Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Define Yourself...!!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Define Yourself...!!!

    Originally posted by unity View Post
    Walekum Salam:hii:
    me......kuch bhi nahi...aik bohat mamooli si insan
    tum insaan hooooo it,s a news :garmi:
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment


    • #32
      Re: Define Yourself...!!!

      Originally posted by aabi2cool View Post
      tum insaan hooooo it,s a news :garmi:
      Allah ne to insan hi creat kia tha

      Comment


      • #33
        Re: Define Yourself...!!!

        Originally posted by unity View Post
        Allah ne to insan hi creat kia tha
        yani k abhibhi tum conferm naheen ho 372-haha
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment


        • #34
          Re: Define Yourself...!!!

          just human being

          Comment


          • #35
            Re: Define Yourself...!!!

            human being

            Comment


            • #36
              Re: Define Yourself...!!!

              Originally posted by MSA View Post
              Assalam o Alaikum...


              App apne app ko kese DEFINE karein ge....???

              app ki 3'4 lines ki defination kia he..jis se maloom ho k app kia cheez he....???

              jese koi app ko janna chahta ho to app apne app ko us k lie kese define karein ge...


              .
              W sallam.....
              nahii karrnaa kuch bhii define,,jiss kii joo marrzzii aaieyy samjhayyyyy......No prb:dance5:


              "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

              Comment


              • #37
                Re: Define Yourself...!!!

                Originally posted by LAL BUX ZARDARI View Post
                just human being
                Bakii khhoottay hainn Kiaaa
                "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                Comment


                • #38
                  Re: Define Yourself...!!!

                  :) shukar hay koi tou ghour say meri post paRhta hay, baqool abbi2cool kay yeh tou Bay-mainay TAWALAT ka shikaar hoti hain. Safia jee shayed aap nay mazeed gour say nahin paRha usskay saath likha tha kay main daita nahin magar uski madad karnay main peechay nahin hat-ta, khudh hi drive kar kay lay jaata hoon, ice cream share nahin karta ussko naye khareed kar day daita hoon, har insaan ki apni habbits bhi hoti hain jo kay NATURAL hay, hum jitni bhi koshish kar lain NATURE ko badal nahin paatay shayed yehi kuch kamzooriyan hain jo waqt kay saath saaath badal sakti hain, magar insaniyat say mohabbat hi aisa jazba hay jo har insaan kay dil main hona chayeh aur mujhay khushi hay kay meray dil main bhi hay, main kisi ko naraaz nahin dekh sakta, manana mujhay aata nahin :) Acutally apnay jazbaat ko main lafzoon main bayan karnay say qaasir hoon, magar meray jazbaat sachay hain kisi milaawat ka shikaar nahin, aur ALHAMDULLILAH meray qoul aur fayl main tazzad nahin hay! aap bhi khush rahyeh :) and thank you for your keen observation, it really made me pleased :)

                  Originally posted by safia View Post
                  aap nay phir dialogue maar diye...... mein manti hoon aap achi aur khoobsurat baatein karte ho lakin jo aap nay farmaya vo darasl hakeekhoat nahi hain.... aap ki post ek aur meinay parhi jis mein aap nay farmaya kay aap kisi ko apni car nahi detey, bike nahi detey, books deto ho tu vo wapis nahi miltein issliye aap ko galaban denay ka dukh rahta hey aur ice cream share nahi kartey...... aur doosri taraf kahtey ho mein insaniyat se muhabat karta hoon aur aap auron kayliye jeetey hain aur aap hamesha auron keyliye jeetey ho.... jo shaks apni car kisi ko nahi deta vo kisi aur kelye kiya jeeta hoga...... mind na karna bus arz karni thi aap ki baaton mein tazzad hey.... khush rahiye.....
                  sigpic

                  Comment


                  • #39
                    Re: Define Yourself...!!!

