Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Andazy

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Andazy

    Aslamaolikum:hii:

    aap ne kabhi kuch ese log dekhe hon ge jo zindagi k aksar moamlaat me andazey lagate hen...har kaam andaze se....or un ka dawa hota he k un ka andaza kabhi ghalat nahi hota....

    to ap zindagi me kitne kaam andazon se karte hen?
    kia ap k andazey theek sabit hote hen?
    or ghalat hote andazon ko ap phir sab k samne kese defend karte hen?
    Last edited by AbgeenA; 25 March 2010, 19:21.

  • #2
    Re: Andazy

    waalikum asslam

    na me andazon pe inhisaar nae krti
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment

    • #3
      Re: Andazy

      Originally posted by saraah View Post
      waalikum asslam

      na me andazon pe inhisaar nae krti

      تم کیا تُکے لگاتی ہو۔
      :thmbup:

      Comment

      • #4
        Re: Andazy

        Originally posted by munda_Sialkoty View Post

        تم کیا تُکے لگاتی ہو۔
        naee oye
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment

        • #5
          Re: Andazy

          Walikum Assalam WR WR
          1.ji mohtarma main bilkul andazay lagata hoon apne zindagi ke mukhtalif mor per........ :shyy:
          2.ji nahi saray andazay kabhi thekk nahi hote........... :shyy: kuch kaam tou overandaza ho jate hain jo ke loss ki taraf insan ko le jate hain aor kuch kaam underandaza hojate hain jo insaan ko faiday ki taraf le jate hain....... :ys:
          3.main apne andazon ko dosron ke samne defend nahi karta balke adjust karne ki koshish karta hoon..........

          Comment

          • #6
            Re: Andazy

            Originally posted by unity View Post
            Aslamaolikum:hii:

            aap ne kabhi kuch ese log dekhe hon ge jo zindagi k aksar moamlaat me andazey lagate hen...har kaam andaze se....or un ka dawa hota he k un ka andaza kabhi ghalat nahi hota....

            to ap zindagi me kitne kaam andazon se karte hen?
            kia ap k andazey theek sabit hote hen?
            or ghalat hote andazon ko ap phir sab k samne kese defend karte hen?
            Wa Alaikum Aslam,

            Andazay to her koi lagata he, koi andaza laga ke usay kisi ke samnay express nahi kerta aur koi andaza laga ke isay publically declare ker deta he. Aur andazay laganay mein burai he kia he, is mein aap dimaag ke kuch portion ko istamaal ker rahay hotay hein. Andazay lagana bhi koi aasan kaam nahi, insaan ki perception, understanding aur knowledge jitni achi ho gi wo itna he acha andaza laga sakay ga. Yeh bhi aik art he, jis mein waqt ke saath saath nikhaar aata he.

            Mein bhi kaafi andazay lagata hoon aur akser theek he hotay hein. Aur koi andaza na bhi theek ho to is mein kia. jahan 80-90% andazay sahi hoon to wahan 10-20% error mein too much worry nahi hona chahiye.
            :thmbup:

            Comment

            • #7

              • #8
                Re: Andazy

                Originally posted by saraah View Post
                waalikum asslam

                na me andazon pe inhisaar nae krti
                achaa

                Comment

                • #9
                  Re: Andazy

                  Originally posted by *ASK* View Post
                  Walikum Assalam WR WR
                  1.ji mohtarma main bilkul andazay lagata hoon apne zindagi ke mukhtalif mor per........ :shyy:
                  2.ji nahi saray andazay kabhi thekk nahi hote........... :shyy: kuch kaam tou overandaza ho jate hain jo ke loss ki taraf insan ko le jate hain aor kuch kaam underandaza hojate hain jo insaan ko faiday ki taraf le jate hain....... :ys:
                  3.main apne andazon ko dosron ke samne defend nahi karta balke adjust karne ki koshish karta hoon..........
                  theek

                  Comment

                  • #10
                    Re: Andazy

                    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                    Wa Alaikum Aslam,

                    Andazay to her koi lagata he, koi andaza laga ke usay kisi ke samnay express nahi kerta aur koi andaza laga ke isay publically declare ker deta he. Aur andazay laganay mein burai he kia he, is mein aap dimaag ke kuch portion ko istamaal ker rahay hotay hein. Andazay lagana bhi koi aasan kaam nahi, insaan ki perception, understanding aur knowledge jitni achi ho gi wo itna he acha andaza laga sakay ga. Yeh bhi aik art he, jis mein waqt ke saath saath nikhaar aata he.

                    Mein bhi kaafi andazay lagata hoon aur akser theek he hotay hein. Aur koi andaza na bhi theek ho to is mein kia. jahan 80-90% andazay sahi hoon to wahan 10-20% error mein too much worry nahi hona chahiye.
                    yani andazy lagana aqalmandi wala kaam he

                    Comment

                    • #11
                      Re: Andazy

                      Originally posted by ummid View Post

                      Comment

                      • #12
                        Re: Andazy

                        Originally posted by unity View Post
                        yar woh bus sumjh nahi aati... andaze hain ya kya.... me bus kaam kar leti ho... or consequence chahe accha ho ya bura me blame game mein kabhi nahi pari... I always take responsibility of my own decisions... :wink

                        Comment

                        • #13
                          Re: Andazy

                          ap ny kia andaza laga ker yeh thread start kia tha?

                          Comment

                          • #14
                            Re: Andazy

                            Originally posted by unity View Post
                            yani andazy lagana aqalmandi wala kaam he
                            ub bewakoof banda andazay bhi to bewakoofon walay lagaye ga na. Achay aur nisbatun accurate andazay lagana akalmandi ka he kaam ho ga :think:
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #15
                              Re: Andazy

                              Originally posted by munda_Sialkoty View Post

                              تم کیا تُکے لگاتی ہو۔
                              372-haha

                              Comment

                              Working...
                              X