Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Allah Aur Allah Key Rasool SAW Sey Muhabbat Aur Insaano Sey........

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Allah Aur Allah Key Rasool SAW Sey Muhabbat Aur Insaano Sey........

    Assalamo allaikum

    Aap sab ko Eid Milad-ul-Nabi SAW mubarik ho...
    .................................................. ......................

    Note: Is thread mein post karney sey pehley baat ki noiyyat ko samajh lijiyey ga, phir apni filasofi jharriyey ga, warna khamoshi behtar hai :)
    .................................................. .......................
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Allah Aur Allah Key Rasool SAW Sey Muhabbat Aur Insaano Sey........

    Originally posted by Masood View Post

    aap ney jo mauzu chunna hey vo baht hee umda aur khoobsurat hey lakin masood G meray pass nakas elam hey issliye mein apna izhar karnay se kaasir hoon........... lakin aur jo iss subject per uboor rakhte hein un ki baatein zaroor parhein gey.....:rose
    sigpic

    Comment

    • #3
      Re: Allah Aur Allah Key Rasool SAW Sey Muhabbat Aur Insaano Sey........

      Walaiakum Assalaam Masood Bhai

      Meri jaanib say bhi aap ko aur tamam Ummat-e-Mohammadia SAW ko yeh purnoor dinn bohat bohat MUBARAK ho.

      Humaray deen ISLAM yaani AMN (Peace) nay humain insaniyat kay saath acha sulooq karnay ki talqeen ki hay aur yehi barha Quran-O-Ahdidth ki roshni main wazhay kia gaya hay kay HUQOOQ-UL-IBAAD ko nibhana hum sab kay liye kitna zaroori hay.... Bachpan say humaray zehnoon main yeh baat bitha dee gayi thi kay "Kisi ka dil toRna, Khana-e-ka'aba ko toRnay say bhi baRa jurm hay", "Allah SWT apnay huqooq ki adayegi na karnay per mua'afi day saktay hain, magar huqooq-ul-ibaad na nibhanay per uss waqt tak mua'af nahin karain gain, jab tak woh banda khudh naa mua'af karday"!!

      magar bachpan ki yeh intihayee behtreen taleem hum sab bhula chukay hain, waqayi humaray dil main jabtak ALLAH kay bandoon aur Nabi-e-Karim SAW ki ummatiyon kay liye mohabbat nahin hogi tou humari namazain kab Qubooliyat ka sharf haasil hoga!!!

      Yehi dua hay kay jiss tarah hum namaz main SIRAT-E-MUSTAQEEM ki dua kartay hain, ALLAH SWT wohi humain ata farmayay aur humaray diloon main ALLAH kay bandoo kay liye Mohabbat ata farma kiyonki humaray Nabi-e-Karim SAW nay humain yehi taleem dii hay aur apnay ummatiyon kay liye khudh aik takleef day zindagi basar ki hay agar woh chahtay tou sultanoon kay jawahraat unkay qadmoon talay hotay!

      May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

      Fi amaan ALLAH
      sigpic

      Comment

      • #4
        Re: Allah Aur Allah Key Rasool SAW Sey Muhabbat Aur Insaano Sey........

        خداکے بندے تو ہیں ہزاروں بنوں میں پھرتے ہیں مارے مارے
        میں اس کا بندہ بنوں گا خدا کے بندوں کو جس سے پیار ہوگا
        :taali:

        Comment

        • #5
          Re: Allah Aur Allah Key Rasool SAW Sey Muhabbat Aur Insaano Sey........

          me ki koshish yahi hoti hai ke dil na dukhao kisi ka... acchi bacchi ban ke raho'n... :rose

          Comment

          • #6
            Re: Allah Aur Allah Key Rasool SAW Sey Muhabbat Aur Insaano Sey........

            Originally posted by Khalil View Post
            خداکے بندے تو ہیں ہزاروں بنوں میں پھرتے ہیں مارے مارے
            میں اس کا بندہ بنوں گا خدا کے بندوں کو جس سے پیار ہوگا
            :taali:
            very nice. :thmbup:
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: Allah Aur Allah Key Rasool SAW Sey Muhabbat Aur Insaano Sey........

              Originally posted by Masood View Post
              Assalamo allaikum

              Aap sab ko Eid Milad-ul-Nabi SAW mubarik ho...
              .................................................. ......................

              Note: Is thread mein post karney sey pehley baat ki noiyyat ko samajh lijiyey ga, phir apni filasofi jharriyey ga, warna khamoshi behtar hai :)
              .................................................. .......................
              Wa Alaikum Aslam,

              Tumhari her aik post mein aisa tanz kyoon paya jata he. Please take it normal.

              Baki mein tumhari baat se strongly agree kerta hoon.
              :thmbup:

              Comment

              • #8
                Re: Allah Aur Allah Key Rasool SAW Sey Muhabbat Aur Insaano Sey........

                Originally posted by masood View Post
                assalamo allaikum

                aap sab ko eid milad-ul-nabi saw mubarik ho...
                .................................................. ......................

