Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sweet Janu Aadi ke liyee...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Sweet Janu Aadi ke liyee...

    :cc::cc::cc:
    Attached Files
    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

    Comment

    • #17
      Re: Sweet Janu Aadi ke liyee...

      Yeh kon hay ??
      Allah

      Comment

      • #18
        Re: Sweet Janu Aadi ke liyee...

        Originally posted by Yaaram
        Yeh kon hay ??
        u ka pooora dil.... :lol :lpop::khi:
        Visit My Early PS Work
        You Are Welcome To Comment

        Comment

        • #19
          Re: Sweet Janu Aadi ke liyee...

          Allah

          Comment

          • #20
            Re: Sweet Janu Aadi ke liyee...

            Originally posted by Yaaram

            meri jaan ke totey... Allah tumhen dher saari khushyaan de aur kamyaabiyaan bhi aameen....

            Visit My Early PS Work
            You Are Welcome To Comment

            Comment

            • #21
              Re: Sweet Janu Aadi ke liyee...

              :ghug::ghug::ghug::ghug::ghug:
              Visit My Early PS Work
              You Are Welcome To Comment

              Comment

              • #22
                Re: Sweet Janu Aadi ke liyee...

                Ha ha ha ha

                Yeh kya taqseem ho raha hai :P
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • #23
                  Re: Sweet Janu Aadi ke liyee...

                  Originally posted by Masood
                  Ha ha ha ha

                  Yeh kya taqseem ho raha hai :P
                  yehan roohon ka dance ho raha hai:lpop:... meri pitayee ho rahi hai:lpop:... aur:lpop:... piar banta ja raha hai:lpop:.... :hug:

                  aap ko kia chahye... :cc:
                  Visit My Early PS Work
                  You Are Welcome To Comment

                  Comment

                  • #24
                    Re: Sweet Janu Aadi ke liyee...

                    Originally posted by Aania
                    yehan roohon ka dance ho raha hai:lpop:... meri pitayee ho rahi hai:lpop:... aur:lpop:... piar banta ja raha hai:lpop:.... :hug:

                    aap ko kia chahye... :cc:
                    Jinkey naseeb bikhrey huwey hon unhein pyaar kahan sey mil sakta hai aani? :cc:
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment

                    • #25
                      Re: Sweet Janu Aadi ke liyee...

                      Originally posted by Yaaram

                      Visit My Early PS Work
                      You Are Welcome To Comment

                      Comment

                      • #26
                        Re: Sweet Janu Aadi ke liyee...

                        Originally posted by Masood
                        Jinkey naseeb bikhrey huwey hon unhein pyaar kahan sey mil sakta hai aani? :cc:
                        naseeb bikhrey nahen hotey.... dua main mayooosi na barto... Allah to rahim hai kareem hai sab ko sabhi kuch deta hai... bas dekhna ye hai... ke mangney waley mein kitni sincereity hai kitnaa... ehsaas kitni diyanatdaari kitni sachaaiii kitni lagan hai....
                        Visit My Early PS Work
                        You Are Welcome To Comment

                        Comment

                        • #27
                          Re: Sweet Janu Aadi ke liyee...

                          Originally posted by Aania
                          naseeb bikhrey nahen hotey.... dua main mayooosi na barto... Allah to rahim hai kareem hai sab ko sabhi kuch deta hai... bas dekhna ye hai... ke mangney waley mein kitni sincereity hai kitnaa... ehsaas kitni diyanatdaari kitni sachaaiii kitni lagan hai....
                          Allah Tala hi deta hai, sochein agar insaan key ikhtiyaar mein hota keh woh doosrey insaan ko kuchh dey to insaan to kisi ko saans leney key liye aik lamha bhi na deta :cc:
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment

                          • #28
                            Re: Sweet Janu Aadi ke liyee...

                            Originally posted by Masood
                            Allah Tala hi deta hai, sochein agar insaan key ikhtiyaar mein hota keh woh doosrey insaan ko kuchh dey to insaan to kisi ko saans leney key liye aik lamha bhi na deta :cc:
                            yehi to baat hai... to mayoosi ki baat kion?? insanon se expectation .... meri samajh ke mutabiq apney aap ko khud takleef dena hai... :)
                            Allah Rab Ul Izzat... to Wo hasti hai... Wo Karsaaaz hai.... ke jitna bhi mango.... jitna bhi chaho... jitna bhi pooojo kam hai... Us ki zaat to zaat e aali shaan hai.... bas ham hi main hamarey amal hamari soch hamari fitrat e soch main koi kami koi kotahi reh jaati hai... jo sabab banti hai... ke ham ye keh detey hain... ke ham bad-naseeb hain.. bad-naseeb to koi bhi nahen...
                            soch ka daiira positively waseee karney ki der hai... piar to qudrat ki har sh'e main hai... bas ham aankhen band kiye dekhtey hein ke kuch nazar aa jaye..
                            baaqi mubahisa... maghrib ki nemaz ke baad...
                            Allah hafiz...
                            Allah se dua hai ke sab ko khushyaan ataa fermaaye
                            aur nek ban-ney ki taufeeq ataa fermaaye... aameen....
                            Visit My Early PS Work
                            You Are Welcome To Comment

                            Comment

                            • #29

                              :jazak: Allah Tala ki bohat si sifaat hain, un mein aik yeh bhi hai keh Allah Tala bohat moaf karney wala hai. To insaan insaan ko moaf kyun nahin karta???
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment

                              • #30
                                Re: Sweet Janu Aadi ke liyee...

                                Originally posted by Masood
                                :jazak: Allah Tala ki bohat si sifaat hain, un mein aik yeh bhi hai keh Allah Tala bohat moaf karney wala hai. To insaan insaan ko moaf kyun nahin karta???
                                ye sawal aap her insaan se poocho...
                                anaa ki khatir faisla karney waley insanon se poocho
                                khud ko zameen pe jo Khuda bana ke bethey hein un insanon se poocho
                                doosron ko takaleef detey hein jo insaan un se poocho
                                khud to har baat har angle se ker letey hein.. lekin koi doosra unhen unki baat mein jawab de to unhen bardasht nahen hota .... aiesey insanon se poocho..
                                insan ko aik doosrey pe koi fauqiyat hasil hi nahen... to koi kesey khud ko ghalib samajhney lagta hai har doosrey insan pe...
                                gunah-gaar to wo bhi hai jo zulm sehta hai... kisi ki anaa ki bhent charhta hai...
                                aiesey insan ko insan to na kaho... jo apni har jayez na jayez baat ko haq boley... doosron ke right ko hamesha zero kahey...
                                konsi muafi ka sawal kartey ho...
                                fir sach bohat karrwa hai.... deen to takleef ki baat hi nahen kerta...
                                khush rahye...

                                from me everybody(all P'gian) has equal right to participate in this discussion koz har dil har dimagh main bohat sa knowledge hai jis ki shayed ham sab ko zaroorat hai... !

                                khush rahye Allah hafiz...
                                Visit My Early PS Work
                                You Are Welcome To Comment

                                Comment

                                Working...
                                X