Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

پاکستانی شادیاں اور آپ

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: پاکستانی شادیاں اور آپ

    Originally posted by SAZ View Post
    لوبھئی اب تم رجسٹرڈ ہو گئے ۔دوسری رخصتی کی کہ لو بھئی اب تمھارا قبضہ ہوگیا
    :lol
    .......................!!!!!

    Comment

    • #32
      Re: پاکستانی شادیاں اور آپ

      Walaikum Assalam

      Mujhe shadion me jo sub se buri rasm lagti he wo Shadi Hall me shadi ka hona...:garmi:
      itna kharcha karte he:garmi:

      itne kharche me to banda dosri shadi kar ley

      aur dosri baat bunda show piece bun kar beth jata he...
      yeh bhi buhat bura lagta he ...

      Comment

      • #33
        Re: پاکستانی شادیاں اور آپ

        Originally posted by MSA View Post

        wese ye baat mujhe bhi achi nahi lagti...shadi ka function chota sa hona chaey or ghar me hona chaey

        Comment

        • #34
          Re: پاکستانی شادیاں اور آپ

          Originally posted by safia View Post
          aap ney bahut acha aur umda topic add kiya hey.....
          me ko shaadi parties attend karna bahut acha lagta hey......

          family out bhi attend karti hoon.............

          jab mein wedding ceremony attend karnay jaati hoon tu bahut khush hoti hoon , choooriyan pehnti hoon, haathon per mehndi lagati hoon, jewellary bhi pehnti hoon, achi dressing karti hoon.....

          rasmo kay baray mein me ko thori bahut agahi hey....

          rasmein yeh cultural hoti hein mei ko sub pasand hein........ asal mein mazaa bhi in rasmon mein aata hey.... jitni ziyada rasmein utna maza ata hey.....

          mein apni shaadi mein jitni rasmain hoongi agar vo koe karwae ga me ko koe aetraaz nahi hoga...... jo rasmein dulhay walay karwain gay ..... vo kia me se poochh kay thoori karwain gay.....
          :lol
          :thmbup:

          Comment

          • #35
            Re: پاکستانی شادیاں اور آپ

            Originally posted by MSA View Post
            Walaikum Assalam

            Mujhe shadion me jo sub se buri rasm lagti he wo Shadi Hall me shadi ka hona...:garmi:
            itna kharcha karte he:garmi:

            itne kharche me to banda dosri shadi kar ley

            aur dosri baat bunda show piece bun kar beth jata he...
            yeh bhi buhat bura lagta he ...
            Bablu tumhara point kafi valid he, lekin at the same time tumhara mashwara kitna fazool he :lol

            Marriage Hall zaroori he itni bari dunia ko accomodate kerne ke liye. Ghar mein to 500 banda aanay se raha.
            :thmbup:

            Comment

            • #36
              Re: پاکستانی شادیاں اور آپ

              Originally posted by munda_sialkoty View Post

              shadi na hui..jalsa ho gya Noon walon ka:khi:

              Comment

              • #37
                Re: پاکستانی شادیاں اور آپ

                Originally posted by unity View Post
                shadi na hui..jalsa ho gya Noon walon ka:khi:
                mere 2 bhaiyoon ki recently he shadi hui he, aur dono ki shadiyoon mein less or more 500 loogon ki attendance thi. Ager mein chahta to yeh quantity double bhi ho sakti thi. Yeh chaantay huay loog thay :lol
                :thmbup:

                Comment

                • #38
                  Re: پاکستانی شادیاں اور آپ

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  mere 2 bhaiyoon ki recently he shadi hui he, aur dono ki shadiyoon mein less or more 500 loogon ki attendance thi. Ager mein chahta to yeh quantity double bhi ho sakti thi. Yeh chaantay huay loog thay :lol
                  pata nahi itne logon ko bula kar..majma ikhatha kar k ham kia dikhana chahte hen?2 logon ko ikatha karna hota he ....bari asaani se few kareebi log bula kar duaen de kar keay ja sakte hen

                  Comment

                  • #39
                    Re: پاکستانی شادیاں اور آپ

                    Originally posted by unity View Post
                    pata nahi itne logon ko bula kar..majma ikhatha kar k ham kia dikhana chahte hen?2 logon ko ikatha karna hota he ....bari asaani se few kareebi log bula kar duaen de kar keay ja sakte hen
                    Yes you are right. yeh zaroori nahi ke bohat bara majma lagaya jaye. Ager hesiyat he aur aap ke akhbaab ke mutual agreement se aap ziada mehmaano ko dawat de saktay ho. Mere khyaal se aisay mookon per apni hesiyat ko mad'e'nazar rakhna ziada zaroori he.

                    Mere aik doost ne 2 years pehlay shadi kerwai. Us ne Nikkah kia aur kisi doost ko invite nahi kia. Sirf mom, dad, chacha aur chachi ko saath le ker gaya, Nikkah perhaya aur larki ko ghar le aaya. Lekin waleema us ne Sialkot ke achay hotel mein kia aur 1000 plus gathering hui us ke waleemay mein.

                    Mera yeh manana he ke ager aisa kaam kerne per aap per moaashi booj perta he to aap apni hesiyat se ziada kaam bilkul bhi na karo.
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #40

                      jab tak moashi tor par strong log is sab se nahi niklen ge to doosre log bhi majburan ya zabardast karte rahe ge...akher zarurat hi kia hoti he?yehi dikhana k ham ye sab kar sakte hen?ham log bohat sare kaam serf or serf show bazi k leay karte hen..jo na keay jaen to achi misal bna sakte hen doosron k leay

                      Comment

                      • #41

                        Mein tumhari baat se bilkul agree hoon. Mein is cheez ko bohat achi tarah understand kerta hoon. Paisa bachana chahta to kafi bacha sakta tha, lekin yeh dikhaway ke liye nahi bulke excitement tha mere ander, mein chahta tha ke jo bhi ho acha ho. Is excitement ki bhi aik reason thi jo mein shayad yahaan na bataon. Khair tumhari baat ziada worthy he meri excitement se bhi.

                        Lekin mein aik baat aur bhi soochta hoon, ke jin loogon ko bulaya un se mere deep relations hein. Ya to banda function bohat chota karay ke sirf ghar ke loog he shamil hoon ta ke kisi aur ko koi aitraaz na ho sakay, ya phir banda dawat'e'aam kar de. Yeh meri philosophy he, is se tumhara itfaaq kerna zaroori nahi.
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #42

                          • #43
                            Re: پاکستانی شادیاں اور آپ

                            Originally posted by unity View Post
                            au:
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #44
                              Re: پاکستانی شادیاں اور آپ

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              au:
                              yahan sona manah he

                              Comment

                              • #45
                                Re: پاکستانی شادیاں اور آپ

                                Originally posted by unity View Post
                                yahan sona manah he
                                lagta he ub is topic se related baatein khatam ho gaein :lol
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X