Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

My Painting

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: My Painting

    Originally posted by Abudujana View Post
    ماشا اللہ بہت عمدہ پینٹنگ بنائی ہے آپ نے
    میں خود آرٹسٹ اور خطاط ہوں ، میری بھی خواہش ہے کہ میں اپنا پرانا کام فورم پر جاری کروں
    میں اپنے نقطہ نگاہ سے آپ کے کام کی تعریف کرتا ہوں
    کیا آپ یہ کام صرف شوق کی حد تک کرتی ہیں؟
    bohast shukria....ap artist hen to apna kaam zarur share kee jeay na.....or khatati me bhi karna chahti hun ager mumkin ho to kuch is bare me lessons bhi dee jeay

    Comment

    • #32
      Re: My Painting

      Originally posted by unity View Post
      me samjhti thi ap to awen hi bongyan marte hen serf..lekin bohat achi tarah ap ne painting ko study kia or ache teacher ki tarah meri ghaltyan bataen...thanxx:salam:...or jo points ap ne bataey sab darust btaey...serf jo samne do trees hen un k samne wali place wakai me trees se agey he...yani wo foreground me he or trees background me...drakht kuch neeche the....baki cottage ki roof wakai wahan se uri hui lag rahi he:khi:or left side par jo shadow he wo bhi kuch mazeed mehnat mangta....again thanxx:rose
      That's a pleasure ke tum ne negative sense mein kuch bhi nahi lia, aur actually mein ne bhi bohat positive ho ke comment kiye, aur mujay waqee bohat achi lagi tumhari painting. No doubt about it. mujay water paint use kerne nahi aatay, infact kabi try nahi ki is liye tumharay work kafi fascinating he mere liye. Mein ne bhi aik baar apni banai hui horse ki pic share ki thi, u ne dekhi thi wo?
      :thmbup:

      Comment

      • #33
        Re: My Painting

        Originally posted by munda_Sialkoty View Post

        haan me ne dekhi thi...bohat achi thi or water color me kam kam karti hun zeada kaam mujhe oil me karna acha lagta he...wese apne father k jane k baad me ne ye pehli itni bari si oil painting bnai...wo mujhe bohat encourage kia karte the

        Comment

        • #34
          Re: My Painting

          Originally posted by Khalil View Post
          hain yeh senorita hay???????????

          kasam sy mujy nahi pata tha

          sory madam
          bohat acha kia ke tum ne moaafi maang li, warna anjaam tumhari sooch se bhi ziada bura ho sakta tha, huh.
          :thmbup:

          Comment

          • #35
            Re: My Painting

            Originally posted by unity View Post
            :shyy:
            :hii:
            :thmbup:

            Comment

            • #36
              Re: My Painting

              Originally posted by unity View Post
              haan me ne dekhi thi...bohat achi thi or water color me kam kam karti hun zeada kaam mujhe oil me karna acha lagta he...wese apne father k jane k baad me ne ye pehli itni bari si oil painting bnai...wo mujhe bohat encourage kia karte the
              ahan theek he tum aur banao aisi paintings, I will be willing to see 'em. Tumharay dad kafi supporting lagtay ho ge. Lekin meri drawing pe mujay ziada encouragement nahi mili mujay apnay dad se :lol wo hameesha mujay meri mistakes batatay thay aur khud pencil paker ker shades aur symmetries ke baray mein guide kerte thay, lekin mujay kafi faida hua.
              :thmbup:

              Comment

              • #37
                Re: My Painting

                Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                main ko to kuch bhi nazar nahi aa rahya..........
                kiun nazar nahi araha?:think:apni ainak saaf karen:khi:

                Comment

                • #38
                  Re: My Painting

                  Originally posted by Khalil View Post
                  hain yeh senorita hay???????????

