Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kon?Kia?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Kon?Kia?

    Originally posted by ummid View Post
    or humare pass yeh "waqfiyatein" jo "muskhurahto'n" per chalti hai
    Tum kahin wo larki to nahi jis ki sharaafat saath walay 10 gaoon mein mash'hoor he 372-haha
    :thmbup:

    Comment


    • #17
      Re: Kon?Kia?

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Tum kahin wo larki to nahi jis ki sharaafat saath walay 10 gaoon mein mash'hoor he 372-haha
      Neah.... :wink

      Comment


      • #18
        Re: Kon?Kia?

        Originally posted by ummid View Post
        Neah.... :wink
        alaa :wink
        :thmbup:

        Comment


        • #19
          Re: Kon?Kia?

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          And further to my point, a man is said to be social animal and if he/she is not social, then he/she is only animal.
          yeah!! humans by nature are social creatures........
          sigpic

          Comment


          • #20
            Re: Kon?Kia?

            Originally posted by ummid View Post
            me ki life mein bhi kaafi aise shanasa chahre hain... jin ko naam, mazhab, zaat etc etc se me nahi jaanti... train mein roz safar karte hoye... jo regular train timming hote hain us waqt, uni mein, canteen mein seniors joniors... jo kahein bhi mile muskuraate zaroor hai... walk per jao subha ya shaam mein tub ke kuch shanasa chahre we always donate smile for each other.... :wink
            aap her waqt smile he kyun deti rahti ho......tabiyat tu theek rahti hay na..... :lol kabhi bol bhi diya karo......i am sure aap ko koe bhi nahi kahey ga "goonga bol para"..... :lol
            sigpic

            Comment


            • #21
              Re: Kon?Kia?

              Originally posted by safia View Post
              yeah!! humans by nature are social creatures........
              aa lene do ub unity ko :manicure:
              :thmbup:

              Comment


              • #22
                Re: Kon?Kia?

                Originally posted by Pakiza View Post
                Walikum salam
                bahut hi zabar dast or interesting sawal kia hai janaba
                kafi odd lagta hia jab log pehli hi mulaqat main pura interview karne lagtey hain..lol
                shukria......mujhe to interview kisi bhi mulakat me pasand nahi...chahe wo pehli ho ya akhri:khi:
                Originally posted by safia View Post
                unity aap ki choice bahut umda hey..... aap key topic tu such mein me ko bahut pasand hotey hein...... meri taraf se REPUTATION qabool karein...... :salam:

                vese agar koe me se jaldi frank ho tu burra nahi lagta .......mein adjust kar leti hoon.... :manicure:koe larki agar me se mera naam poochh ley tu mein tu phir uss ki naani daadi potti sub kay naam bhi poochh leti hoon..... :lol jo khawateen ziyada umer ki hoon unki baaton se me ko koft hoti hey.... unkay swawal me ko ajeeb lagtey hein.........:donno:

                vese bhi chup chaap loog me ko tu zahar lagtey hein..... vo larki jo ziyada khamosh tabiat yaa tanha pasand ho mein uss se mail jol mein avoid karti hoon...... suchi baat yeh hey key me ko aisay loog bakwaas aur fazool lagtey hein..... sara din yaar yeh ek jaga per akeley aur khamosh kese bethti hein me ko tu hairat hoti hey.... :donno:
                yani ap ko acha lagta he interview type cheezen
                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Wa Alaikum Aslam,

                Sub se pehlay mein poochna chahta hoon ke jin se tumhari daily salam duaa hoti he wo merd hein ya khawateen?

                Ok, let me tell you about myself.

                Mein bhi park walk ke liye jata hoon (aaj kul chuti pe hoon, will resume shortly), aur meri aadat he ke track pe guzartay huay janay anjaanay loogon ko Salam kerta hoon (in mein sirf merd hazraat he hotay hein) khawateen per mein ghoor nahi kerta aur guzar jata hoon. Isi tarah track per daily aanay walay loog bhi mujay salam kerte hein aur smile bhi dete hein aur haal akhwaal bhi poochtay hein. Aur akser door se he yeh hota he, jitni dair mein haal poochtay hein hum aik doosray ko cross ker chukay hotay hein.

                Walk/jogging ke baad hum loog bechon pe beth jatay hein, thoora relax kerte hein aur is tarah doosray akhbaab bhi saath aa ke beth jatay hein aur hello hi ho jata he.

                Meri jin loogon se salam duaa hoti he ya baat cheet hoti he wo ziada tar businessmen hein aur hum business n mutual interest ko discuss ker lete hein. Is tarah hamein achi information mil jati he jo International market ko samajnay ke liye kafi useful ho jati he. Is tarah mere kafi loogon se achay aur khush'gawaar taaluqaat bhi ban gaye hein jo park tak he mehdood hein. Ub merd khawateen wali baatein kerne se to rahay.
                achaa theek...ye to huey daily k karbari log..ager safar me sath hon log to kia un se bhi gup shup?yani ap kon hen?kia hen?kahan ja rahe hen?:khi:kiun ja rahe hen?ee sawal bhi karte hen?

                Comment


                • #23
                  Re: Kon?Kia?

                  Originally posted by Sky angel View Post
                  main awien bat ni krti:manicure:
                  n kru to acha khasa bol leny k bad yad ata hai uff mainy nam to pocha hi nai:think:
                  chalo koi ni hota hai:P
                  acha karti ho..me bhi esa hi karti hun:khi:me zeada tar logon ko life me by face yaad rakhti hun...nam na poochti hun na yad rehte hen

                  Comment


                  • #24
                    Re: Kon?Kia?

