Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Lamha-e-Fikriyah: Apna Ehtisab Kartey Hain :)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Lamha-e-Fikriyah: Apna Ehtisab Kartey Hain :)

    jazakAllahu khaer
    Tum Agar Bhool bhi jaao tu Ye Haq hay Tumko
    Meri Baat Or hay Mainay Tu Muhubbat ki hay ... !

    Comment

    • #17
      Re: Lamha-e-Fikriyah: Apna Ehtisab Kartey Hain :)

      Originally posted by La'hasil View Post
      Jee main nay AMAR Kaha hai AAMIR nahin hunh
      sadkay jaoon tumharay hunh pe :khi:
      :thmbup:

      Comment

      • #18
        Re: Lamha-e-Fikriyah: Apna Ehtisab Kartey Hain :)

        Originally posted by Masood View Post
        la hol wala quwata - bhaii jaan main ney yeh nahin kaha keh main ney sahih kaha hai keh ghalt, balkeh yeh kaha hai keh aaiyey ham SAB APNA ehtisaab kartey hain!!!!
        :rose
        kisi say suna tha....
        Insan apni IBADAAT say nahin apnay MAMLAAT say pehchana jata hai ......

        baishter loag batain tu zuror kar laitay hain ... lakin apni halat badalnay walay shaaz hi nazar atey hain ......
        For New Designers
        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

        Comment

        • #19
          Re: Lamha-e-Fikriyah: Apna Ehtisab Kartey Hain :)

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          sadkay jaoon tumharay hunh pe :khi:
          Ithni Bakwas baat par Aap hi SaDqey ja Sakhtey ho :wink
          Zindagi Thak Gaye ..!!

          Comment

          • #20
            Re: Lamha-e-Fikriyah: Apna Ehtisab Kartey Hain :)

            Originally posted by La'hasil View Post
            Ithni Bakwas baat par Aap hi SaDqey ja Sakhtey ho :wink
            Mein koon sa suchi muchi jaata hoon :shyy:
            :thmbup:

            Comment

            • #21
              Re: Lamha-e-Fikriyah: Apna Ehtisab Kartey Hain :)

              Originally posted by Masood View Post
              la hol wala quwata - bhaii jaan main ney yeh nahin kaha keh main ney sahih kaha hai keh ghalt, balkeh yeh kaha hai keh aaiyey ham SAB APNA ehtisaab kartey hain!!!!
              Sabb sayy pehhllay aap masood Bhai apnaa aihtassab karrain.....

              aap joo har waqtt tanzzz karrttay rehhttay hainn,,.....

              iss say 2nd person kay dill parr kiaa guzarrtii haii uss kaa bhii soochainnnnnnn
              "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

              Comment

              • #22
                Re: Lamha-e-Fikriyah: Apna Ehtisab Kartey Hain :)

                Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                Sabb sayy pehhllay aap masood Bhai apnaa aihtassab karrain.....

                aap joo har waqtt tanzzz karrttay rehhttay hainn,,.....

                iss say 2nd person kay dill parr kiaa guzarrtii haii uss kaa bhii soochainnnnnnn
                Janab-e-Aali main ney janab ki shaan main aisi kaun si gustakhi kar di hai? Kya tanz ki hai main ney aap ki zaat per? Zara btaein gey?
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • #23
                  Re: Lamha-e-Fikriyah: Apna Ehtisab Kartey Hain :)

                  Apna ehtisaab karna itna mushkil bhi nahin keh ham issey mushkil samajh bethen......

                  Ham log aksar batein kartey kahin sey kahin nikal jatey hain, agar ham kisi ki peeth peechhey kisi ki baat karein, to yeh soch to hamarey ander pedah hoti hai keh agar YEHI baat ham uskey ru'baru kahein to ussey kitni takleef ho gi, bas wohi per ham ruk jaein, yehi to apna ehtisaab hota hai.

                  Magar jo ghalti ham log aksar kartey hain, woh yeh keh ham baat kartey waqt sochtey nahin. Sirf chand lamhon ki soch hi hamein self accountability mein ley jati hai...

                  • #24

                    aap ney achi baat ki hey...... ham agar apna ehtisaab karein tu possible hey.... agar ham jhoot bolna, gila gheebat aur iss tarah ki fazool exercise mein kami laa kar ham apni self accountablity karsaktey hein......:thmbup:
                    Last edited by safia; 6 March 2010, 06:28.
                    sigpic

                    Comment

                    • #25
                      Re: Lamha-e-Fikriyah: Apna Ehtisab Kartey Hain :)

                      Originally posted by Masood View Post
                      Apna ehtisaab karna itna mushkil bhi nahin keh ham issey mushkil samajh bethen......

                      Ham log aksar batein kartey kahin sey kahin nikal jatey hain, agar ham kisi ki peeth peechhey kisi ki baat karein, to yeh soch to hamarey ander pedah hoti hai keh agar YEHI baat ham uskey ru'baru kahein to ussey kitni takleef ho gi, bas wohi per ham ruk jaein, yehi to apna ehtisaab hota hai.

                      Magar jo ghalti ham log aksar kartey hain, woh yeh keh ham baat kartey waqt sochtey nahin. Sirf chand lamhon ki soch hi hamein self accountability mein ley jati hai...

                      loag tu samnay bhi woh sab bolnay ki himmat rakhtay hain jo aglay banday ko takleef pohnchaye ... kabhi woh jo us mein burai ho aur kabhi woh jo us kay farishtoon ko bhi na pata ho...
                      For New Designers
                      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                      Comment

                      • #26

                        • #27
                          Re: Lamha-e-Fikriyah: Apna Ehtisab Kartey Hain :)

                          Originally posted by *Rida* View Post
                          loag tu samnay bhi woh sab bolnay ki himmat rakhtay hain jo aglay banday ko takleef pohnchaye ... kabhi woh jo us mein burai ho aur kabhi woh jo us kay farishtoon ko bhi na pata ho...
                          jo shaks maun per kahey vo tu achi baat hoti hey na...... karwi zaroor lagti hey lakin uss se tu acha hota hey ki peeth peechhey baat karta hey.... iss se apni safai dena ka moqa tu mil jata hey.......

                          sigpic

                          Comment

                          Working...
                          X