                  kasam sy mujy nahi pata tha

                  sory madam

                  Originally posted by Khalil View Post
                  chaloo jab mar gia to bana kr meri kaqar per laga daina

                  http://sound15.mp3pk.com/indian/devd....songs.pk).mp3
                  yani 2/2 gunah karun...pehle apki pic paint karun phir qabrsatn ja kar wahan pic lagaun

                  Comment

                  • #39
                    Re: My Painting

                    waalikum asslam

                    wowwww great
                    trees ko jese paint kiya hai dekh k hi lagta hai tum ek achi artist ho...khushi hui tum se mil kar senorita :hugs:
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment

                    • #40
                      Re: My Painting

                      Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                      ahan theek he tum aur banao aisi paintings, I will be willing to see 'em. Tumharay dad kafi supporting lagtay ho ge. Lekin meri drawing pe mujay ziada encouragement nahi mili mujay apnay dad se :lol wo hameesha mujay meri mistakes batatay thay aur khud pencil paker ker shades aur symmetries ke baray mein guide kerte thay, lekin mujay kafi faida hua.
                      ap apne father ka ager koi kaam he to share karen....mere father koi artist nahi the lekin apni nalaik si beti ka kabhi dil na toote is leay kabhi ghalti nahi nikalte the...bohat bachpan me aik phool bnaya tha to taref yun ki k ye to asli lagta he abhi is par titli bethe gi:lol...kho gaey wo log...gum gaen wo baten

                      Comment

                      • #41
                        Re: My Painting

                        Originally posted by saraah View Post
                        waalikum asslam

                        wowwww great
                        trees ko jese paint kiya hai dekh k hi lagta hai tum ek achi artist ho...khushi hui tum se mil kar senorita :hugs:
                        thankooo dear saraah:rosemujhe bhi bohat khushi hui tum se mil kar..betho chaey shaey pio:khi:

                        Comment

                        • #42
                          Re: My Painting

                          Originally posted by unity View Post
                          ap apne father ka ager koi kaam he to share karen....mere father koi artist nahi the lekin apni nalaik si beti ka kabhi dil na toote is leay kabhi ghalti nahi nikalte the...bohat bachpan me aik phool bnaya tha to taref yun ki k ye to asli lagta he abhi is par titli bethe gi:lol...kho gaey wo log...gum gaen wo baten
                          Mere father ne apni life mein bohat saari paintings banaein, lekin wo professional thay to sell ker dete thay. Yeh safar un ki zamana talab ilmi se start hua aur jub mein 7, 8 saal ka tha tub tak raha. wo cinema ki paintings bhi banatay thay. Aik cheez jo un mein dekhi wo un ki speed thi, chahay drawing kerni ho ya painting he was very quick. Dekhta hoon ke un ki koi cheez milti he to share kerta hoon yahan.

                          Tumharay dad tum se muhabbat kerte thay is liye wo tumhari sirf tareefein kerte thay, lekin mere dad thooray critical analysis kerte thay wo rehnumai kerte thay ke yahan pe yeh ghalti he aisay door karo, yahan pe aisa hona chahiye etc etc.

                          Ub u ke dad bhi nahi rahay aur me ke bhi. Me ko apnay dad yaad aa rahay hein aaj
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #43
                            Re: My Painting

                            Originally posted by saraah View Post
                            waalikum asslam

                            wowwww great
                            trees ko jese paint kiya hai dekh k hi lagta hai tum ek achi artist ho...khushi hui tum se mil kar senorita :hugs:
                            Jis tarah tum usay mil rahi ho usay bohat takleef hui ho gi :lol
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #44
                              Re: My Painting

                              Originally posted by unity View Post
                              bohast shukria....ap artist hen to apna kaam zarur share kee jeay na.....or khatati me bhi karna chahti hun ager mumkin ho to kuch is bare me lessons bhi dee jeay
                              میں اپنا آرٹ ورک کے چند نمونے پیش کررہا ہوں
                              فرصت میں زیادہ کام جاری کروں گا

                              Comment

                              • #45
                                Re: My Painting

                                V. Impressive, dil khush ho gaya dekh ke
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X