Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ap kia kehte hen?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Ap kia kehte hen?

    Originally posted by Z. View Post
    Walaikum salam,
    Merey khayal mey ham ney Islam ko itna mushkil bana diya hai k logon k saamney iss ka naam lo tau bas :-D
    Massla ye nahi hai k Khuda samaj ata hai ya nahi, Massla ye hai k ham Khuda ko samajney sey dartey hein. Ye mey iss liye keh rahi hun k apney ird gird mey dekhun tau mujhey aesey hi nazar ata hai, Masslan
    "Mey aik liberal musalman hun lekin minarets pe ban kam sey kam nahi bardasht ker sakti hun"
    "Hajj per chaley gaye tau phir uss ki hifazat bhi kerni perhey gi"
    Aur bohot saari misaalein hamarey media per hamein dekhney ko milti hein jab log Islamic republic of Pakistan ki sarbulandi ki baatein kertey hein magar jahan Sharia law ki baat aye tau waheen :-D
    Herat tau mujhey tab hoti jab log uss ideology ko Question kertey hein jiss ki bunyad per Pakistan ka wajood amal mey aya hai.

    Ab mey apni Zaat ki misaal dey deti hun. Alhumduillah meyra mukhtalif nazaryaat rakhney waley logon sey rauz interaction hota hai tau ye saarey sawal k "Mey kaun hun" Kyun hun, kyun ker rahi hun" routine ka hissa hain. ....apni taraf sey koshish hoti hai k her kaam, baat, soch bhi Islamic limits k ander rehtey huye hon baqi Allah T'ala maaf kerney wala hai.
    Akhir mey ye kehna chahun gi k atleast aik try kerni chahiye k islam hamari rauz marra zindagi ka hissa ho, sirf aik hafta lein aur apney ird gird, apney rauz marra k kaam kertey huye ghaur kerein, her waqt apney Rab ko apney sath rakhein...yahi rawwiya cheezon ko bohot assaan ker deta hai.
    bilkul yehi baat:thmbup:

    Comment

    • #32
      Re: Ap kia kehte hen?

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      yani banday ka is main koi role na hua. Ager allah ne he sub kuch khud he kerna banday ko apnay paas bhi apni merzi se kerna he aur banday ko door bhi apni merzi se kerna he (yani banda kut'putli he) to wo saza'o'jaza se balatar kyoon na karaar de diya gaya?

      دیکھو عامر پہلی بات یہ کہ میں تقدیر اور تدبیر دونوں کو مانتی ہوں ،اور جانتی ہوں کہ تدبیر کی نفی کر کے ہم بے عملی کی حوصلہ افزائی کرتے ہیں سو یہ الگ ٹاپک شروع نہیں کرنا چاہوں گی
      باقی ہر حال میں مرضی اسی کی ہوتی ہے وہی سبب پیداا کرتا ہے خیر موضوع یہ نہیں ہے ریٹا کا
      میرا یہ مشاہدہ ہے جو میں نے اوپر جواب دیا ۔۔۔لیکن جواب مختصر تھا اس لیے تم نے یہ اپنا نکتہ اعتراض اٹھایا
      صرف اتنی بات نہیں ہے
      ایک بندے کو جانتی ہوں اس نے اپنی لائف میں بہت مشکلات دیکھیں بہت مشقت کی ان مشکلوں سے وہ اللہ سے بہت دور ہوگیا مزہب سے متنفر ہوگیا بلکہ اللہ کو مانے سے انکاری ہوگیا ۔لیکن اب جب اسکے حالات اللہ ہی کے فضل سے بہتر بلکہ بہترین ہوگئے ہیں تو اسکے اندر شکرگزاری کا جزبہ پیدا ہوا ہے اور وہ اللہ کے بارے سوچنے لگا ہے شرمندہ ہے اپنی سوچ پر اور اپنی لائن بدل رہا ہے

