Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Define Yourself...!!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: Define Yourself...!!!

    Originally posted by saraah View Post
    hmmmm

    aamir ,safia aur ali k replies parrhay
    aamir ka too many ''I,s'' pe mushtmil jawab topic k mutabiq theek thaa kiyon k iss me ''ourself'' ko hi define krnay ko kaha gaya hai

    safia ..ne bohat khoob aayena dikhaya agrchay muje lagta hai k yeh aayena kisi aur thread me dikhaya ja skta thaa ,aur safia kuch aur b observe krti rahi hain .

    baat mukammal tor pe ghalat nae hai aamir ,''main'' tou hai tum me ,lakin me issay ''nateeja'' smjhti hoon safia ne kuch aur smjha baat apny apny feham ki hai khairrrrr

    aur ali ne jo kaha i agree '...'main'' ki nafi krna hypocracy nae kehlati ..khair paraye phadday me taang arra di .... no further comments from my side .
    meinay aamir ko aayena nahi dikhaya mein tu uss ki ezzat karti hoon vese bhi vo muje achay lagte hein...... mera matlab hey unki nirali baatein..... :khi:yeh reaction kis baat ka tha vo aamir jante hein vo muje indicate kar gaya tha............... :khi:
    sigpic

    Comment

    • #77
      Re: Define Yourself...!!!

      Originally posted by thefire1 View Post
      Assalaam-O-Alaikum

      Ab aisi bhi baat nahin kay Ghussa nahin aata, yeh tou insaan ki NATURE hay uski FITRAT main shaamil hay aap apni addatain kisi hadh tak badal saktay hain magar FITRAT badalna bohat mushkil hota hay, main nay zaroor kaha tha mujhay Ghussa nahin aata kiyonki main apnay ghussay per control karna jaanta hoon, kiyonki Nabi-e-Karim SAW ka yehi tareeqa tha, aap har baat ko IKHLAQ kay dairay main reh kar kartay thay agar GHUSSA aa bhi jaata tab bhi kabhi aap SAW kay chahra-e-mubarak say Muskurahat nahin hat-ti, main bhi koshish karta hoon kay har waqt MUSKURATA rahoon, iss kay bohat faiday hain jo main nay khudh experince kiye hain, aik faida yeh bhi hay kay aap nay bhi baghair dekhay meray alfaaz say meri muskurahat ko mehsoos karliya :) khush rahyeh

      Fi amaan ALLAH
      vese jis ney apnay gussay per control kiya vo zindgi mein sub se agay hote hein...... best of luck.....:thmbup:
      sigpic

      Comment

      • #78
        Re: Define Yourself...!!!

        Originally posted by safia View Post
        muje pata tha aap haar nahi mano gay........:khi:asli sialkoty ho na....:khi:
        aap ki baatein theek aur aap ki sub baatein meray liye sarr aankhon per..... aur english ka tu jawab nahi hey vo tu shakespeare ki yaad dila diti hey.....:khi:
        Come on Safia, yahan haar mananay aur jeetnay ka sawaal he nahi he. Tumhari taraf se chand aik aitraazaat thay aur mein ne kooshish ki ke khush'asloobi se un aitrazaat ka jawaab de doon. Ub dekho na ager mein apnay aap ko kuch samajta hoon aur apnay aap ko kuch aur define ker doon, wo bhi to buri baat he na :shyy:

        Originally posted by safia View Post
        aamir iss duniay mein jis ney khood ko pehchaan liya yaa define karliya samjho zindgi ki mantaq aur Allah ko pehchaan liya..... data sahib hoon, barri imam sahib hoon, bullay shah yaa sachal sarmast hoon yaa shah abdul latif bhitai hoon yaa allama iqbal sahib inn sub ney pehlay khud ko pehchana aur jab khud ko pehchana unkay under duniya ki talab khatam ho gayi.... aur jab lafz "mein" ko zikar hota tha tu vo gussay karte they aur vo kahte they hum kuchh nahi bus jo hey "Vo" hey......

        aur meri dua hey aap bahut taraqi karein aur hamesha update person rahin....... best of luck............ :thmbup: aur sorrry tu vese meiney aap se advance mein karli thi......:khi:
        Dekho mein aik Mango man yani aam insaan hoon mein ne kabi derveeshi ka daawa nahi kia Mein to zindagi ki dour mein hoon aur jhoot nahi bhoolon ga materialistic bhi hoon. Hakook'Allah bhi achi tarah se adda nahi ker pata, haan Hakook'al'abaad ka kuch khyaal kerta hoon. Bus tum meri behtari ke liye duaa ker dia karo. Sialkot ki ho itna to faida hona chahiye na tumhara :shyy:
        :thmbup:

        Comment

        • #79
          Re: Define Yourself...!!!

