Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aap ka room

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: aap ka room

    Originally posted by unity View Post
    mere room ka aik gosha jahan me apna kaam karti hun fursat me
    Originally posted by unity View Post
    or apne room me sab se fav jagah jahan me kuch karne ka mood na ho to ye view dekhti rehti hunmere room ki window...bilkul samne park he...sardiyon me iska manzar kuch or tha udas sa..abhi to bilkul hi badal gya he..bahar aei to rut badal gai

    Tum ne pura room dikhanay mein kanjoosi ki, per jo bhi dikha bohat khoob especially tumharay painting brush, aur haan tumhari painting bohat mazay ki he. Sandwich Spread se bhi ziada mazay ki :lol tumhara haath acha chalta he, kahin doosray tareekay se haath chalana shuru na ker dena :lol

    I really appreciate your painting aur tumhari khirki se bahir ka view bhi bohat he fascinating he. Bohat khoob.
    :thmbup:

    Comment


    • #62
      Re: aap ka room

      Originally posted by unity View Post
      furniture color ye raha or sath me rust carpet...sab sada..pardey bhi sada...prints pasand nahi mujhe
      Waise mujay bhi simplicity pasand he. Ziada daaoo paich nahi pasand. Tum share kerti na jo bhi hay.
      :thmbup:

      Comment


      • #63
        Re: aap ka room

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Tum ne pura room dikhanay mein kanjoosi ki, per jo bhi dikha bohat khoob especially tumharay painting brush, aur haan tumhari painting bohat mazay ki he. Sandwich Spread se bhi ziada mazay ki :lol tumhara haath acha chalta he, kahin doosray tareekay se haath chalana shuru na ker dena :lol

        I really appreciate your painting aur tumhari khirki se bahir ka view bhi bohat he fascinating he. Bohat khoob.
        372-haha372-haha
        .......................!!!!!

        Comment


        • #64
          Re: aap ka room

          Originally posted by bhataktii rooh View Post
          @ lala g

          yeh dressing table par kya rakha hai ap ne...:garmi:

          or bed par remote control parra hai..pillows kahan hain...fan chal kyun nai raha...curtain or bed sheet kyun alag alag colour k hain...

          or wo cupboard main chotti shi cycle hai..wo me ko dey dein...:shyy:
          different kism ke moisturizers, skin care creams, Olive hair oil, Nevia cream, Parchute hair cream, hair gel of 3 types, nevia lotion, nevia cocoa lotion, milk cream, two types of bryle creams, skin cleanser, Vatika ke kuch products hein. Kuch perfumes hein, kuch scents (itar), Itni kaafi hein ya aur bhi bataoon table dekh ke :lol

          Aur yeh tub ki baat he jub mein ne new shifting ki thi, mujay nahi pata ke us waqt is ke takiye kahan thay.

          Aur haan mein ne apnay room mein kuch different cheezein apply ki hein. Mujay single theme pasand nahi he, is liye kuch different apply kia he. Proper theme walay bhi kuch bedrooms hein mere ghar mein. per mein ne kuch different try kia. Mera yeh manana he ke "being out of fashion is another fashion".

          Aur wo cycle aik clock he. Tumhein chahiye to le lo, mere paas aur bhi hein :p
          :thmbup:

          Comment


          • #65
            Re: aap ka room

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Tum ne pura room dikhanay mein kanjoosi ki, per jo bhi dikha bohat khoob especially tumharay painting brush, aur haan tumhari painting bohat mazay ki he. Sandwich Spread se bhi ziada mazay ki :lol tumhara haath acha chalta he, kahin doosray tareekay se haath chalana shuru na ker dena :lol

            I really appreciate your painting aur tumhari khirki se bahir ka view bhi bohat he fascinating he. Bohat khoob.
            sandwich spread nahi he is me oils hen brushes saaf karne k leay:shyy:or ye jab mukamal ho jaey gi to dikhaun gi abhi to is par bohat kaam rehta he

            Comment


            • #66
              Re: aap ka room

              Originally posted by bhataktii rooh View Post
              372-haha372-haha
              :shyy:

              Comment


              • #67
                Re: aap ka room

                Aur haan mein bedsheets aur matching waiching ki ziada care nahi kerta. bedsheet mujay cotton ki simple si pasand he. Mujay alergy he raishmi bed'sheets se, so hameesha 4, 500 rupay wali simple si cotton ki bedsheet khareed'ta hoon.
                :thmbup:

                Comment


                • #68
                  Re: aap ka room

                  Originally posted by unity View Post
                  sandwich spread nahi he is me oils hen brushes saaf karne k leay:shyy:or ye jab mukamal ho jaey gi to dikhaun gi abhi to is par bohat kaam rehta he
                  haan mein samaj gaya tha ke is mein tumharay kaam ki he koi cheez honi he, warna is ka brushes ke saath kia kaam :lol

                  Ok, mein wait karon ga jub tumhari painting complete hui to zaroor show kerna. Mein bazat'e'khud aik artist reh chuka hoon wo bhi sirlf lead pencil wala (cuz yeh colour paint mein ne kabi try nahi kia) to mujay aisi cheezein bohat fascinate kerti hein. Jub yeh complete ho gi to phir is pe proper comment karon ga.
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #69
                    Re: aap ka room

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    different kism ke moisturizers, skin care creams, Olive hair oil, Nevia cream, Parchute hair cream, hair gel of 3 types, nevia lotion, nevia cocoa lotion, milk cream, two types of bryle creams, skin cleanser, Vatika ke kuch products hein. Kuch perfumes hein, kuch scents (itar), Itni kaafi hein ya aur bhi bataoon table dekh ke :lol

                    Aur yeh tub ki baat he jub mein ne new shifting ki thi, mujay nahi pata ke us waqt is ke takiye kahan thay.

