ziada to nahi karak rahi...cuz aisay mousam mein barish ko ander beth ke he enjoy kerna chahiye.

            aur barish serdiyon mein ho, to bhi kabi kabi acha lagta he lekin aitdaal mein ho, aaj kul ziada barish ho wo bhi chalay gi :lpop:
            :thmbup:

            Comment

            • #66
              Re: Aap ko Barish Kion Pasand Hai??

              Originally posted by Gul-e-Lala View Post
              school life mein barish pasand thi k school se off mil jata tha :khi:
              es liye bhi barish achi lagti hai k pakorre bante hain barish k mosam mein :lol
              aur hamain tou barish sab se zayada tab achi lagti hai jab khushk zameen per shroo ki bonden perrne se matti se khushboo aati hai
              aur shayed barish ka kuch ta'aluq kisi ne kisi tarah feelings k sath bhi hota hai k it just leaves a light soft imopact on mood perhaps

              lakin ab hamain barish pasand nahi hai es liye k achanak kisi bhi lamha bin bulaye aa jati hai aur phir aap es ko excuse bana ker off bhi nahi le sakte
              mein aap ka dukh bohat achi tarah samaj sakta nahi hoon, cuz i've never been in england :kr:
              :thmbup:

              Comment

              • #67
                Re: Aap ko Barish Kion Pasand Hai??

                Barish muhay kiun achi lagti hai...
                Jab Pakistan main tha aur barish hoti thi tu bachpan say hi barsih main nahate aaey hain...so ab jab k aik ghair mulk main hain aur yahan barish hoti bhi saal main aik ya do dafa hai tu bacpan ki aur apne mulk ki wo sari yadain taza ho jati hain...aur ab bhi jab barish ho rtahi hoti hai aur wo bhi sardion main tu office say bahir paidal nikal jata hoooon..sab log pagal kahte hain...laikin barish main walk kerne ka apna hi maza hota hai....aur jo cheez aap k bas main na ho aur kisi had main mile tu wo waise bhi achi lagti hai...and its toooooo romantic also for me..mukhtasar yeh k barish k saath bhot see yadain wabasta hain..so isi liey achi lagti hai
                sigpic

                Comment

                • #68
                  Re: Aap ko Barish Kion Pasand Hai??

                  As salam o alaikum

                  Mujhy Barish itni itni itni zaada pasand hay k bata nhi sakti:hug:

                  kiun:cc:
                  yeh batana boht mushkil hay

                  baarish baarish ko khud peh mehsoos kar k ik anjaani si khushi milti hay.....aur barish mujhy us wqt sab say zayada achhi lagti hay jab mien apny ghar mien hoon...kiun k tab mien bageechay mien ja kar apnay plants k saath mil kar ussay enjoy kar sakti hoon...:kood: :kood: :kood:
                  boonda baandi mien lammmmmbi walk boht achhi lagti
                  aur barish ko pasand karnay ki ik aur bari wajah yeh hay k baarish barasnay k baad mosam mien jo nikhaar aata hay...i love that.....sab kuchh itna khoobsoorat aur nikhra nikhra lagta hay...k...dil khushi say bhr jata hay...
                  aur barish k baad chiryoon ki chehchat ...i love that too...:36_3_16[1]:
                  aur barish mien agar pakooray khaanay ko ji chahta hay to icecream khaanay ko bhi ji chahta hay woh bhi icecream parlor ja kar.....is bahanay outing jo ho jati hay:wk
                  barish ko pasand karnay ki aur wajah
                  aur bhi boht kuchh hay
                  magar itna hee kaafi hay jaan'na ....ap k liay:blush:
                  soo overall barish meray ander bahar ko khushi say bhar dayti hay.....

                  Comment

                  • #69
                    Re: Aap ko Barish Kion Pasand Hai??

                    mujhe ab barish pasand nahi hia,

                    Comment

                    • #70
                      Re: Aap ko Barish Kion Pasand Hai??

                      Mujhey to barish sey waisey hi dar lagta hai....... :donno:
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment

                      • #71
                        Re: Aap ko Barish Kion Pasand Hai??

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        mein aap ka dukh bohat achi tarah samaj sakta nahi hoon, cuz i've never been in england :kr:
                        :lol aap se hamain yehi tawaq thi :lol :lol
                        "All I have learned from Life is that I know nothing."

                        Comment

                        • #72
                          Re: Aap ko Barish Kion Pasand Hai??

                          hamain barish tab achhi lagti thi jab ham teen chaar friends aik umbrella k neeche barish se bachne ki nakaam koshish kerti thein aur nateeje mein koi bhi nahi bachti thi :hehe: aur tab ham lamba rasta dhondhte thay department pohnchne k liye...:lol
                          ya tab jab ham Amma se kehte thay k Amma aaj pakorron k sath woh golyan bhi banate hain Til wali..aur kaam shru kara k ham khud Abba k pass unn se gupen lagane pohnch jate thay aur Amma n Bhabi kitchen mein :lol :lol
                          "All I have learned from Life is that I know nothing."

                          Comment

                          • #73
                            Re: Aap ko Barish Kion Pasand Hai??

                            mujhay bhi barish bohat pasand hay kyuonkay jub bhi barish hoti hay to main sub gum sub fikrain chor dayti hon barish ki phoar jub mayray chahray per perti hay to mujhay lagta hay is barish ki phoar kay sath mayray tamam gum or dukh or takleafain sub bah gay hain.or ager aap rona chahtay ho to ro saktay ho kyuonkay us waqt aap kay anso or barish kay qatron main koi ferq nahi rahta.or kisi ko bhi wazahatin nahi dayni pertiin. or mujhay barish main khob masti kerna pasand hay.barish serdi main ho ya germi main mujhay pagal ker dayti hay bus us waqt mujhay bus itna yad rahta hay mujhay barish main nahana hay

                            Comment

                            • #74
                              Re: Aap ko Barish Kion Pasand Hai??

                              Originally posted by neha_ahmad View Post

                              :tasali:

                              Comment

                              • #75
                                Re: Aap ko Barish Kion Pasand Hai??

                                Sab MASALLAH bary bary Khani nafees hain:khi:
                                lakin main sirf aik hi jumla kahoon ga kay
                                muj ko barish aur ees liay Pasanad hay kay woh Barsati hay
                                تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
                                تو لہریں شور مچاتی ہیں،
                                لو آج سمندر ڈوب گیا ۔

                                ~Mujay Vote Dain~
                                پاکستانی کا خواب

                                Comment

                                Working...
                                X