Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

**Adhori khushiyaan....!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • **Adhori khushiyaan....!

    Asaslamaalaikum :wink

    ummid hai sub khairyat se honge....

    Life is full of ups and down.... phir kya baat hai ke humare dukh mukamil hote hain or khushiyaan nahi??

    I saw many people jo khushiyo ki baat ho tu kehte hain: "I am happy but............" or dukho ki baat ho tub kehte hain: "yar itni pareshaaniyaan hai... khushiyaan jaise rasta hi bhool gai hai..."

    kyun Log mukamil khush nahi hosakte? or kyun unhe apne dukh Pure lagte hain??

    or kyun jub aap kisi ko kuch sumjhaaye tu usey lagta hai ke "kehna aasan hai... khud per beete tu pata chale..."
    kyun kai log aisa keh kar khud ko "I am not Ok... you are Ok...!" ki category mein rakhte hain...

    anywayz... aap khud sochiye... or decide kijye ke aap ki khushiaan mukamil hai ya dukh? :$

  • #2
    Re: **Adhori khushiyaan....!

    Walaikum Assalaam

    Main bilkul kheriyat say hoon ALHAMDULLILAH and hope the same for you :)

    Hazaroon Khuwahishain Aisi Kay Har Khuwahish Pay Damm Niklay
    Bohat Niklay Meray Armaaan, MAGAR, Kam Niklay......................!

    Ummid, insaan bohat hi nashukra hay woh kabhi bhi kisi haal main bhi KHUSH nahin hota, agar GHAM na hota tou KHUSHI ki ahmiat ka andaaza lagaana bohat mushkil hota.

    Main kabhi jab bhi apnay halaat kisi say compare karta hoon tou apnay say neechay waalay ki taraf dekh laita hoon mujhay DILI sukoon mil jaata hay aur main yehi soch kar apnay GHAM per MUSKURA laita hoon kay "Duniya main kitna gham hay, mera gham kitna kam..... Auroon ka gham dekha tou, main apna gham bhool gaya"!!!

    Main nay aik nazm share ki thi... kay MUKAMMAL kuch nahin hota, na khushi, na gham, na mohabbat, na nafrat, na judai, na milan......!!!! sab adhoora hay iss dunya main, main bhi aur mera wajood bhi! :)

    Khush rahyeh

    Fi amaan ALLAH
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: **Adhori khushiyaan....!

      hey welcome back... where were you??

      and aap ke reply ka jawab me baad mein tafseel se parh kar deti ho :P

      Comment


      • #4
        Re: **Adhori khushiyaan....!

        Thank you for welcoming me back.... Got busy with some official work, doing well ALHAMDULLILAH :)
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: **Adhori khushiyaan....!

          walaikum salam Ummid,

          Insaan ko khush rehney do cheezein raukti hein: guzrey huye kal ka gham, aur aaney waley kal ki fikar :-D ya phir uss ka khush hona conditions pe hota hai: Mey khush hun ga tab jab...

          Prophet Muhammad (s.a.w) 9 cheezon sey Panah mangtey: anxiety, worry, poverty, Kufr, inability, laziness, debt (2 aur bhi hein jo abhi meyrey zehan mey nahi aa rahi hain, will try to find the exact words of du'a and post it here in.shAllah)

          Hamein bhi Allah T'ala sey dua kerni chahiye k ham worry or anxiety ka shikaar na hon, :rose


          Now, Meyri khushiyan mukammal hein ya dukh? Agar sirf dukhon pe nazar daaloN tau bas dukh hi dukh hien... aur agar sirf Khushiyon pe nazar daalun tau her taraf sukoon aur khushi hai Alhumdulillah ... Tau behtar hai mey sirf khushiyon pe nazar rakhun aur ghamon ko No Lift ... right :P
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #6
            Re: **Adhori khushiyaan....!

            Originally posted by ummid View Post
            Asaslamaalaikum :wink

            ummid hai sub khairyat se honge....

            Life is full of ups and down.... phir kya baat hai ke humare dukh mukamil hote hain or khushiyaan nahi??

            I saw many people jo khushiyo ki baat ho tu kehte hain: "I am happy but............" or dukho ki baat ho tub kehte hain: "yar itni pareshaaniyaan hai... khushiyaan jaise rasta hi bhool gai hai..."

            kyun Log mukamil khush nahi hosakte? or kyun unhe apne dukh Pure lagte hain??

            or kyun jub aap kisi ko kuch sumjhaaye tu usey lagta hai ke "kehna aasan hai... khud per beete tu pata chale..."
            kyun kai log aisa keh kar khud ko "I am not Ok... you are Ok...!" ki category mein rakhte hain...

            anywayz... aap khud sochiye... or decide kijye ke aap ki khushiaan mukamil hai ya dukh? :$


            wsalam de!


            yar:think: khushi aur gham barabar honay chaiya ...
            warna khushi se bore ho jaye gay ...gham kay baad khushi aur zyada shidat se mehsos hoti ha...aur mazay bhi isi ka ata ha:think:
            Insani fitrat ha har chiz se ukta jata ha ...aur aik jasa haal bhi nahi rahta ...is lia me ko tu thek hi lagta ha ya khushi gham ka namukamal hona life ma!

            Comment


            • #7
              Re: **Adhori khushiyaan....!

              Originally posted by Z. View Post
              walaikum salam Ummid,

              Insaan ko khush rehney do cheezein raukti hein: guzrey huye kal ka gham, aur aaney waley kal ki fikar :-D ya phir uss ka khush hona conditions pe hota hai: Mey khush hun ga tab jab...

