Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

apna apna desktop dikhain

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: apna apna desktop dikhain

    Originally posted by Nadia khan View Post
    Walikum Assalam
    ye mera desktop
    :thmbup:
    :thmbup:

    Comment

    • Re: apna apna desktop dikhain

      Originally posted by safia View Post
      vo bhi piyaaz kay saath.....:dance5:
      bablu pyaz nahi khata, sirf ganday khata he :hairdrayer:
      :thmbup:

      Comment

      • Re: apna apna desktop dikhain

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        :thmbup:
        thanks :rose

        Comment

        • Re: apna apna desktop dikhain

          Originally posted by Nadia khan View Post
          new esliye hai bcz es ki window 7 hai aur old cam es par work nahi karti 2 week hohi hai shop par new hai hai ye cam window7 keliye main tu kab ka waite kar rahi thi :lol
          meray pass 1.7 ghz processor aur 80 gb hard disk ka ek HP ka laptop hey... agar mein windows 7 install karon tu hojai gi?? mujhe bhi windows 7 seekhni hey...... :shyy:
          sigpic

          Comment

          • Re: apna apna desktop dikhain

            Originally posted by safia View Post
            meray pass 1.7 ghz processor aur 80 gb hard disk ka ek HP ka laptop hey... agar mein windows 7 install karon tu hojai gi?? mujhe bhi windows 7 seekhni hey...... :shyy:
            Kisi ka moun laal dekh ker apnay aap ko chapairein maarnay ka hameesha nuksaan hota he. Jo windows use ker rahi ho usay use kerti raho jub tak k wo tumharay liye problem create na karay, huh. :hairdrayer:
            :thmbup:

            Comment

            • Re: apna apna desktop dikhain

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Kisi ka moun laal dekh ker apnay aap ko chapairein maarnay ka hameesha nuksaan hota he. Jo windows use ker rahi ho usay use kerti raho jub tak k wo tumharay liye problem create na karay, huh. :hairdrayer:
              change bahut zaroori hoti hey..... yeh change insaan kay under kuchh aur khushiyan laati hein....
              aap se meinay do baatein poochni hein
              1) windows 7 install hogi yaa nahi??

              2) mujhe yeh batain jab se aap isss forum per aaein hain kitni baar aap nay apna avatar change kiya hoga?? kitni baar aap ney apni signature change ki hogi?? kitni baar apna passward iss forum per change kiya hoga?? aap apnay room mein ek saal key under kia aap ney change ki hein?? vo kon si cheezein hein? sacha batana.....

              aamir mujhe nahi lagta aap nay kabhi apna password yaa nick change karnay ki zahamat ki hogi...... :donno:
              sigpic

              Comment

              • Re: apna apna desktop dikhain

                Originally posted by safia View Post
                meray pass 1.7 ghz processor aur 80 gb hard disk ka ek HP ka laptop hey... agar mein windows 7 install karon tu hojai gi?? mujhe bhi windows 7 seekhni hey...... :shyy:
                are dear pele mare pc ki window vista thi us ki hard drive damage hogi tu meri friend ke husband ne new hard drive dal di free main :lol

                Comment

                • Re: apna apna desktop dikhain

                  Originally posted by Nadia khan View Post
                  are dear pele mare pc ki window vista thi us ki hard drive damage hogi tu meri friend ke husband ne new hard drive dal di free main :lol
                  mujhe yeh batain windows install hogi ya nahi......... jo meinay arz ki thi uss ka jawab tu milta nahi.....
                  sigpic

                  Comment

                  • Re: apna apna desktop dikhain

                    Originally posted by safia View Post
                    change bahut zaroori hoti hey..... yeh change insaan kay under kuchh aur khushiyan laati hein....
                    aap se meinay do baatein poochni hein
                    1) windows 7 install hogi yaa nahi??
                    Ager aap ki Ram 1GB ya above he to baki system requirement theek he aap ki, ho jaye gi.

                    Originally posted by safia View Post
                    2) mujhe yeh batain jab se aap isss forum per aaein hain kitni baar aap nay apna avatar change kiya hoga?? kitni baar aap ney apni signature change ki hogi?? kitni baar apna passward iss forum per change kiya hoga?? aap apnay room mein ek saal key under kia aap ney change ki hein?? vo kon si cheezein hein? sacha batana.....

                    aamir mujhe nahi lagta aap nay kabhi apna password yaa nick change karnay ki zahamat ki hogi...... :donno:

                    Dekhein mein "change for change" ke formulay per kaam nahi kerta. Koi cheez ager meri requirement puri ker rahi he aur khush asloobi se puri ker rahi he mein us mein ziada chair chaar nahi kerta. Aap ne sahi kaha, mein ne kabi apna avatar change nahi kia, aur na he kabi password change kia he. Kyoon ke mujay is ki zaroorat mehsoos nahi hui. Siggy, once upon a blue moon change ker lia to ker lia.