      کہنے کا مقصد یہ کہ صرف مشکلات اور غم نہیں بلکہ اسکے متضاد حالات بھی اللہ کی یاد دلانے پہ مجبور کر دیتے ہیں وہ پہلا والا رپلائے بات کا ایک رخ تھا

      باقی زاتی اور شعوری کوشش سے جب ہم اللہ کو پانے کی کوشش کرتے ہیں نا عام حالات میں توڈانواڈول ہوجاتے ہیں کیونکہ پورے کے پورے اسلام میں داخل ہونے سے ڈرتے ہیں جیسا کہ شاہ رخ نے ایک تھریڈ لگایا تھا ،اور میں نے وہاں واصف علی واصف کا ایک لیکچر بھی کوٹ کیا تھا ۔خیر
      تو جب کوئی محرک ہوتا ہے نا تو زیادہ آسان ہوتا ہے اللہ کو پانا یہ میرا خیال،مشاہدہ اور تجربہ ہے ،باقی شعوری کوشش کون کرے گا جیسے زینیا کرتی ہیں وہی نا جس کا پاس شعور ہوگا تو جس کہ پاس شعور نہیں وہ کیسے کرے گا ؟؟؟؟

      مزید بھی بہت کچھ کہ سکتی ہوں مگر اتنا لکھ نہیں سکتی ابھی میں آبی بھائی نئیں بنی نا

      Originally posted by z. View Post
      akhir mey ye kehna chahun gi k atleast aik try kerni chahiye k islam hamari rauz marra zindagi ka hissa ho, sirf aik hafta lein aur apney ird gird, apney rauz marra k kaam kertey huye ghaur kerein, her waqt apney rab ko apney sath rakhein...yahi rawwiya cheezon ko bohot assaan ker deta hai.
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment

      • #33
        Re: Ap kia kehte hen?

        Read your comments. Accept my thanks. Match ki situation India ke haq mein he jub ke Election ki situation Shakeel Awan ke haq mein. Bhook lagi thi to biryani kha li he. Pyaas lagay gi to fridge ki taraf jaoon ga. Tum tension mut lena germiyan ziada der tak nahi chalein gi Allah ne chaha to garmiyoon mein bhi thandi baarishein hoon gi. Aur haan apnay aap ko thund se bacha ke rakhna aur apna khyal rakhna. Mein lout ke aaon ga, huh.
        :thmbup:

        Comment

        • #34

          shabsh jetay raho muje tum se yahi umeed thi
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment

          • #35
            Re: Ap kia kehte hen?

            اور میری سمجھ سے یہ بالا تر ہے کہ آخر ایک مسلمان کے ذہن میں یہ سوال بھلا کیونکر آسکتا ہے کہ خدا موجود ہے کہ نہیں ؟سمجھ میں کیوں نہیں آتا ملتا ہے یا نہیں ملتا
            Last edited by aabi2cool; 24 February 2010, 21:31.
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment

            • #36
              Re: Ap kia kehte hen?

              Originally posted by aabi2cool View Post
              اور میری سمجھ سے یہ بالا تر ہے کہ آخر ایک مسلمان کے ذہن میں یہ سوال بھلا کیونکر آسکتا ہے کہ خدا موجود ہے کہ نہیں ؟سمجھ میں کیوں نہیں آتا ملتا ہے یا نہیں ملتا
              me ne aik tehrer share ki thi.jis ko parhne se meri soch me wo sawal aey jin par phir me ne 2 threads lagaey.or jo ap pooch rahe hen k kese sawal asakta he to sawal yun asakta he k kehne ko ham sab musalman hen,lekin akher kia waja he k ham wo sab kuch phir bhi kar rahe hen jis ko Khuda na pasand karta he.is ka matlab ye hua k zarur hamen Khuda k hone me kuch yakene ki kami he.mujhe yakeen he k aag par hath rakhun gi to jal jaey ga,ye paka yakeen he to me kabhi aag par jan boojh kar hath nahi rakhun gi.to ye kesa yakeen he aaj k musalman ka k wo jaanta he k Allah he phir bhi wo, wo kuch karta he k lagta he k nahi he.ham is leay musalman hote hen k ham muslaman gharon me peda hote hen.ham ne kabhi khud se koshish nahi ki jaan sakte k ham kon hen,Allah se hamara taluk kia hona chaey?Quran Allah ka DATA he jis se hamen Allah k hone ka pata chalta he.us me serf ibadaat ka ziker nahi he us me sciences bhi hen,us me social issues bhi hen.cosmology se related ayaat bhi hen,lekin ham us ko choom chaat kar gharon me serf barkat k leay rakh chorte hen.itna tazaad kiun he?mehez lafzi tor par Allah ko kiun mante hen.dil se sochen k ham hen kia?itni bari universe me mehez aik zare k braber or harkaten or dawey kese?