          Originally posted by safia View Post
          meinay aamir ko aayena nahi dikhaya mein tu uss ki ezzat karti hoon vese bhi vo muje achay lagte hein...... mera matlab hey unki nirali baatein..... :khi:yeh reaction kis baat ka tha vo aamir jante hein vo muje indicate kar gaya tha............... :khi:
          MERY KHIAL MAIN SARAAH KA ISHARA AAP K THE FIRE KO AYENA DEKHANY KI JANIB THA :donno:
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment

          • #80
            Re: Define Yourself...!!!

            Agar aisa tha tou main nay ussay tah-e-dil say qubool karta hoon, INSHA-ALLAH yeh meray liye aik MUSBAT tabdeeli ki wajah banay ga :) Khush rahyeh, aur baat khul kar kar liya kijeyey koi muzahika nahin, kisi ko achi baat ki talqeen karnay main koi burayii nahin, humain itna zinda dil hona chayeh kay kisi ki baat ko sunay aur apnay aap ka EHTISAAB karain, May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

            Originally posted by aabi2cool View Post
            MERY KHIAL MAIN SARAAH KA ISHARA AAP K THE FIRE KO AYENA DEKHANY KI JANIB THA :donno:
            sigpic

            Comment

            • #81
              Re: Define Yourself...!!!

              Originally posted by thefire1 View Post
              agar aisa tha tou main nay ussay tah-e-dil say qubool karta hoon, insha-allah yeh meray liye aik musbat tabdeeli ki wajah banay ga :) khush rahyeh, aur baat khul kar kar liya kijeyey koi muzahika nahin, kisi ko achi baat ki talqeen karnay main koi burayii nahin, humain itna zinda dil hona chayeh kay kisi ki baat ko sunay aur apnay aap ka ehtisaab karain, may allah swt light and guide our ways ameen
              اوہ شانیو تُسی غصہ کر گئے اوہ ۔ ۔ ۔ میں تو کہتا ہی کھل کر ہوں اب اس سے زیادہ اور کھل کر کیا کہوں کے صاف صاف آپکا نام لکھا ہے ۔ ۔ ۔ باقی وضاحت کردوں میرا مقصود فقط سارا کے رپلائی میں جو اشارہ ہے اس کو اپنی سمجھ کے مطابق ڈیفائن کرنا تھا ہوسکتا ہے سارا کا اشارہ منڈے ہی کی طرف ہو مگر میں نے فقط ایک تخمینہ لگایا کہ شاید سارا نے اس رپلائی کو آئنہ دکھانے سے تعبیر کیا ہے جو کہ صفیہ نے آپکو دیا ہے ۔ ۔باقی میرا مقصود اس آئنے سے ہرگز نہیں جو کہ دکھایا گیا ہے کہ آیا وہ حقیقی آئنہ ہے یا نام نہاد ؟؟؟؟؟؟؟ امید کرتا ہون بات سمجھ میں آگئی ہوگی والسلام
              Last edited by aabi2cool; 28 February 2010, 13:24.
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment

              • #82
                Re: Define Yourself...!!!

                Nahi main nay bilkul ghussa nahin kia.... sach main :)

                Mera khul kar baat karnay kay peechay bhi yehi maqsad tha kay aap MASHALLAH khudh itni salahiyat rakhtay hain kay kisi kay bhi comments per apna SACHA izhar-e-rayay paish kar sakain, phir munda, safia, saraaah inn sab ki baaton ko kiyon mix-up kar rahay hain, aap kay dil main jo hay aur agar aap ko meri post main kuch ghalat baat nazar aati hay tou please uss per tabsura karain taakay main iss site per jiss maqsad kay liye aaya hoon ussay poora kar sakoon, mera aksar dehan aisi hi posts per hota hay jiss say main kuch seekh sakoon, main master nahin aur na hi koi perfect insaan hoon, mujh main bhi kamzoriyan hain aur main apni kamzooriyan ko ilm kay khazaanay say sudhaarna chata hoon, aap MASHA-ALLAH sahib-e-ilm hain aur hum matloob-e-ilm !!!!

                aap ki postive comments ka intizaar rahay ga, khush rahyeh :)

                • #83

                  aap ko baat samjh main aagai mery liye itna hi kafi khush rahiyeee w/salaam
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment

                  • #84
                    Re: Define Yourself...!!!