                    Originally posted by thefire1 View Post
                    :) shukar hay koi tou ghour say meri post paRhta hay, baqool abbi2cool kay yeh tou Bay-mainay TAWALAT ka shikaar hoti hain. Safia jee shayed aap nay mazeed gour say nahin paRha usskay saath likha tha kay main daita nahin magar uski madad karnay main peechay nahin hat-ta, khudh hi drive kar kay lay jaata hoon, ice cream share nahin karta ussko naye khareed kar day daita hoon, har insaan ki apni habbits bhi hoti hain jo kay NATURAL hay, hum jitni bhi koshish kar lain NATURE ko badal nahin paatay shayed yehi kuch kamzooriyan hain jo waqt kay saath saaath badal sakti hain, magar insaniyat say mohabbat hi aisa jazba hay jo har insaan kay dil main hona chayeh aur mujhay khushi hay kay meray dil main bhi hay, main kisi ko naraaz nahin dekh sakta, manana mujhay aata nahin :) Acutally apnay jazbaat ko main lafzoon main bayan karnay say qaasir hoon, magar meray jazbaat sachay hain kisi milaawat ka shikaar nahin, aur ALHAMDULLILAH meray qoul aur fayl main tazzad nahin hay! aap bhi khush rahyeh :) and thank you for your keen observation, it really made me pleased :)
                    yaad hey aap ney kahin likha tha ky aap ko gussa nahi aata.... mein jaan bhooj kar aap ko azma rahi thi aur aap key gussay ka tempreature high kar kay dekh rahi thi..... aap ko wakai gussa nahi aata..... acha insaan vohi hota hay jo apna tempo loose na karey mein aap ko daad deti hoon jo forum per pehlay shaks milay ho jis nay apnay tempo ko loose nahi honay diya.....

                    iss forum ka ek memeber nay bhi dawaa kiya tha kay muje gussa nahi aata aur meinay ussay kaha tha yeh possible nahi hay aur jab kisi aur jaga per meinay thori ulti seedhi baat ki tu uss nay gusssa dikha bhi diya.....

                    baaki mujhe aap ko hurt karnay ka maqsad nahi tha.....

                    mein aap ki tempo ko appreciate karti hoon....... :thmbup: aur her ma'amlay ko aqal aur cool mind se hal karna chahiye jaese aap nay kia..... khush rahiye....:salam:
                    sigpic

                    Comment


                    • #40
                      Re: Define Yourself...!!!

                      Assalaam-O-Alaikum

                      Ab aisi bhi baat nahin kay Ghussa nahin aata, yeh tou insaan ki NATURE hay uski FITRAT main shaamil hay aap apni addatain kisi hadh tak badal saktay hain magar FITRAT badalna bohat mushkil hota hay, main nay zaroor kaha tha mujhay Ghussa nahin aata kiyonki main apnay ghussay per control karna jaanta hoon, kiyonki Nabi-e-Karim SAW ka yehi tareeqa tha, aap har baat ko IKHLAQ kay dairay main reh kar kartay thay agar GHUSSA aa bhi jaata tab bhi kabhi aap SAW kay chahra-e-mubarak say Muskurahat nahin hat-ti, main bhi koshish karta hoon kay har waqt MUSKURATA rahoon, iss kay bohat faiday hain jo main nay khudh experince kiye hain, aik faida yeh bhi hay kay aap nay bhi baghair dekhay meray alfaaz say meri muskurahat ko mehsoos karliya :) khush rahyeh

                      Fi amaan ALLAH
                      sigpic

                      Comment


                      • #41
                        Re: Define Yourself...!!!

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Let me define myself.