              Comment

              • #37
                Re: Ap kia kehte hen?

                Walikum Salam Khush rahien

                Is per bas itna
                kay Allah hum sub ko naiki ki hidayt day.ameen

                Comment

                • #38
                  Re: Ap kia kehte hen?

                  Originally posted by saraah View Post
                  دیکھو عامر پہلی بات یہ کہ میں تقدیر اور تدبیر دونوں کو مانتی ہوں ،اور جانتی ہوں کہ تدبیر کی نفی کر کے ہم بے عملی کی حوصلہ افزائی کرتے ہیں سو یہ الگ ٹاپک شروع نہیں کرنا چاہوں گی

                  باقی ہر حال میں مرضی اسی کی ہوتی ہے وہی سبب پیداا کرتا ہے خیر موضوع یہ نہیں ہے ریٹا کا
                  میرا یہ مشاہدہ ہے جو میں نے اوپر جواب دیا ۔۔۔لیکن جواب مختصر تھا اس لیے تم نے یہ اپنا نکتہ اعتراض اٹھایا
                  صرف اتنی بات نہیں ہے
                  ایک بندے کو جانتی ہوں اس نے اپنی لائف میں بہت مشکلات دیکھیں بہت مشقت کی ان مشکلوں سے وہ اللہ سے بہت دور ہوگیا مزہب سے متنفر ہوگیا بلکہ اللہ کو مانے سے انکاری ہوگیا ۔لیکن اب جب اسکے حالات اللہ ہی کے فضل سے بہتر بلکہ بہترین ہوگئے ہیں تو اسکے اندر شکرگزاری کا جزبہ پیدا ہوا ہے اور وہ اللہ کے بارے سوچنے لگا ہے شرمندہ ہے اپنی سوچ پر اور اپنی لائن بدل رہا ہے
                  کہنے کا مقصد یہ کہ صرف مشکلات اور غم نہیں بلکہ اسکے متضاد حالات بھی اللہ کی یاد دلانے پہ مجبور کر دیتے ہیں وہ پہلا والا رپلائے بات کا ایک رخ تھا

                  باقی زاتی اور شعوری کوشش سے جب ہم اللہ کو پانے کی کوشش کرتے ہیں نا عام حالات میں توڈانواڈول ہوجاتے ہیں کیونکہ پورے کے پورے اسلام میں داخل ہونے سے ڈرتے ہیں جیسا کہ شاہ رخ نے ایک تھریڈ لگایا تھا ،اور میں نے وہاں واصف علی واصف کا ایک لیکچر بھی کوٹ کیا تھا ۔خیر
                  تو جب کوئی محرک ہوتا ہے نا تو زیادہ آسان ہوتا ہے اللہ کو پانا یہ میرا خیال،مشاہدہ اور تجربہ ہے ،باقی شعوری کوشش کون کرے گا جیسے زینیا کرتی ہیں وہی نا جس کا پاس شعور ہوگا تو جس کہ پاس شعور نہیں وہ کیسے کرے گا ؟؟؟؟

                  مزید بھی بہت کچھ کہ سکتی ہوں مگر اتنا لکھ نہیں سکتی ابھی میں آبی بھائی نئیں بنی نا

                  aap aabi bhai ban bhi nahi sakti kyun kay vo male hain aur aap female..... lakin mein yeh bataon aap key comments aabi se kam bhi nahi hein........ aap ney wasif ali wasif ka zikar kiya vo meray fav writer hein..... aap ney baht acha izhar e khayal kiya...... :thmbup::thmbup:
                  [/QUOTE]
                  sigpic

                  Comment

                  • #39
                    Re: Ap kia kehte hen?

