Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aap ka room

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: aap ka room

    walaikum salam,

    Sufaid deewarein, sufaid khirki, sufaid pardey, sufaid almari, sufaid pc :-D iss k ilawa bistar, coach (us per cushions), Computer table hi meri study table k taur per use hoti hai, aur kya hai ...hmmm side table, drawers, .... aur Books, jahan jahan gunjaish hai wahan pe books aur files aur kaghaz hi nazar ayein gey aap ko.

    Kahani Khatam !
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment

    • #32
      Re: aap ka room

      Originally posted by Z. View Post
      walaikum salam,

      Sufaid deewarein, sufaid khirki, sufaid pardey, sufaid almari, sufaid pc :-D iss k ilawa bistar, coach (us per cushions), Computer table hi meri study table k taur per use hoti hai, aur kya hai ...hmmm side table, drawers, .... aur Books, jahan jahan gunjaish hai wahan pe books aur files aur kaghaz hi nazar ayein gey aap ko.

      Kahani Khatam !
      bohat achi kahani thi, mujay to yeh kahani Christmas se inspired lagti he, her cheez safaid :lol
      :thmbup:

      Comment

      • #33
        Re: aap ka room

        Originally posted by safia View Post
        Assalam o Alaikum

        ghar vo jaga hoti hey jahan hum puhanch kar sab gam bhool jatey hein....khud ko mehfooz samajhtey hein... lakin ghar key under bhi apnaoy room ki aur baat hoti hey.... jahan hum ziyada waqt guzartey hein.....

        vo loog asal mein khush naseeb hotey hein jin ko separate room hota hey... jahan vo din kay ek hissay ko akelay rah kar guzartey hein.....

        aap please me ko batain aap ka room kis tarah ka hey???

        colour, kia cheezein rakhi hein..... sub kuch please aap describe karein.....aap sab kay room kay barray mein janna chahti hoon aur aamir key room ka tu specially......:esmile:
        me ki nanu apna room me ke saath share karti hain :wink.... me ko accha lagta hai un ke saath hi rehna... kaafi protactive feel hota hai.... me ke room mein TV hai, comp hai or bauaht si kitabein hain.... ek toys or colors se bhara cupboard hai.... or bus... ...

        Comment

        • #34

          waalikum asslam

          chalo achi baat hai tum ne aamir se pooch liya :lol :lol
          @
          mera room carpeted hai jis me 1 sofa hai tea pink ,ek aur sofa hai jo bed b ban jata hai books hain cupboard me ,ikka dukka antique decoration pieces parray hain jo bdays pe gft milay wese me decor pieces pasand nae krtui apnay room me rakhna ,pc hai ,carpet pe cushions parray hain ,aur meri kuch cheezain jese card making ka samaan,etc...paints, carpet ,sofa ,curtains sab meri choice k colours hain ,jo waqtan fawqatn change krwa leti hoon abuu se larr k :lol...kiyon k wo change ko zayda pasnd nae krtay
          sofa purani tarz ka hai baqol mere abuu ji k iss ki lakrri payedaar hai wgera wgera ,wese ab me ne yeh b chan:ge krwa lena hai
          kabhi kabhaar mera room bator drawing room b istimal hojata hai
          aur safia meri chund ek kzns aur friends aati rehti hain mere room me wo bohat enjoy krti hain ,aur me akeli bohat purskoon mehsoos krti hoon apnay thanday thnday room me :alhamd:
          Last edited by saraah; 21 March 2010, 13:26. Reason: added colour
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment

          • #35
            Re: aap ka room

            Walaikum Assalam

            App logo k room to kafi organised he....:lol...
            per me ka to kafi bikhra hoa rehta he......jub exams hote he to har jaga paper urr rahe hote he kitabe jaha jaga mil jae so jati he:kr:...
            bus me ne PC ko aese set kia hoa he k sirf aik angle se dosro ko nazar aae:kr:...to phir me hosheyar rehta ho k agr koi us angle pe he to me browsing karte hoe muhtat raho:kr:....
            wese me k sath nani bhi hoti he to aam tor pe yeh guest room hi bana rahta he...
            aur koi cheez bhi saaf suthri nahi he...2009 ka calender bhi abhi tuk laga hua he....:kr:...aur kamre me itni jaga he k 10'12 log araam se so sakte he...wese me ko khali kamre achae lagte he....

            Abb bataein meri kia shaksiat parakhi u logo ne :kr:

            Comment

            • #36
              Re: aap ka room

              Originally posted by safia View Post
              vo kahtey hein na kisi ki shakhsiyat ko parakhna ho uss key room ko dekhain
              wese aik cheez pochni thi u se

              u ne pehle GHUSSA parakha, phir DESKTOP parakha, phir abb KAMRA parakh rahi he...u itna kyun parakh rahi he ...is se u ki aankh nahi parakhti :donno:...
              aur agli kia cheez parakhni he u ne wo bata dein ta k me tyari kar lo exam ki....