                Note: Is thread mein post karney sey pehley baat ki noiyyat ko samajh lijiyey ga, phir apni filasofi jharriyey ga, warna khamoshi behtar hai :)
                .................................................. .......................
                اسلام علیکم مسعود بھائی !
                اللہ اور اسکے رسول صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم سے محبت کا انتہائی درجہ یہی ہے کہ انسان دوسروں تو کیا خود اپنی ہستی کی بھی نفی کردے اورانسان مقام فنا فی الرسول کی منزل کا راہی ہوجائے مگر یہ درجہ کمال ہے اور بہت ہی کم لوگوں کو نصیب ہوتا ہے ۔ اللہ اور اسکے رسول صلی اللہ علیہ وسلم سے محبت کا یہ ہرگز تقاضا نہیں کہ انسان اپنی فطرت کی نفی کرئے بلکہ اصل طریق یہ ہے کہ تمام محبتوں پر ترجیح اللہ اور اسکے رسول صلی اللہ علیہ وسلم کی محبت کو دے اگر کوئی مطلقا یہ کہتا ہے کہ اسے اللہ اور اسکے رسول صلی اللہ علیہ وسلم سے محبت ہے باقی دنیا کے کسی انسان سے محبت نہیں تو ایسا انسان کذاب ہے در حقیقت اسے اللہ اور اسکے رسول صلی اللہ علیہ وسلم سے بھی محبت نہیں۔ یاد رہے کہ اللہ اور اسکے رسول صلی اللہ علیہ وسلم کی محبت کے مقابلے میں کسی بھی دوسری محبت کی پرواہ نہ کرنا ایک الگ معاملہ ہے جبکہ اللہ اور اسکے رسول کی محبت کے مقابلے میں دیگر تمام محبتوں کی نفی کرنا چیز دگر ہے .ہاں جب انسان کی اللہ اور اسکے رسول سے محبت اس درجہ کمال کو پہنچ جائے کہ جس درجہ کمال کا یہ تقاضا ہے تو پھر اس مقام مخصوص پر یہ نفی بھی روا ہے مگر یہ نفی بھی مخصوص ہے اور اس نفی کا مقام بھی مخصوص ہے کیونکہ اللہ اور اسکے رسول صلی اللہ علیہ وسلم سے محبت کا یہ تقاضا ہے کہ تمام محبتیں اللہ اور اسکے رسول رسول صلی اللہ علیہ وسلم کی محبت کے تابع رہیں ۔ ۔ ۔
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment

                • #9
                  Re: Allah Aur Allah Key Rasool SAW Sey Muhabbat Aur Insaano Sey........

                  jo Allah or Allah k rasool se mohabat karta he wo Allah ki tmam makhlooq se bhi piyar karta he,kiun k Allah k mehboob hazrat Muhammad SAW to tmam insanon k leay Rehmat ul lilaalameen ban kar aey,insan to insan,wo to janwaron se bhi shafqat ka dars dete hen,to jo Allah or us k nabi se mohabat ka dawa kare wo phir insan dost hota he,wo dekhta he k dunya me baki insanon se kese taluk rakhna he,kese madad karni he,kis rishte ki kia ehmeyat he

                  Comment

                  • #10
                    Re: Allah Aur Allah Key Rasool SAW Sey Muhabbat Aur Insaano Sey........

                    Baat tu Such hai Maghar Baat hai Ruswaye ki :)
                    Zindagi Thak Gaye ..!!

                    Comment

                    • #11
                      Re: Allah Aur Allah Key Rasool SAW Sey Muhabbat Aur Insaano Sey........

                      Originally posted by Masood View Post
                      Assalamo allaikum

                      Aap sab ko Eid Milad-ul-Nabi SAW mubarik ho...
                      .................................................. ......................

                      Note: Is thread mein post karney sey pehley baat ki noiyyat ko samajh lijiyey ga, phir apni filasofi jharriyey ga, warna khamoshi behtar hai :)
                      .................................................. .......................
                      W sallam......
                      Bohhat achhii baat kii haii,,,,,,bass itnaa hii kahhoo gaaa....Philosophy jharranny kii zarroorrat hii nahiiii
                      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                      Comment

                      • #12
                        Re: Allah Aur Allah Key Rasool SAW Sey Muhabbat Aur Insaano Sey........

                        Originally posted by Khalil View Post
                        خداکے بندے تو ہیں ہزاروں بنوں میں پھرتے ہیں مارے مارے
                        میں اس کا بندہ بنوں گا خدا کے بندوں کو جس سے پیار ہوگا
                        :taali:
                        Iska patah to us waqt chalta hai jab aazmaishein aati hain - aur aazmaishon mein kaun kitna insaan ka qadar'daan hota hai, yeh history ho chuki hai :)
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment

                        • #13
                          Re: Allah Aur Allah Key Rasool SAW Sey Muhabbat Aur Insaano Sey........

                          Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                          W sallam......
                          Bohhat achhii baat kii haii,,,,,,bass itnaa hii kahhoo gaaa....Philosophy jharranny kii zarroorrat hii nahiiii
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment

                          • #14
                            Re: Allah Aur Allah Key Rasool SAW Sey Muhabbat Aur Insaano Sey........

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Wa Alaikum Aslam,

                            Tumhari her aik post mein aisa tanz kyoon paya jata he. Please take it normal.

                            Baki mein tumhari baat se strongly agree kerta hoon.
                            Shayid is liyey keh meri postings mein kuchh logon ko apni soorat nazar aati hai ya phir wo meri har post mein apni soorat talash karney ki koshish kartey hain :lpop:
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment

                            • #15
                              Re: Allah Aur Allah Key Rasool SAW Sey Muhabbat Aur Insaano Sey........

                              Originally posted by Masood View Post
                              Shayid is liyey keh meri postings mein kuchh logon ko apni soorat nazar aati hai ya phir wo meri har post mein apni soorat talash karney ki koshish kartey hain :lpop:
                              Come on, tum bohat ziada negative soochnay lagay ho.
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X