                    Walaikum Assalaam Rita (aap kay naam say pehli baar mukhatib kar raha hoon pehlay ilm nahin tha warna zaroor kart woh tou saraah nay likha tou main nay liikh diya)

                    Sab say pehlay mujhay aap kay walid-e-mohatram kay intiqaal ka bohat dukh hay, may ALLAH SWT rest his soul in peace AMEEN.

                    Aap ki tehreer paRhi, humaray respected members ki rayay bhi paRhi magar khudh ki rayay daina main apna zaati farz samajhta hoon.

                    Humaray NABI SAW aur Sahab-e-Karam RZ nay hum zindagi jeenay ka AMLI tareeqa bataya hay, humari ghalat fehmi hay kay hum ISLAM ko srif aik mazhab samajhtay hain, ISLAM aik mazhab kay saath saath humari poori PRACTICAL ZINDAGI ka aik namoona hay magar hum srif ALLAH ALLAH karnay waalay ko MUSLAMAAN samajhtay hain jaisa kay bohat say log aksar aap ko kehtay sunay gain kay AAJ KA MUSLMAAN aisa hay waisa hay, waghaira waghaira.

                    ISLAM aik PRACTICAL mazhab hay aur barha kaha gaya hay kay IMANDAARI say kaam lo, risq kamatay hoo tou rizq-e-halal kamayo, log kay saath jhot-o-fareb ka rawaaiya na rakho, mehaz aik Acha INSAAN bann kar apnay aap ko duniya kay samnay paish karoo, yeh tamam kaam bhi IBAADAT ka hissa hain..... Baaqi ALLAH SWT nay humaray upper PAANCH waqt ki namaaz farz ki hay usski adayegi kartay rahain woh tou khudh ba khudh aap kay dinn bhar kay masroof schdule ka aik hissa hain taakay aap ALLAH SWT ko hi na bhula baithay...... Taleem haasil karna bhi aik IBAADAT hay aur apnay PROFESSION main IMAANDAARI aur RIZQ-e-HALAL ko AWALEEN tarjeeh daina bhi aik IBAADAT hay... srif ALLAH ALLAH kiye jaanay say ALLAH SWT nahin miltay, aap kay amaal hain jo khudh aap ko ALLAH WAALA bana dain gain, bas apnay aap ka HONESTLY MUWAZNA karain aap ko aap ka ZAMEER khudh keh day ga kay aap kitnay ALLAH WAALAY hain!

                    May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                    Fi amaan ALLAH

                    Originally posted by unity View Post
                    Aslamoalikum:hii:

                    last days me ne 2 threads shiru keay the..."No.2"...."Apki Bhtreen Umar?"

                    is k peeche kia soch thi wo aj share kar rahi hun,ab ap bataen is bare me kia kehte hen?
                    sigpic

                    Comment

                    • #40
                      Re: Ap kia kehte hen?

                      Originally posted by saraah View Post
                      shabsh jetay raho muje tum se yahi umeed thi
                      :shyy:
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #41
                        Re: Ap kia kehte hen?

                        Originally posted by thefire1 View Post
                        Walaikum Assalaam Rita (aap kay naam say pehli baar mukhatib kar raha hoon pehlay ilm nahin tha warna zaroor kart woh tou saraah nay likha tou main nay liikh diya)

                        Sab say pehlay mujhay aap kay walid-e-mohatram kay intiqaal ka bohat dukh hay, may ALLAH SWT rest his soul in peace AMEEN.

