Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

face reading

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • face reading

    Assalam o alaikum

    jab aap kisi shaks se pehli baar miltey hain uss ki face reading sahi kar lete ho? matlab kay ye kis type ka banda hey? shakal dekh kar uss ki achi yaa burri habbits samjh lena?
    sigpic

  • #2
    Re: face reading

    ji kar leti ho

    Comment


    • #3
      Re: face reading

      Walaikum Assalaam

      Meray hisaab say pehli mulaaaqat main srif face say kisi ki achayi ya burayi pata kar laina impossible hay haan chehrat per muskurahat uss kay husn-e-ikhlaaq ki numaindigi karti hay aur aik muskuraatay huway shakhs say mil kar dil bohat mutmayeen hota hay. Baaqi uss kay ilawa insaan ka huliya, uss ki baat karnay ka saleeqa aur usski nazrain uski tarbiyat ki nishandayi karti hain, jiss say bhi andaaza lagaya jaa sakta hay kay yeh tarbiyat yaafta hay!

      ISHFAQ AHMED nay apni aik kitaab main likha tha kay aik shaksh highly qualified (Masters in Business and management) unsay milnay aaya aur shikayat karnay laga kay mera business kuch thik nahin chal raha hay kia waja hosakti hay, Ashfaq sahab nay usay kaha kay tum main aik cheese ki kami hay, uss nay apna hulya dekha, aur sochay nay laga kay mera haath main rolex watch hay, behtreen suit, shoes pehnay hain, I am very attractive personlity, taleem main nay USA say haasil ki hay, mujh main kia kami hay.... ASHFAQ sahab nay uss say kaha kay pichlay 30 minute main tum nay mujh say baat ki hay aur main nay tumhain aik baar bhi muskuraata nahin dekha!!!!

      Insaan kay cheray ki muskurahat na srif uski shakhsiyat main aik nikhaar lay aati hay balkay apnay say milnay waalon ko aik acha ta'asur bhi day jaati hay :) meri jawab waisay yahan ir-relavant tha, magar jab baat FACE ki chali tou main nay face say muta'aliq iss baat ka zikar kardiya.... Kehtay hain na kay jab dil ka zikar ho tou dilruba ka zikar zaroori hay usi tarah Face ka zikar ho tou muskurahat ka aana aik lazmi fayl hay :)


      khush rahyeh :)

      Fi amaan ALLAH


      PS: Apni post ki ba'imainay tawalat kay liye paishgi maazrat :)
      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: face reading

        Wa Alaikum Aslam,

        Chehra shakhsiyat ka aaina hota he aur yeh aik he jhalak mein kafi kuch bata deta he. Lekin jo chehray ko ziada acha read ker lein wo ziada mahir loog hotay hein.

        Mujay bhi lagta he ke mein face study achi ker leta hoon.
        :thmbup:

        Comment


        • #5
          Re: face reading

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Wa Alaikum Aslam,

          Chehra shakhsiyat ka aaina hota he aur yeh aik he jhalak mein kafi kuch bata deta he. Lekin jo chehray ko ziada acha read ker lein wo ziada mahir loog hotay hein.

          Mujay bhi lagta he ke mein face study achi ker leta hoon.
          kabhi ayneh ke samne khare reh ker khud ko bhi face reading karna

          Comment


          • #6
            Re: face reading

            Originally posted by ummid View Post
            kabhi ayneh ke samne khare reh ker khud ko bhi face reading karna
            Me ko kia zaroorat he, me to apnay aap ko buchpan se achi tarah jaanta hoon
            :thmbup:

            Comment


            • #7
              Re: face reading

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Me ko kia zaroorat he, me to apnay aap ko buchpan se achi tarah jaanta hoon
              kabhi try zaroor kijyega...

              Comment


              • #8
                Re: face reading

                Originally posted by ummid View Post
                kabhi try zaroor kijyega...
                Kaha na apnay aap ko to rooz dekhta hoon. Aap ko jis din dekha to aap ke face ki reading note ker ke, aglay maheenay





















                aap ko bijli ka bill baij doon ga
                :thmbup:

                Comment


                • #9
                  Re: face reading

                  Allah ka Shukar hai i m very Capable of this

                  Comment


                  • #10
                    Re: face reading

                    naaaaaaaaaa jb tak banda mu khol kr kuch bol a dy372-shed

                    Comment


                    • #11
                      Re: face reading

                      و عليكم السلام ورحمة الله

                      merey barey main aksar log yahii kehtey hain...k main agar kisi ko pehli baar daikh kar keh doon k yeh bunda aisa hai tu wo 100% waisa hii hota hai...

                      laikin wo sirf meri sixth sense hoti hai...waisey aamkhein kisi ki bhi hoon main parrh letii hoon...har word ki sahee spellings k saath...
                      .......................!!!!!

                      Comment


                      • #12
                        Re: face reading

                        Originally posted by safia View Post
                        assalam o alaikum

                        jab aap kisi shaks se pehli baar miltey hain uss ki face reading sahi kar lete ho? matlab kay ye kis type ka banda hey? Shakal dekh kar uss ki achi yaa burri habbits samjh lena?
                        • فیس ریڈنگ سے کسی بھی انسان کے فقط جز وقتی احوال کو ہی محسوس کیا جاسکتا ہے جبکہ کسی بھی انسان کی عادات کا کوئی تعلق اس کی فیس ریڈنگ سے نہیں ہوا کرتا کیونکہ انسانی عادات کا منبع انسان کے بعض فطری باطنی خصائص ہوتے ہیں جبکہ ان عادات کا ظہور ظاہری اعمال سے ہوا کرتا ہے ۔ ۔ ۔
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment


                        • #13
                          Re: face reading

                          Originally posted by safia View Post
                          Assalam o alaikum

                          jab aap kisi shaks se pehli baar miltey hain uss ki face reading sahi kar lete ho? matlab kay ye kis type ka banda hey? shakal dekh kar uss ki achi yaa burri habbits samjh lena?
                          Walekum Salam:hii:

                          kuch kuch andaza ho sakta he lekin bikul theek se andaza nahi lagya ja sakta

                          Comment


                          • #14
                            Re: face reading

                            Originally posted by safia View Post
                            Assalam o alaikum

                            jab aap kisi shaks se pehli baar miltey hain uss ki face reading sahi kar lete ho? matlab kay ye kis type ka banda hey? shakal dekh kar uss ki achi yaa burri habbits samjh lena?
                            Wa allaikum salaam

                            Sirf face hi nahin balkeh uskey hathon key hilney sey bhi bohat kuchh seekha jaa sakta hai aur yeh insaan ki nisbat bohat kuchh btati hain....
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #15
                              Re: face reading

                              kabhi logoun pay itna ghoor hi nahi kia ...
                              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                              Comment

                              Working...
                              X