Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sehel ya mushkil

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • sehel ya mushkil

    Aslamoalikum:hii:
    ap jitna sochte hen kia usko express bhi kar sakte hen?yani apni sochon ko express karna ap k leay sehel hota he ya mushkil?or ager asaan he to kese asaan bnate hen?

  • #2
    Re: sehel ya mushkil

    Originally posted by unity View Post

    wsalam!

    unity me kay lia asa hota ha ha

    Comment

    • #3
      Re: sehel ya mushkil

      Apni Socho ko execute krna he sab say mushkil hota hai

      Comment

      • #4
        Re: sehel ya mushkil

        :think:

        Comment

        • #5

          Wa Alaikum Aslam,

          Do tareekay hein express kerne ke, aik likh ke aur doosra bool ke. Kon say tareekay ki baat ker rahi ho?

          Mein bool ke her cheez ko achi tarah express ker sakta hoon.

          Likh ker bhi acha express ker sakta hoon, lekin yeh depend kerta he ke mere dimaag ki us time situation kia he. Ager mein hurry mein hoon, topic thoora bore lag raha he, ya kisi aur waja se mein baaz aukat shortcut maarna ziada behtar samajta hoon.
          :thmbup:

          Comment

          • #6
            Re: sehel ya mushkil

            Walaikum Assalaam

            Waisay yeh waqt aur haalat per depend karta hay, insaan apni soch ko jitna baikhtiyar hota hay usi andaaz say express kar sakta hay!!!

            Insaan ka zehan main hazaroon sochain har dinn paida hoti hain kuch soochain express karnay ki nahin implement karnay ki hoti hain as you know actions speaks louder than words..... aur kuch soochain srif soch ka hi hissa ban jaati hain na woh izhaar ki nazar hoti hain aur naa kirdaar ki.... kuch sochain kehnay ka dil tou chahta hay magar insaan keh nahin paata aur sahi waqt aur munsib haalaat ka intizaar karta hay, kabhi woh munsaaib haalat muyasir hojaatay hain aur kabhi nahin.....

            Jahan tak mera taaluq hay main humesha apni soch ko achay alfaaz ya kirdaar ki shakal main paish karta hoon, kabhi kisi ki dil-azaari honay ka khadsha bhi hota hay aur main koshsih karta hoon kay apni soch ko jab alfaaz ka roop doon tou uss main lehjay ko narm rakhoon taakay baat WAZANDAAR bhi lagay aur amal Bakirdar!!

            May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

            Fi amaan ALLAH

            sigpic

            Comment

            • #7

              aap ka question baht acha hey..... mein jo sochti hoon ossay describe kar jati hoon......... vese meri presentation skill achi hey aur jo planning karti hoon oss se kaam chala hee leti hoon......... iss kay bawajood merey under kuchh khamiyan hein jo dooor karney ki koshash karti rahti hoon.... aur yeh bhi kahon gi kay insaan jitni responsibilities leta hey utni insaan key under sochnay aor decisions karnay ki salahiyat barhti hey......
              sigpic

              Comment

              • #8
                Re: sehel ya mushkil

                walikum salam khush rahye
                sub sochon ko express kerna mushkil kaam hay

                Comment

                • #9

                  wasalam

                  saari sochein express karne waali hoti bhi nahi :lol kyun ke me itna sochti ho ek Mamooli baat ko le ker bhi... logo ke chalne ke andaaz per bhi me sochti o :hohe:.. so express karne ka sawal nahi hota... :garmi:

                  or jo me ki thoughts towards my gaols hai unhe me express karna zaroori nahi sumjhti... me kaam kar ke kehti ho... keh ker kaam nahi karti

                  Comment

                  • #10
                    Re: sehel ya mushkil

                    chota likhooon ya lamba???

