Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Police

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Police

    Aslamoalikum:hii:
    aj kal ap ne dekha ho ga media me Police tashadud ka bara charcha he372-scareap is bare me kia kehte hen.akher police esa kiun karti he,kia maar dhar k ilawa or koi tareeka nahi hota or Islam is bare me kia hukam deta he k kese investigation ki jaey?:think:

  • #2
    Re: Police

    Originally posted by unity View Post

    Wa Alaikum Aslam,

    Police tashadud ki footage meri nazron se bhi guzri jis mein chinyot ka incident bohat highlight hua. Us mein aik purani footage jo ke youtube se li gai thi, jis mein civil aur police wardi mein malboos un larkon ka sar-e-aam chitrool ker rahay hein, yeh incident Wazirabad ka tha.

    Rana Sanaullah (wafaki wazir-e-kanoon) aur deputy commissioner ne un ke khilaaf action lene ki yakeen dahani kerwai. Media ne zabardast tareekay se action lia aur ub aisa lagta hua mehsoos ho raha he ke awam'un'naas ke haq mein adalati nazam aur police se behtar un ke haq mein Media fight kerta hua dikhai deta he. Yeh to cheeda cheeda akhwaal tha un incidents ka aur un per reaction ka.

    Mera yeh manana he ke aisay police walon ka bhi sar-e-aam chitrool hona chahiye "tit for tat" ke asool ke tehat. Police authority nahi he jo mulzmaan per tashadud karay, even wo mujram he kyoon na hoon. Adalati nazam kis liye he ager police ne he sub kuch decide kerna he.

    Jin loogon per chitrool hota he un ke gurday, masanay aur taangon ke pathay kai baar saari zindagi ke liye mutasir ho jatay hein. In loogon ki compensation ke liye govt. ya hamara adalti nazam kia kerta he? kuch nahi.

    Hamari police mein bohat ziada reforms kerne ki zaroorat he. Police mein perhay likhay aur professionally trained loogon ki recruitment honi chahiye. Jo apnay ohday, mansab aur faraiz ko pehchan sakein. Jinhein kanoon haath mein lene per us ke baad consequences se achi tarah awareness ho. Jo waqee Insaan kehlanay ke haqdaar hoon.

    Yahan pe aik baat aur mention kerna chahoon ga ke Pakistan mein police raaj se nimatnay ke liye bhi aik adara kaim kia jana chahiye jahan per victims police ke khilaaf apni complaint kerwa sakein. Police jub jub dil chahay bina warrant ke kisi ke ghar dakhal ho ke kisi ko utha ke le aati he. Aur hamara adalati nazam us waqt zalaalati nazam lagnay lagta he.
    :thmbup:

    Comment

    • #3
      Re: Police

      Originally posted by munda_sialkoty View Post

      jese movies me jurm ki investigation hoti he or mujrim tak pohnchte hen ese kiun nahi karte hamare police wale?seedha seedha mar mar k hasher kar dete hen bande ka,jo jurm na bhi kia ho wo bhi maan jate hen log:garmi:

      Comment

      • #4
        Re: Police

        Originally posted by unity View Post
        jese movies me jurm ki investigation hoti he or mujrim tak pohnchte hen ese kiun nahi karte hamare police wale?seedha seedha mar mar k hasher kar dete hen bande ka,jo jurm na bhi kia ho wo bhi maan jate hen log:garmi:
        Yahan pe police walon ke mootay pait hotay hein aur wo goosht bohat ziada khatay hein. Un ke dimaag mein bhi charbi aa jati he, is liye wo mulzam se tafteesh ki bajaye direct post martam kerne ko tarjeeh dete hein
        :thmbup:

        Comment

        • #5
          Re: Police

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Yahan pe police walon ke mootay pait hotay hein aur wo goosht bohat ziada khatay hein. Un ke dimaag mein bhi charbi aa jati he, is liye wo mulzam se tafteesh ki bajaye direct post martam kerne ko tarjeeh dete hein
          Allah sab ko police k shar se bchaey:dua

          Comment

          • #6
            Re: Police

            bohot saarey din sey mey ney koi TV nahi dekha hai :-(
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment

            • #7
              Re: Police

              Originally posted by unity View Post
              Allah sab ko police k shar se bchaey:dua
              aameen
              :thmbup:

              Comment

              • #8
                Re: Police

                372-scare

                Comment

                • #9
                  Re: Police

                  main TV nahi dekhta balky mery ghar main TV hy hee nahi

                  Comment

                  • #10
                    Re: Police

                    Originally posted by Khalil View Post

                    Radio mein dekh lia kar :ys:
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #11
                      Re: Police

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Radio mein dekh lia kar :ys:
                      wo b nahi hay mery lal

                      Comment

                      • #12
                        Re: Police

                        Originally posted by Khalil View Post
                        wo b nahi hay mery lal
                        Chal Allah behtar karay ga :tasali:
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Police

                          kab?

                          Comment

                          • #14
                            Re: Police

                            tub........

                            jub........
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #15
                              Re: Police

                              Originally posted by unity View Post
                              Aslamoalikum:hii:
                              aj kal ap ne dekha ho ga media me Police tashadud ka bara charcha he372-scareap is bare me kia kehte hen.akher police esa kiun karti he,kia maar dhar k ilawa or koi tareeka nahi hota or Islam is bare me kia hukam deta he k kese investigation ki jaey?:think:
                              yeh siyasi tashudad hey....... kyun kay kuchh siyasi loog police per pressure rakhte hein kay flan ko pakro flain ko choro......

                              albata police ka role bhi hamarey haan kuchh mashkook bhi hey..... in police walon ki wajah se jaraim mein bhi ezafa ho raha hey..... aur police khanay key chakkar mein ghareeb loogon ko arrest karti hey aur vo ghareeb phir mujarm bhi ban jate hein.....

                              barhaal police ka tashudad roz baroz barhta jaa raha hey.........
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X