                        I am workaholic man and I feel myself observant, critical, lenient and jack of all trade at the same time (Sorry if some of you don't agree with this notion but this is something I have proved in my professional life). I have a strong tendency to mix up in any company of any age group. I focus my priorities and show utmost determination towards them (Ofcourse if I have not done nothing for pegham then simply it has never been my top priority). I keep a sharp eye on each and every person I interact on daily basis or come across occasionally. I gain knowledge a lot and I am always an updated person, but in the meantime reluctant/lazy to share it among the masses. I am bold enough and feel no hesitation to surprise anyone when needed. I am generous in many ways. I take care of the people attached to me especially my family.
                        aap naye 13 baaar lafz "I" yaani "mein" use kiya.... buzarag kahte hein jis shaks mein "mein" lafz aa jai vo takkabar kar raha hota hey.... aap nay khud ko define kia bahut acha lakin mujhe aap ki iss describing mein takkabar aur gharoor yaa rudeness bhi nazar aaya hey..... Allah karay mein galat hoon..... so advance mein sorry talab karon gi agar baat burri lagay tu.....

                        jo shaks yeh kahey mein yeh hoon vo hoon yeh karsakta hon vo karsakta hon meray pass bahut elam hey mein bara chalak va danish hoon...vo actual aamir kuchh bhi nahi hota.... jis kay pass bahut kuchh hota hey vo khamosh rahta hey..... aap ki baatein muje kitabi aur khokhlay siyasi bian lagay hain ..... i will seek sorry in advance.... khush rahiye.....

                        sigpic

                        Comment


                        • #42
                          Re: Define Yourself...!!!

                          walikum asalam wr wb
                          tere ko still yeh pata nahi chala ke hum kon hain........?

                          Comment


                          • #43
                            Re: Define Yourself...!!!

                            Originally posted by safia View Post
                            aap naye 13 baaar lafz "I" yaani "mein" use kiya.... buzarag kahte hein jis shaks mein "mein" lafz aa jai vo takkabar kar raha hota hey.... aap nay khud ko define kia bahut acha lakin mujhe aap ki iss describing mein takkabar aur gharoor yaa rudeness bhi nazar aaya hey..... Allah karay mein galat hoon..... so advance mein sorry talab karon gi agar baat burri lagay tu.....

                            jo shaks yeh kahey mein yeh hoon vo hoon yeh karsakta hon vo karsakta hon meray pass bahut elam hey mein bara chalak va danish hoon...vo actual aamir kuchh bhi nahi hota.... jis kay pass bahut kuchh hota hey vo khamosh rahta hey..... aap ki baatein muje kitabi aur khokhlay siyasi bian lagay hain ..... i will seek sorry in advance.... khush rahiye.....
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #44
                              Re: Define Yourself...!!!

                              Assalaam-O-Alaikum

                              My friend, I think you got carried away in defining yourself, instead you started DEFINING others :lol which was not demanded by this topic either.

                              Kindly keep your comments within the demand of the topic as describing words or defining other sometimes create very disappointing situation, no one is perfect nor I claim that I am a 'Most humble species" of this world and my words are just to praise myself or getting appreciations from other, I am just trying to follow the foot step of our Beloved PROPHET SAW which sometimes is not really easy, because critics are everywhere to criticise your effort, its better not to call anyone Hypocrite (Munafiq) before exactly knowing the prospective of one's saying. I hope it clears your doubts, khush rahyeh :)

                              Fi amaan ALLAH

                              sigpic

                              Comment


                              • #45
                                Re: Define Yourself...!!!

                                hmmmm

                                aamir ,safia aur ali k replies parrhay
                                aamir ka too many ''I,s'' pe mushtmil jawab topic k mutabiq theek thaa kiyon k iss me ''ourself'' ko hi define krnay ko kaha gaya hai

                                safia ..ne bohat khoob aayena dikhaya agrchay muje lagta hai k yeh aayena kisi aur thread me dikhaya ja skta thaa ,aur safia kuch aur b observe krti rahi hain .

                                baat mukammal tor pe ghalat nae hai aamir ,''main'' tou hai tum me ,lakin me issay ''nateeja'' smjhti hoon safia ne kuch aur smjha baat apny apny feham ki hai khairrrrr

                                aur ali ne jo kaha i agree '...'main'' ki nafi krna hypocracy nae kehlati ..khair paraye phadday me taang arra di .... no further comments from my side .
                                Last edited by saraah; 27 February 2010, 12:31.
                                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                                Comment

                                Working...
                                X