              Comment

              • #37
                Re: aap ka room

                mery room kee aik dewar..
                Attached Files

                Comment

                • #38
                  Re: aap ka room

                  Originally posted by Khalil View Post
                  mery room kee aik dewar..
                  ab doosri dewaar dikha dein....... :think:
                  sigpic

                  Comment

                  • #39
                    Re: aap ka room

                    Originally posted by MSA View Post
                    wese aik cheez pochni thi u se

                    u ne pehle GHUSSA parakha, phir DESKTOP parakha, phir abb KAMRA parakh rahi he...u itna kyun parakh rahi he ...is se u ki aankh nahi parakhti :donno:...
                    aur agli kia cheez parakhni he u ne wo bata dein ta k me tyari kar lo exam ki....
                    bacha jamhoora chalak lagtey ho.... bilkul issi thread ka part II bhi ae ga..... lakin vo shaksiyat key baray mein nahi hoga balkay koe aur katta khullay ga...... issliye aap soch samjh kar likhain baad mein ya na kahna meray room mein yeh bhi hey vo bhi hey........ :lol
                    sigpic

                    Comment

                    • #40
                      Re: aap ka room

                      Originally posted by saraah View Post
                      waalikum asslam

                      chalo achi baat hai tum ne aamir se pooch liya :lol :lol
                      @
                      mera room carpeted hai jis me 1 sofa hai tea pink ,ek aur sofa hai jo bed b ban jata hai books hain cupboard me ,ikka dukka antique decoration pieces parray hain jo bdays pe gft milay wese me decor pieces pasand nae krtui apnay room me rakhna ,pc hai ,carpet pe cushions parray hain ,aur meri kuch cheezain jese card making ka samaan,etc...paints, carpet ,sofa ,curtains sab meri choice k colours hain ,jo waqtan fawqatn change krwa leti hoon abuu se larr k :lol...kiyon k wo change ko zayda pasnd nae krtay
                      sofa purani tarz ka hai baqol mere abuu ji k iss ki lakrri payedaar hai wgera wgera ,wese ab me ne yeh b chan:ge krwa lena hai
                      kabhi kabhaar mera room bator drawing room b istimal hojata hai
                      aur safia meri chund ek kzns aur friends aati rehti hain mere room me wo bohat enjoy krti hain ,aur me akeli bohat purskoon mehsoos krti hoon apnay thanday thnday room me :alhamd:
                      array wah saraah u ka tu room wakaee bahut acha hey..................... thanks for sharing.........
                      sigpic

                      Comment

                      • #41
                        Re: aap ka room

                        Originally posted by MSA View Post
                        Walaikum Assalam

                        App logo k room to kafi organised he....:lol...
                        per me ka to kafi bikhra hoa rehta he......jub exams hote he to har jaga paper urr rahe hote he kitabe jaha jaga mil jae so jati he:kr:...
                        bus me ne PC ko aese set kia hoa he k sirf aik angle se dosro ko nazar aae:kr:...to phir me hosheyar rehta ho k agr koi us angle pe he to me browsing karte hoe muhtat raho:kr:....
                        wese me k sath nani bhi hoti he to aam tor pe yeh guest room hi bana rahta he...
                        aur koi cheez bhi saaf suthri nahi he...2009 ka calender bhi abhi tuk laga hua he....:kr:...aur kamre me itni jaga he k 10'12 log araam se so sakte he...wese me ko khali kamre achae lagte he....

                        Abb bataein meri kia shaksiat parakhi u logo ne :kr:
                        messy room..... vesey aap ka desktop aur room ek doosray se kaafi miltey jultay nahi....... :lol
                        sigpic

                        Comment

                        • #42
                          Re: aap ka room

                          Originally posted by ummid View Post
                          me ki nanu apna room me ke saath share karti hain :wink.... me ko accha lagta hai un ke saath hi rehna... kaafi protactive feel hota hai.... me ke room mein TV hai, comp hai or bauaht si kitabein hain.... ek toys or colors se bhara cupboard hai.... or bus... ...
                          bahut acha ummid ...... aap wakaee acha karti ho kay aap nanu key saath rahti ho..... un se kuchh na kuchh insaan seekhta bhi rahta hey........ thanks for sharing.......
                          sigpic

                          Comment

                          • #43
                            Re: aap ka room

                            Originally posted by Z. View Post
                            walaikum salam,

                            Sufaid deewarein, sufaid khirki, sufaid pardey, sufaid almari, sufaid pc :-D iss k ilawa bistar, coach (us per cushions), Computer table hi meri study table k taur per use hoti hai, aur kya hai ...hmmm side table, drawers, .... aur Books, jahan jahan gunjaish hai wahan pe books aur files aur kaghaz hi nazar ayein gey aap ko.

                            Kahani Khatam !
                            aur uss room mein ek sufaid parri rahti hey............. vese aap kay room ki combination bahut heee achi hey....... thanks for sharing......
                            sigpic

                            Comment

                            • #44
                              Re: aap ka room

                              Originally posted by safia View Post
                              ab doosri dewaar dikha dein....... :think:
                              nahi wohan per meri picx hian

                              Comment

                              • #45
                                Re: aap ka room

                                Originally posted by Khalil View Post
                                nahi wohan per meri picx hian
                                vo picture me kay passs pehlay se hey.... meinay aap ki picture dekh li hey jis mein aap apnay kaan pakar kar rakhein hein... :lol
                                Attached Files
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X