                    Comment

                    • #11
                      Re: sehel ya mushkil

                      Originally posted by khalil View Post
                      chota likhooon ya lamba???
                      جتنا تمہیں سہل لگے
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: sehel ya mushkil

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        جتنا تمہیں سہل لگے
                        تمیں سہل کتنا لگتا ہے؟

                        Comment

                        • #13
                          Re: sehel ya mushkil

                          Originally posted by Faro View Post
                          wsalam!

                          unity me kay lia asa hota ha ha
                          Originally posted by MindFreak View Post
                          Apni Socho ko execute krna he sab say mushkil hota hai
                          Originally posted by *ASK* View Post
                          :think:

                          Comment

                          • #14
                            Re: sehel ya mushkil

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Wa Alaikum Aslam,

                            Do tareekay hein express kerne ke, aik likh ke aur doosra bool ke. Kon say tareekay ki baat ker rahi ho?

                            Mein bool ke her cheez ko achi tarah express ker sakta hoon.

                            Likh ker bhi acha express ker sakta hoon, lekin yeh depend kerta he ke mere dimaag ki us time situation kia he. Ager mein hurry mein hoon, topic thoora bore lag raha he, ya kisi aur waja se mein baaz aukat shortcut maarna ziada behtar samajta hoon.
                            theekor jo nahi kar pate wo kiun nahi kar pate?:think:
                            Originally posted by thefire1 View Post
                            Walaikum Assalaam

                            Waisay yeh waqt aur haalat per depend karta hay, insaan apni soch ko jitna baikhtiyar hota hay usi andaaz say express kar sakta hay!!!

                            Insaan ka zehan main hazaroon sochain har dinn paida hoti hain kuch soochain express karnay ki nahin implement karnay ki hoti hain as you know actions speaks louder than words..... aur kuch soochain srif soch ka hi hissa ban jaati hain na woh izhaar ki nazar hoti hain aur naa kirdaar ki.... kuch sochain kehnay ka dil tou chahta hay magar insaan keh nahin paata aur sahi waqt aur munsib haalaat ka intizaar karta hay, kabhi woh munsaaib haalat muyasir hojaatay hain aur kabhi nahin.....

                            Jahan tak mera taaluq hay main humesha apni soch ko achay alfaaz ya kirdaar ki shakal main paish karta hoon, kabhi kisi ki dil-azaari honay ka khadsha bhi hota hay aur main koshsih karta hoon kay apni soch ko jab alfaaz ka roop doon tou uss main lehjay ko narm rakhoon taakay baat WAZANDAAR bhi lagay aur amal Bakirdar!!

                            May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                            Fi amaan ALLAH
                            to kia ap ki baat jab tak sab samjh na jaen ap apni soch ka izhar karte rehte hen ya aik time k baad khamosh ho jate hen?

                            Comment

                            • #15
                              Re: sehel ya mushkil

                              Originally posted by safia View Post
                              aap ka question baht acha hey..... mein jo sochti hoon ossay describe kar jati hoon......... vese meri presentation skill achi hey aur jo planning karti hoon oss se kaam chala hee leti hoon......... iss kay bawajood merey under kuchh khamiyan hein jo dooor karney ki koshash karti rahti hoon.... aur yeh bhi kahon gi kay insaan jitni responsibilities leta hey utni insaan key under sochnay aor decisions karnay ki salahiyat barhti hey......
                              acha point he
                              Originally posted by Rabi View Post
                              walikum salam khush rahye
                              sub sochon ko express kerna mushkil kaam hay
                              haan yehi to:garmi:
                              Originally posted by ummid View Post
                              wasalam

                              saari sochein express karne waali hoti bhi nahi :lol kyun ke me itna sochti ho ek Mamooli baat ko le ker bhi... logo ke chalne ke andaaz per bhi me sochti o :hohe:.. so express karne ka sawal nahi hota... :garmi:

                              or jo me ki thoughts towards my gaols hai unhe me express karna zaroori nahi sumjhti... me kaam kar ke kehti ho... keh ker kaam nahi karti
                              wakai sab sochen express karne wali nahi hoten warna bari larayan ho jaen:khi:

                              Comment

                              Working...
                              X