                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    اوہ شانیو تُسی غصہ کر گئے اوہ ۔ ۔ ۔ میں تو کہتا ہی کھل کر ہوں اب اس سے زیادہ اور کھل کر کیا کہوں کے صاف صاف آپکا نام لکھا ہے ۔ ۔ ۔ باقی وضاحت کردوں میرا مقصود فقط سارا کے رپلائی میں جو اشارہ ہے اس کو اپنی سمجھ کے مطابق ڈیفائن کرنا تھا ہوسکتا ہے سارا کا اشارہ منڈے ہی کی طرف ہو مگر میں نے فقط ایک تخمینہ لگایا کہ شاید سارا نے اس رپلائی کو آئنہ دکھانے سے تعبیر کیا ہے جو کہ صفیہ نے آپکو دیا ہے ۔ ۔باقی میرا مقصود اس آئنے سے ہرگز نہیں جو کہ دکھایا گیا ہے کہ آیا وہ حقیقی آئنہ ہے یا نام نہاد ؟؟؟؟؟؟؟ امید کرتا ہون بات سمجھ میں آگئی ہوگی والسلام
                    burri baat aabi2cool G..... aap personal na hoon..... ali ek samjdaar aur acha larka hey.... yehan ham kisi ko aeina nahi dekhnay aaein hein...... ali iss forum ka dedicated member hey aur yeh sub se acha pesh aatey hain.... ham sub in ki respect karte hain.......
                    sigpic

                    Comment

                    • #85
                      Re: Define Yourself...!!!

                      yaha to sub aik dosre k bare me ESSAY likhna shru ho gae he....

                      acha he isse continue rakhein

                      Comment

                      • #86
                        Re: Define Yourself...!!!

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Come on Safia, yahan haar mananay aur jeetnay ka sawaal he nahi he. Tumhari taraf se chand aik aitraazaat thay aur mein ne kooshish ki ke khush'asloobi se un aitrazaat ka jawaab de doon. Ub dekho na ager mein apnay aap ko kuch samajta hoon aur apnay aap ko kuch aur define ker doon, wo bhi to buri baat he na :shyy:

                        Dekho mein aik Mango man yani aam insaan hoon mein ne kabi derveeshi ka daawa nahi kia Mein to zindagi ki dour mein hoon aur jhoot nahi bhoolon ga materialistic bhi hoon. Hakook'Allah bhi achi tarah se adda nahi ker pata, haan Hakook'al'abaad ka kuch khyaal kerta hoon. Bus tum meri behtari ke liye duaa ker dia karo. Sialkot ki ho itna to faida hona chahiye na tumhara :shyy:
                        G zaroor mein aap ki behtri ki dua karti rahoon gi............... :dua aur sachay dil se karti rahoon gi....... :dua
                        sigpic

                        Comment

                        • #87
                          Re: Define Yourself...!!!

                          Originally posted by MSA View Post
                          yaha to sub aik dosre k bare me ESSAY likhna shru ho gae he....

                          acha he isse continue rakhein
                          mai ne abhi yeh saara parrhna bhi hai....
                          .......................!!!!!

                          Comment

                          • #88
                            Re: Define Yourself...!!!

                            Originally posted by bhataktii rooh View Post
                            mai ne abhi yeh saara parrhna bhi hai....
                            me to nahi perho ga......
                            dimagh ki yogurt bun jae ge:garmi:

                            Comment

                            • #89
                              Re: Define Yourself...!!!

                              Originally posted by MSA View Post
                              me to nahi perho ga......
                              dimagh ki yogurt bun jae ge:garmi:
                              yogurt wid kareeley ki sabzii....maza agaye ga...:d1:
                              .......................!!!!!

                              Comment

                              • #90
                                Re: Define Yourself...!!!

                                Originally posted by bhataktii rooh View Post
                                yogurt wid kareeley ki sabzii....maza agaye ga...:d1:
                                jo loug karele ki tarah karwae hote he me to wese karela...matlab larka hi nahi

                                Comment

                                Working...
                                X