                    Originally posted by ummid View Post
                    me ki life mein bhi kaafi aise shanasa chahre hain... jin ko naam, mazhab, zaat etc etc se me nahi jaanti... train mein roz safar karte hoye... jo regular train timming hote hain us waqt, uni mein, canteen mein seniors joniors... jo kahein bhi mile muskuraate zaroor hai... walk per jao subha ya shaam mein tub ke kuch shanasa chahre we always donate smile for each other.... :wink
                    haan smile sab se acha reply he.....lambi lambi baton ki nisbat banda aik smile de dey...acha karti ho:salam:

                    Comment


                    • #25
                      Re: Kon?Kia?

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      aa lene do ub unity ko :manicure:
                      kiun dra rahe hen bachon ko mera nam le le kar:fight:

                      Comment


                      • #26
                        Re: Kon?Kia?

                        Originally posted by unity View Post
                        shukria......mujhe to interview kisi bhi mulakat me pasand nahi...chahe wo pehli ho ya akhri:khi:

                        yani ap ko acha lagta he interview type cheezen

                        achaa theek...ye to huey daily k karbari log..ager safar me sath hon log to kia un se bhi gup shup?yani ap kon hen?kia hen?kahan ja rahe hen?:khi:kiun ja rahe hen?ee sawal bhi karte hen?
                        iss tarah key aksar train key safar key doran loog pochhtey hein.... shayad issliye kay safar lamba hota hey aur loog khud ko insecure bhi feel kar raha hota hey..... agar by air safar karein tu loog kam hi saath waley se baat kartey hein..... koe newspaper parh raha hoga koe movie dekh raha hoga yaa music sun raha hoga.... bus apni dhun mein he lagay rahtey hein..... mein tu aksar so jati hoon... kyun kay jagti rahti hoon tu sawal poochay mein rah nahi paati ..... :lol
                        sigpic

                        Comment


                        • #27
                          Re: Kon?Kia?

                          main anjaan logoo say ziada free nahi hoti :lol:
                          forum pay kitnay members hain jin ko 5 saal say yaha deekhti chali a rahi houn ...majority kay main naam bhi nahi janti .kabhi unhay pm nahi kia kay hoo koon tum :lol ..yeh aisay hi mujhay achay lagtay hian jesay hian
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment


                          • #28
                            Re: Kon?Kia?

                            Originally posted by unity View Post
                            shukria......mujhe to interview kisi bhi mulakat me pasand nahi...chahe wo pehli ho ya akhri:khi:

                            yani ap ko acha lagta he interview type cheezen

                            achaa theek...ye to huey daily k karbari log..ager safar me sath hon log to kia un se bhi gup shup?yani ap kon hen?kia hen?kahan ja rahe hen?:khi:kiun ja rahe hen?ee sawal bhi karte hen?
                            Dekho yeh koi particularly interview nahi hota, yeh aik doosray mein interest hota he. Ager aap kisi se khush'dilli se baat kerte ho to is ka matlab he ke aap us banday ko ehmiyat de rahay ho aur us ka regard ker rahay ho. Aur mera khyaal he ke aap kisi ko bhi izat / regard do gay to wo aap ki company mein acha feel karay ga.

                            Hawai safar ke dooran mein akser apnay saath waalon ko acha doost bana lete hoon. Aisa nahi ke mein willingly aisa kerta hoon, aisa ho jata he. Shayad meri nature ka is mein bohat bara amal dakhal he. Last time plan crew ka engineer mere saath beth aur us se meri itni achi doosti ho gai, aur wo 1 din se jaag raha tha, mein ne kaha ke neend puri ker le to kehta he ke nahi aap se baatein kerne mein maza aa raha he. So is tarah ke comments achay lagtay hein.

                            Aik baar Bangkok se wapsi flight pe jahaz ka crew mera acha doost ban gaya, wahan aik larai ho gai aur mein ne us maslay ko suljaya. Aur mein ne feedback ke toor pe 2 pages ke comments likh diye aur crew ko confidence dia ke ager koi aap pe case hota he to mein aap ke haq mein gawahi doon ga. So is dooran mujay air hostess ne flower gift kiye. Aur kafi VVIP service di, off board hotay huay sabi crew ne khush ho ke mujay alwidah kaha, so aisay mookay aap ke safar ko pleasant banatay hein.

                            Khair chonke mein thoora ghusay wala bhi hoon to chand aik baar mein ne khud bhi larai ki yeh aur kahani he :lol

                            Aur rahi interview wali baat, to aisa nahi hota. Especially Men different kism ki cheezein discuss kerte hein aur mera khyaal he ke kaaroobari loog to sirf business ko he discuss kerte hein. Aur phir discussion ke dooran ager koi samjay to apna proper introduction kerwa bhi deta he. So it's all casual. Mein ne kabi nahi soocha ke koi mera interview ker raha he aur na mein ne kabi aisay baat ki ke mujay laga ho ke mein kisi ka interview le raha hoon.
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #29
                              Re: Kon?Kia?

                              Originally posted by unity View Post
                              kiun dra rahe hen bachon ko mera nam le le kar:fight:
                              Mein to tumhein dhamki de raha tha :shyy:
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #30
                                Re: Kon?Kia?

                                Originally posted by Aanchal View Post
                                main anjaan logoo say ziada free nahi hoti :lol:
                                forum pay kitnay members hain jin ko 5 saal say yaha deekhti chali a rahi houn ...majority kay main naam bhi nahi janti .kabhi unhay pm nahi kia kay hoo koon tum :lol ..yeh aisay hi mujhay achay lagtay hian jesay hian
                                Na tum kisi ko poochti ho aur na tumhein koi poochta he, to is mein khush honay wali kia baat he :lol
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X