                    Kuch cheezon mein change lana ziada zaroori aur ziada effective nahi hota. Mein hameesha "output" dekhta hoon change ka. Ager koi change mujay better output deti he to mein us change ko imperative samajta hoon aur us change ko welcome kerta hoon.

                    Aap ko mein ne is liye kaha ke aap ne windows install ki hui he aur wo acha kaam ker rahi he. Maybe ager aap windows 7 install ker leti hein aur kuch aisay problem aa jatay hein jo pehlay aap ne experience nahi kiye ya software incompetability aa jati he to kia karein gi aap? Apna decision reverse karein gi ya phir aap kafi mehnat ker ke competible software install karein gi.

                    Mein ne Registered windows khareedi he. Windows 7 ko try zaroor karon ga aur wo bhi pay ker ke registered windows khareed ke. Lekin sirf tub he jub meri yeh windows expire ho jaye gi ya mere kaam ki nahi rahay gi.
                    :thmbup:

                    Comment

                    • Re: apna apna desktop dikhain

                      Originally posted by safia View Post
                      mujhe yeh batain windows install hogi ya nahi......... jo meinay arz ki thi uss ka jawab tu milta nahi.....
                      consult the following linke for your better understanding.

                      Windows 7 system requirements - Microsoft Windows

                        sub se pehlay link send karnay ka shukriya....... :salam: aur mein zaroor parhon gi.....

                        aap ki baat theek hey jo cheezein acha output nahi deti unko change karna ki zaroorat nahi hoti....

                        lakin choti choti cheezein jo aap key irad gird hein unko change karnay se vo aap ko zaroor peace aur sakoon aur khushi provide karein gi.....
                        sigpic

                        Comment

                        • Re: apna apna desktop dikhain

                          Originally posted by safia View Post
                          sub se pehlay link send karnay ka shukriya....... :salam: aur mein zaroor parhon gi.....

                          aap ki baat theek hey jo cheezein acha output nahi deti unko change karna ki zaroorat nahi hoti....

                          lakin choti choti cheezein jo aap key irad gird hein unko change karnay se vo aap ko zaroor peace aur sakoon aur khushi provide karein gi.....
                          "nahi" ko remover ker dein shayad mistake se likh dia aap ne.

                          Sahi kaha choti choti cheezein change kerna acha he. Lekin baaz loog bohat ujlat mein rehtay hein her waqt wo hameesha change ke peechay baagtay nazar aatay hein, us change ka faida unhein ho na ho wo lagay rehtay hein, mein aisi bina faiday wali change ko appreciate nahi kerta.

                          kuch changes zaroori hoti hein. Jese waqt ke saath saath aap change nahi hoon ge to aap mature nahi kehlaein ge. Apnay kaarobaar mein change ya behtari ka nahi soochein ge to progress nahi ho gi. To aisi positive changes per zoor dena ziada behtar he bajaye ke hum apnay bedroom mein bed ko her 10 din baad us ki jagah badal dein, ya wall clock aik jagah se utaar ker doosri jagah laga dein, ya her 3 month baad koi new paint kerwa lein etc. In kaamo mein time ziah hota he :bwink:
                          :thmbup:

                          Comment

                          • Re: apna apna desktop dikhain

                            Originally posted by safia View Post
                            mujhe yeh batain windows install hogi ya nahi......... jo meinay arz ki thi uss ka jawab tu milta nahi.....
                            hahy tum kiya kar rahi ho apne baloon ko 372-haha

                            Comment

                            • Re: apna apna desktop dikhain

                              ye wala link bi chack karo dear
                              masood ji ne window7 ke bare main bataya tha
                              http://www.pegham.com/pegham-pc-cour...step-step.html

                              Comment

                              • Re: apna apna desktop dikhain

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                "nahi" ko remover ker dein shayad mistake se likh dia aap ne.

                                Sahi kaha choti choti cheezein change kerna acha he. Lekin baaz loog bohat ujlat mein rehtay hein her waqt wo hameesha change ke peechay baagtay nazar aatay hein, us change ka faida unhein ho na ho wo lagay rehtay hein, mein aisi bina faiday wali change ko appreciate nahi kerta.

                                kuch changes zaroori hoti hein. Jese waqt ke saath saath aap change nahi hoon ge to aap mature nahi kehlaein ge. Apnay kaarobaar mein change ya behtari ka nahi soochein ge to progress nahi ho gi. To aisi positive changes per zoor dena ziada behtar he bajaye ke hum apnay bedroom mein bed ko her 10 din baad us ki jagah badal dein, ya wall clock aik jagah se utaar ker doosri jagah laga dein, ya her 3 month baad koi new paint kerwa lein etc. In kaamo mein time ziah hota he :bwink:
                                aap ki baaton se lagta hey ka aurat aur mard ki choices kuchh different hein... aurat choti choti life mein change laa kar khush hoti rahti hein.... jabkay mard bari change ki talash mein hotey hein..... jo unki life mein mein choti khushiyan koe importance nahi rakhti..... aap ka khoobsurat point of view hey....... :rose
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X