Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
President Zardari ki 5 lakh grant
Collapse
X
-
Re: President Zardari ki 5 lakh grant
Originally posted by unity View Postzarur positive lein lekin is VIP N VVIP culture ne hmari jaan azab ki hui he,ye to Allah ka shuker he normal delivery thi ager koi complication hoti to kon zimadar hota?ye to banda bhi mar jaey to 5 lakh de kar qeemat chuka dete hen.kai heart patients,or deegar mareezon ko intzar karna parta he.kuch din pehle hmari gari aik toll plaza par khari thi ticket lene n pese dene walon ki line thi gariyon ki,aik vvip qafla aya,apni guns se pointed kar k unhon ne sab gariyan raste se hataen,or shooon kar k guzar gaey,mera dil chah raha tha k mere pas koi bomb hota,de marti un par.tax pay karne ko ham khare hen or apni guns hamen dikha kar khud ruke bagher guzar rahe hen...its v insultingsigpic
Comment
-
Re: President Zardari ki 5 lakh grant
Originally posted by safia View Postakhar politicians kia karein?? agar yeh route block nahi karte tu terrorism ka khatra hota hey aur vo maaare jate hein..... agar mare jate hein tu phir ham khud he kahte hain nakas security thi aur jo log khud ki hiffazat nahi kar pate vo awaam ki kiya hafazat karein gi..... kehnay ka maqsad yeh kuch hamin bhi apnay problems zaroor dekhna chahiyein aur politicans ke problems ko bhi samjhna chiye...........................!!!!!
Comment
-
Re: President Zardari ki 5 lakh grant
Originally posted by safia View Postakhar politicians kia karein?? agar yeh route block nahi karte tu terrorism ka khatra hota hey aur vo maaare jate hein..... agar mare jate hein tu phir ham khud he kahte hain nakas security thi aur jo log khud ki hiffazat nahi kar pate vo awaam ki kiya hafazat karein gi..... kehnay ka maqsad yeh kuch hamin bhi apnay problems zaroor dekhna chahiyein aur politicans ke problems ko bhi samjhna chiye....
Comment
-
Re: President Zardari ki 5 lakh grant
Originally posted by unity View Postto kia 100 gariyon ka qafla le kar chalna un ki security he..3/3 ghante logon ko lines me khara karna hi is masle ka hal he:garmi:....lanat he ese hukmranon par....log bhook se mar rahe hen or wo itne bare bare qaflon me nikalte hen,zeada khatra he to gharon me bethe rahen,kis ne kaha k bahir a kar logon ki zindagi ajeeran karen
Aur us ke visit kerne se Traffic ko kitni der tak rooka gaya ho ga? Kitnay loogon ke urgent kaam dharay ke dharay reh gaye. Is se behtar PM sahab helicopter use ker lein to awam ko koi aitraaz na ho.
Mujay Dubai ke Sheikh Muhammad ko 2, 3 baar dekhnay ka itfaaq hua, aik inaugration ceremony mein unhoon ne shamooliyat kerni thi. Un se aagay 3 camandos bike per aaye, un ke peechay Sheikh Mohammad aur un ke saath 2 cars. Itna choota kaafla aur mera nahi khyaal ke un ke aanay per traffic ko bhi disturb kia ho ga. Hamaray hukmaranoon ko apni aukaat nahi bhooni chahiye ke wo aik ghareeb mulk ke hukmran hein jahan per Capita income USD. 2000 per year se bhi kum he.:thmbup:
Comment
-
Re: President Zardari ki 5 lakh grant
Originally posted by munda_sialkoty View PostSalam Doosto aur Doostniyoo,
Media aaj kul aik news ko bohat highlight ker raha he "Rickshaw mein buchay ki waladat". Yeh waqeya Quetta mein chand aik roz pehlay peh aays aur yeh Traffic jam honay ki waja se hua. Is news ko sabi TV channels ne bohat highlight kia.
Janab Wazir-e-Azam se kisi sahafi ne poocha ke aisa kyoon hua to unhoon ne Mazhaka haiz jawaab dete huay kaha ke bucha to kahin bhi paida ho sakta he, even jahaz mein bhi.
Wazir-e-Aala bhi kuch peechay na rahay unhoon ne bhi kuch aisa he beyaan dia
Jub ke zardaari sahib ne 5 lakh ka nazrana pesh ker dia.
Aap kia kahin ge :lolya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh
Comment
-
Re: President Zardari ki 5 lakh grant
Originally posted by munda_sialkoty View Postna tujay kyoon problem nahi heya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh
Comment
-
Re: President Zardari ki 5 lakh grant
Originally posted by D@y W@lk3r View Postbacha rakhshay main ho to gaya na............aur 5 lakh bhi mil gay to unkay amma abba say poch wo saray bachay rakhshay main karwanay ko taiyaar hongay ager zardari uncle usko 5lakh day to:taali::thmbup:
Comment
-
Re: President Zardari ki 5 lakh grant
Originally posted by munda_sialkoty View PostTum ne bilkul sahi baat note ki senorita. Kul Geo TV per "Geo Doost" ki taraf se aik footage on air ki gai. PM ne 4 din pehlay Karachi visit kia aur us ka kaafla 78 Gaariyoon per mushtamil tha. Aap khud he imagine karein ke us ke visit ko jo protocol dia gaya he us per kitna kharcha aaya ho ga?
Aur us ke visit kerne se Traffic ko kitni der tak rooka gaya ho ga? Kitnay loogon ke urgent kaam dharay ke dharay reh gaye. Is se behtar PM sahab helicopter use ker lein to awam ko koi aitraaz na ho.
Mujay Dubai ke Sheikh Muhammad ko 2, 3 baar dekhnay ka itfaaq hua, aik inaugration ceremony mein unhoon ne shamooliyat kerni thi. Un se aagay 3 camandos bike per aaye, un ke peechay Sheikh Mohammad aur un ke saath 2 cars. Itna choota kaafla aur mera nahi khyaal ke un ke aanay per traffic ko bhi disturb kia ho ga. Hamaray hukmaranoon ko apni aukaat nahi bhooni chahiye ke wo aik ghareeb mulk ke hukmran hein jahan per Capita income USD. 2000 per year se bhi kum he.
or ghareeb mulk k ameer hukmran hote hen ye log
Comment
-
Re: President Zardari ki 5 lakh grant
Originally posted by unity View Posthaan heli me jaen to theek he,ooper ooper urte phiren bulke ooper hi chale jaen to behter he:khi:
or ghareeb mulk k ameer hukmran hote hen ye log:thmbup:
Comment
-
Re: President Zardari ki 5 lakh grant
Originally posted by munda_sialkoty View PostHamaray PM ka PPP ke deegar ohda'daraan ki nisbat soft image ziada bana he lekin yeh bhi aik typical seyasatdaan he sabit ho raha he. Yeh conventional style ke seyasat kerta he, koi revolutionary reform nahi la paya yeh apnay door-e-hakoomat mein. Ager isay shoukat aziz se compare kia jaye to koi khas faraq nahi lagta dono mein.:donno:
Comment
Comment