              Prophet Muhammad (s.a.w) 9 cheezon sey Panah mangtey: anxiety, worry, poverty, Kufr, inability, laziness, debt (2 aur bhi hein jo abhi meyrey zehan mey nahi aa rahi hain, will try to find the exact words of du'a and post it here in.shAllah)

              Hamein bhi Allah T'ala sey dua kerni chahiye k ham worry or anxiety ka shikaar na hon, :rose


              Now, Meyri khushiyan mukammal hein ya dukh? Agar sirf dukhon pe nazar daaloN tau bas dukh hi dukh hien... aur agar sirf Khushiyon pe nazar daalun tau her taraf sukoon aur khushi hai Alhumdulillah ... Tau behtar hai mey sirf khushiyon pe nazar rakhun aur ghamon ko No Lift ... right :P
              A very precise answer.
              :thmbup:

              Comment


              • #8
                Re: **Adhori khushiyaan....!

                Thanx to all... :rose

                and bloo you yaad kar ke zaroor batana... :]

                Comment


                • #9
                  Re: **Adhori khushiyaan....!

                  abhi kuch b mukamal nhi na dukh na khushiyan...her mor per aik naya dukh aik nayi khushi aik nayi aas.. zindghi isi tarha hai k kabhi kuch mukamal nhi ho pata

                  Comment


                  • #10
                    Re: **Adhori khushiyaan....!

                    Walekum Salam:hii:
                    meri khushiyan bhi puri hen or mere gham bhi mukamal hen:alhamd:jese bahi baraf bari ho rahi ho...shadeed sardi..lekin mere pas atish daan me aag jal rahi he...garam kapre bhi hen to mujhe sardi se bachao he..ese hi mere gham hen or mere pas bachao k leay dheron duaen or Allah ka sath he

                    Comment


                    • #11
                      Re: **Adhori khushiyaan....!

                      Fitnat-un-Nisa (Aurat kay fitno say)
                      Su-al-Kubar (BhuRapay ki Takeelfon say)


                      Originally posted by Z. View Post
                      walaikum salam Ummid,

                      Insaan ko khush rehney do cheezein raukti hein: guzrey huye kal ka gham, aur aaney waley kal ki fikar :-D ya phir uss ka khush hona conditions pe hota hai: Mey khush hun ga tab jab...

                      Prophet Muhammad (s.a.w) 9 cheezon sey Panah mangtey: anxiety, worry, poverty, Kufr, inability, laziness, debt (2 aur bhi hein jo abhi meyrey zehan mey nahi aa rahi hain, will try to find the exact words of du'a and post it here in.shAllah)

                      Hamein bhi Allah T'ala sey dua kerni chahiye k ham worry or anxiety ka shikaar na hon, :rose


                      Now, Meyri khushiyan mukammal hein ya dukh? Agar sirf dukhon pe nazar daaloN tau bas dukh hi dukh hien... aur agar sirf Khushiyon pe nazar daalun tau her taraf sukoon aur khushi hai Alhumdulillah ... Tau behtar hai mey sirf khushiyon pe nazar rakhun aur ghamon ko No Lift ... right :P
                      sigpic

                      Comment


                      • #12
                        Re: **Adhori khushiyaan....!

                        Jiss tarah kuch cheese Mukammal nahin ussi tarah mera jawab bhi mukammal nahin tha :)

                        Insaan ki tamam khushiyan MUKAMMAL hosakti hain jab woh sirf aur srif har cheese ko ALLAH SWT ki taraf say aik imtihaan/tohfa samjhay.... jaisay koi gham ho tou ALHAMDULLILAH kahay, light chali jayay koi bohat parishaani ho jayay (ALHAMDULLILAH) kahay, jab koi khushi ki khabar ho tou ALLAH SWT kay huzoor sajda raiz hokar (ALHAMDULLILAH) kahay, mehaz har kaam main srif aur srif ALLAH SWT per tawakul karta rahay yaqeenan dili SUKOON naseeb hoga aur yehi SUKOON insaani ehsaasat ki TAKMEEL ki nishaani hay!!!!



                        Originally posted by thefire1 View Post
                        Walaikum Assalaam

                        Main bilkul kheriyat say hoon ALHAMDULLILAH and hope the same for you :)

                        Hazaroon Khuwahishain Aisi Kay Har Khuwahish Pay Damm Niklay
                        Bohat Niklay Meray Armaaan, MAGAR, Kam Niklay......................!

                        Ummid, insaan bohat hi nashukra hay woh kabhi bhi kisi haal main bhi KHUSH nahin hota, agar GHAM na hota tou KHUSHI ki ahmiat ka andaaza lagaana bohat mushkil hota.

                        Main kabhi jab bhi apnay halaat kisi say compare karta hoon tou apnay say neechay waalay ki taraf dekh laita hoon mujhay DILI sukoon mil jaata hay aur main yehi soch kar apnay GHAM per MUSKURA laita hoon kay "Duniya main kitna gham hay, mera gham kitna kam..... Auroon ka gham dekha tou, main apna gham bhool gaya"!!!

                        Main nay aik nazm share ki thi... kay MUKAMMAL kuch nahin hota, na khushi, na gham, na mohabbat, na nafrat, na judai, na milan......!!!! sab adhoora hay iss dunya main, main bhi aur mera wajood bhi! :)

                        Khush rahyeh

                        Fi amaan ALLAH
                        sigpic

                        Comment


                        • #13
                          Re: **Adhori khushiyaan....!

                          dukh bhi mairay aur khuyasha bhi mairi ab sab ko bata kar kiya faida............
                          ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                          Comment


                          • #14
                            Re: **Adhori khushiyaan....!

                            @ all...

                            hmmmmm

                            Comment


                            • #15
                              Re: **Adhori khushiyaan....!

                              @Ummid
                              hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm 2
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X