Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

**woh saat lafz.....!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: **woh saat lafz.....!

    walaikum salam

    first word: Allah aur baqi six words ka filhaal nhi maloom :-$
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #17
      Re: **woh saat lafz.....!

      Wa salaam beti...

      Baat to sochney wali hai......
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #18
        Re: **woh saat lafz.....!

        wo saat lafz batye jaian
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment


        • #19
          Re: **woh saat lafz.....!

          Originally posted by Z. View Post
          walaikum salam

          first word: Allah aur baqi six words ka filhaal nhi maloom :-$
          Khalil Gibraan ne jo saat alfaz ka ziker kiya hai woh hai:
          • Main
          • Tum
          • Isaar
          • Allah
          • Muhabbat
          • Husn
          • Zameen
          :rose

          Comment


          • #20
            Re: **woh saat lafz.....!

            Walaikum Assalaam Ummid

            Jee ALHAMDULLIALH bilkul khairiay say hoon aur aap ki bhi khariyat ALLAH SWT say naik matloob hoon.

            2nd November 2009 ko HALA nay KUMARA PEGHAM waalay section main aik thread "Kainaat ki tareef" kay naam say lagayi thi aur uss per yehi khalil Jibran ka quote paish kia tha woh iss link per paRhi jaa sakti hay

            http://www.pegham.com/hamara-pegham/62352-kainat-ki-tareef.html#post1178839

            uss waqt mera jawab yeh tha jo main nay 6th November 2009 ko dia :)

            QUOTE

            Walaikum Assalaam WR WB

            Bohat hi achi sharing ki hay HALA jee aap nay kamazakam aisi tehreer paRh kar bohat kuch seekhnay ka mouqa milta hay...

            Mujhay inn ki baat say ikhtilaaf hay.... yeh shayed apni hi KAINAAT ki baat kar rahi hain woh jo do pyar karnay waalay mil kar baanatay hain.... warna agar main na bhi hoon tou KHUDHA/ALLAH SWT ki moujoougi Ma'naway hasiyat rakhti hay, woh abad say hay aur azal tak rahi gi!

            Wiasay meri nazar main or as I see it, Kianaat ko saath lafzoon main yoon bayan hona chayeh

            1. ALLAH SWT
            2. Nabi-e-Karim SAW
            3. Quran-e-Pak
            4. Ahdith-e-Nabi SAW
            5. Jannat aur Dozakh ka tasawuur
            6. ALLAH SWT kay farishtay
            7. Zindagi ka wajood aur dili eshsaas, jis main Mohabbat, amn, waghaira sab shamil hain.

            May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

            UNQUOTE

            Fi amaan ALLAH
            Last edited by thefire1; 6 March 2010, 14:28.
            sigpic

            Comment


            • #21
              Re: **woh saat lafz.....!

              Originally posted by ummid View Post
              Asalamaalaikum
              waalikum asslam


              Originally posted by ummid View Post
              Khalil Gibraan ne jo saat alfaz ka ziker kiya hai woh hai:
              • Main
              • Tum
              • Isaar
              • Allah
              • Muhabbat
              • Husn
              • Zameen
              :rose
              me ne jahan yeh lafz parrhay , wahan zor ''mein'' aur ''tum'' pe thaa
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment


              • #22
                Re: **woh saat lafz.....!

                Originally posted by ummid View Post
                Khalil Gibraan ne jo saat alfaz ka ziker kiya hai woh hai:
                • Main
                • Tum
                • Isaar
                • Allah
                • Muhabbat
                • Husn
                • Zameen

                :rose
                Is se acha answer to Xai ne de dia.
                :thmbup:

                Comment


                • #23
                  Re: **woh saat lafz.....!

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Is se acha answer to Xai ne de dia.
                  xai k jawab main khalil jibran k jawab main koi khas farq naee tha :garmi:
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment


                  • #24
                    Re: **woh saat lafz.....!

                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    xai k jawab main khalil jibran k jawab main koi khas farq naee tha :garmi:
                    waise mujay yeh topic fazool sa laga (ummid se maazrat ke saath)
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #25
                      Re: **woh saat lafz.....!

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      waise mujay yeh topic fazool sa laga (ummid se maazrat ke saath)
                      no need for maazrat....you should never apologize for saying what you feel.... It's like apologizing for being real... :thmbup:

                      Comment


                      • #26
                        Re: **woh saat lafz.....!

                        Originally posted by ummid View Post
                        no need for maazrat....you should never apologize for saying what you feel.... It's like apologizing for being real... :thmbup:
                        you are bad though a good girl :ys:
                        :thmbup:

                        Comment

                        Working...
                        X