                    Aur haan mein ne apnay room mein kuch different cheezein apply ki hein. Mujay single theme pasand nahi he, is liye kuch different apply kia he. Proper theme walay bhi kuch bedrooms hein mere ghar mein. per mein ne kuch different try kia. Mera yeh manana he ke "being out of fashion is another fashion".

                    Aur wo cycle aik clock he. Tumhein chahiye to le lo, mere paas aur bhi hein :p
                    lalay me k dressing table par aik bhi cream lotion kuch nai....lagta hai hum donoo k dressing table xchange hogaye....:lol

                    n yes "sometimes being out of fashion is another fashion".

                    n yesh me ko clock nikaal kar baqii ki cycle dey do...:shyy:
                    .......................!!!!!

                    Comment


                    • #70
                      Re: aap ka room

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Aur haan mein bedsheets aur matching waiching ki ziada care nahi kerta. bedsheet mujay cotton ki simple si pasand he. Mujay alergy he raishmi bed'sheets se, so hameesha 4, 500 rupay wali simple si cotton ki bedsheet khareed'ta hoon.
                      me to color machting ka bohat khiyal rakhti hun...cotton stuff hi acha lagta he lekin colors ka hamesha khiyal rakhti hun k room ki baki cheezon k sath jate hon

                      Comment


                      • #71
                        Re: aap ka room

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        haan mein samaj gaya tha ke is mein tumharay kaam ki he koi cheez honi he, warna is ka brushes ke saath kia kaam :lol

                        Ok, mein wait karon ga jub tumhari painting complete hui to zaroor show kerna. Mein bazat'e'khud aik artist reh chuka hoon wo bhi sirlf lead pencil wala (cuz yeh colour paint mein ne kabi try nahi kia) to mujay aisi cheezein bohat fascinate kerti hein. Jub yeh complete ho gi to phir is pe proper comment karon ga.

                        Comment


                        • #72
                          Re: aap ka room

                          Originally posted by unity View Post
                          furniture color ye raha or sath me rust carpet...sab sada..pardey bhi sada...prints pasand nahi mujhe
                          unity so nice pictures...... maza aa gaya....... brave girl........

                          yaar aap ney apna avatar kyun change kiya? uss mein tu aap sober aur intellectual lagti thein..... current avatar mein tu aap me ko chaval lag rahi ho........ :lol

                          vo avatar yaar bahut acha tha........
                          sigpic

                          Comment


                          • #73
                            Re: aap ka room

                            Originally posted by bhataktii rooh View Post
                            lalay me k dressing table par aik bhi cream lotion kuch nai....lagta hai hum donoo k dressing table xchange hogaye....:lol

                            n yes "sometimes being out of fashion is another fashion".

                            n yesh me ko clock nikaal kar baqii ki cycle dey do...:shyy:
                            Haan haan waise bhi mein yeh cheezein bohat kum use kerta hoon, aik ki baari week baad aati he, yeh samjo avein rakhay huay hein. Tum exchange ker lo mujay koi aitraaz nahi.

                            Haan le lo clock, mein ne kabi is mein time dekha nahi. mujay to yeh bhi nahi pata ke is ka time bhi sahi he ka nahi. ub aik new clock USA se aik company ne gift ke toor pe baija he wo rakha hua he side table pe, aur waise bhi wrist watch aur 2 mobile kis liye hein, time dekhnay ke liye he na 8-)
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #74
                              Re: aap ka room

                              Originally posted by unity View Post
                              me to color machting ka bohat khiyal rakhti hun...cotton stuff hi acha lagta he lekin colors ka hamesha khiyal rakhti hun k room ki baki cheezon k sath jate hon
                              Well mera ghar mein aur apnay room mein interest tub tak he tha jub mein banwaa raha hoon. Ub mein curtains change ker loon, bed sheets change ker lon, kisi bhi colour ke setting apply ker loon, is se mujay koi faraq nahi paray ga, and even ub mein notice bhi nahi karon ga us change ko. Cuz larkon ki tabiyat mein aur larkiyoon ki tabiyat mein farak hota he
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #75
                                Re: aap ka room

                                Originally posted by safia View Post
                                unity so nice pictures...... maza aa gaya....... brave girl........

                                yaar aap ney apna avatar kyun change kiya? uss mein tu aap sober aur intellectual lagti thein..... current avatar mein tu aap me ko chaval lag rahi ho........ :lol

                                vo avatar yaar bahut acha tha........
                                Wo avatar is ka waqee is walay se bohat acha tha. Wo avatar kafi hud tak is ki personality ko represent bhi kerta tha.
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X