Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

12 Rabi Ul Awal ko aik kaam karen?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • 12 Rabi Ul Awal ko aik kaam karen?

    Aslamoalikum:hii:

    12 Rabi Ul Awal ko ham degar bohat sari baton k sath jo ap kar rahe hen is din k hawale se ager ham ye chand baten apni life me shiru karne ka irada kar lein to kesa?zabardasti nahi he serf aik tajweez he

    ye piyare nabi ki sunat k mutabik he:rose

    hello ..........nahi...Aslamoalikum
    thanxx......nahi....JazakAllah
    by take care....nahi......fee amanillah
    great.....nhi....mashAllah
    okk/zarur ...nahi...inshAllah
    i am fine ....nahi....Al hamdollilah
    zabardast....nahi.....subhan Allah

    Last edited by AbgeenA; 26 February 2010, 18:18.

  • #2
    Re: 12 Rabi Ul Awal ko aik kaam karen?

    :rose
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment

    • #3
      Re: 12 Rabi Ul Awal ko aik kaam karen?

      Bohhat AAallaa Baat kii hai aap nayy

      I will try my best to do this
      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

      Comment

      • #4
        Re: 12 Rabi Ul Awal ko aik kaam karen?

        Originally posted by sarfraz_qamar View Post
        bohhat aaallaa baat kii hai aap nayy

        i will try my best to do this
        ان شاء اللہ
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment

        • #5
          Re: 12 Rabi Ul Awal ko aik kaam karen?

          Assalaam-O-Alaikum

          JAZACH ALLAH KHAIR... aur INSHA-ALLAH zaroor iss ko nibhayain gain aur sunnatoon ko poora karain gain.

          Fi amaan ALLAH
          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: 12 Rabi Ul Awal ko aik kaam karen?

            Originally posted by unity View Post
            Aslamoalikum:hii:

            12 Rabi Ul Awal ko ham degar bohat sari baton k sath jo ap kar rahe hen is din k hawale se ager ham ye chand baten apni life me shiru karne ka irada kar lein to kesa?zabardasti nahi he serf aik tajweez he

            ye piyare nabi ki sunat k mutabik he:rose

            hello ..........nahi...Aslamoalikum
            thanxx......nahi....JazakAllah
            by take care....nahi......fee amanillah
            great.....nhi....mashAllah
            okk/zarur ...nahi...inshAllah
            i am fine ....nahi....Al hamdollilah
            zabardast....nahi.....subhan Allah
            mashallah aap nay baht acha topic add kia.... Allah aap ko jaza dey....
            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: 12 Rabi Ul Awal ko aik kaam karen?

              :) @};-
              Zindagi Thak Gaye ..!!

              Comment

              • #8

                Wa Alaikum Aslam,

                Mera soochnay ka andaaz thoora different he. Mere khyaal mein Thanks aur JazakAllah (complete phrase JazakAllah'Khair) mein bohat ziada ربط nahi. Hum thanks aur Jazakallah'khair ka istamaal mukhtalif occasions per accordingly ker saktay hein.

                Isi tarah "Great" n Mashallah aur Zabardast n SubhanAllah mein bhi her jarah ربط nazar nahi aata. Lehaza hum mookay ki munasbat se Thanks, Great aur Zabardast ke words use ker saktay hein. In mein koi muzaika nahi hona chahiye.
                :thmbup:

                Comment

                • #9
                  Re: 12 Rabi Ul Awal ko aik kaam karen?

                  walaikum salam,
                  :thmbup:
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment

                  • #10
                    Re: 12 Rabi Ul Awal ko aik kaam karen?

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    :rose
                    Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                    Bohhat AAallaa Baat kii hai aap nayy

                    I will try my best to do this
                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    ان شاء اللہ
                    Originally posted by thefire1 View Post
                    Assalaam-O-Alaikum

                    JAZACH ALLAH KHAIR... aur INSHA-ALLAH zaroor iss ko nibhayain gain aur sunnatoon ko poora karain gain.

                    Fi amaan ALLAH
                    Originally posted by safia View Post
                    mashallah aap nay baht acha topic add kia.... Allah aap ko jaza dey....
                    Originally posted by La'hasil View Post
                    :) @};-
                    Originally posted by Z. View Post
                    walaikum salam,
                    :thmbup:
                    :rose

                    Comment

                    • #11
                      Re: 12 Rabi Ul Awal ko aik kaam karen?

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Wa Alaikum Aslam,

                      Mera soochnay ka andaaz thoora different he. Mere khyaal mein Thanks aur JazakAllah (complete phrase JazakAllah'Khair) mein bohat ziada ربط nahi. Hum thanks aur Jazakallah'khair ka istamaal mukhtalif occasions per accordingly ker saktay hein.

                      Isi tarah "Great" n Mashallah aur Zabardast n SubhanAllah mein bhi her jarah ربط nazar nahi aata. Lehaza hum mookay ki munasbat se Thanks, Great aur Zabardast ke words use ker saktay hein. In mein koi muzaika nahi hona chahiye.
                      theek...bas jahan tak mumkin ho hamen in baton ko apni practical life me shamil karna chaey or fakhar k sath

                      Comment

                      • #12
                        Re: 12 Rabi Ul Awal ko aik kaam karen?

                        Originally posted by unity View Post
                        theek...bas jahan tak mumkin ho hamen in baton ko apni practical life me shamil karna chaey or fakhar k sath
                        yeh baat theek he
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: 12 Rabi Ul Awal ko aik kaam karen?

                          Mashallah....boht acha thread aur yaad dilane per :jazak:!Inshallah puri koshish karuhn gi yeh rozmarra zindgi main shamil kerne ki

                          sigpic

                          Comment

                          Working...
                          X