                        Aap ki tehreer paRhi, humaray respected members ki rayay bhi paRhi magar khudh ki rayay daina main apna zaati farz samajhta hoon.

                        Humaray NABI SAW aur Sahab-e-Karam RZ nay hum zindagi jeenay ka AMLI tareeqa bataya hay, humari ghalat fehmi hay kay hum ISLAM ko srif aik mazhab samajhtay hain, ISLAM aik mazhab kay saath saath humari poori PRACTICAL ZINDAGI ka aik namoona hay magar hum srif ALLAH ALLAH karnay waalay ko MUSLAMAAN samajhtay hain jaisa kay bohat say log aksar aap ko kehtay sunay gain kay AAJ KA MUSLMAAN aisa hay waisa hay, waghaira waghaira.

                        ISLAM aik PRACTICAL mazhab hay aur barha kaha gaya hay kay IMANDAARI say kaam lo, risq kamatay hoo tou rizq-e-halal kamayo, log kay saath jhot-o-fareb ka rawaaiya na rakho, mehaz aik Acha INSAAN bann kar apnay aap ko duniya kay samnay paish karoo, yeh tamam kaam bhi IBAADAT ka hissa hain..... Baaqi ALLAH SWT nay humaray upper PAANCH waqt ki namaaz farz ki hay usski adayegi kartay rahain woh tou khudh ba khudh aap kay dinn bhar kay masroof schdule ka aik hissa hain taakay aap ALLAH SWT ko hi na bhula baithay...... Taleem haasil karna bhi aik IBAADAT hay aur apnay PROFESSION main IMAANDAARI aur RIZQ-e-HALAL ko AWALEEN tarjeeh daina bhi aik IBAADAT hay... srif ALLAH ALLAH kiye jaanay say ALLAH SWT nahin miltay, aap kay amaal hain jo khudh aap ko ALLAH WAALA bana dain gain, bas apnay aap ka HONESTLY MUWAZNA karain aap ko aap ka ZAMEER khudh keh day ga kay aap kitnay ALLAH WAALAY hain!

                        May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                        Fi amaan ALLAH
                        mera naam rita nahi he:shyy:.or ye tehreer me ne aik book me parhi thi yhan serf share ki.or jo ap keh rahe hen me bhi wohi kehna chati hun.k jab Allah se mohabat ho gi,pehli tarjeeh Allah or Allah k rasool SAW hon to phir insan ghalat kaam nahi kar sakta wo har lamha sochta he k jo karne ja raha hun wo kese amal he Allah or rasool k kareeb

                        Comment

                        • #42
                          Re: Ap kia kehte hen?

                          Jee yehi baat main bhi keh raha hoon kay har kaam main ALLAH SWT ki aur Nabi-e-Karim SAW ki raza maqsood ho tou INSAAN khudh ba khudh uss manzil per poohanch jaata hay jahan usay ALLAH SWT ko talash karnay ki zaroorat paish nahin aati!!!!

                          Maazrat, kisi ki naqal karnay kay liye aqal ki zaroorat hoti hay, saraah kay aisa kehnay kay pechay kuch detail hogi jiss ka mujhay ilm nahin tha, main thera baywaqoof :lol

                          Originally posted by unity View Post
                          mera naam rita nahi he:shyy:.or ye tehreer me ne aik book me parhi thi yhan serf share ki.or jo ap keh rahe hen me bhi wohi kehna chati hun.k jab Allah se mohabat ho gi,pehli tarjeeh Allah or Allah k rasool SAW hon to phir insan ghalat kaam nahi kar sakta wo har lamha sochta he k jo karne ja raha hun wo kese amal he Allah or rasool k kareeb
                          sigpic

                          Comment

                          • #43
                            Re: Ap kia kehte hen?

                            Originally posted by unity View Post
                            me ne aik tehrer share ki thi.jis ko parhne se meri soch me wo sawal aey jin par phir me ne 2 threads lagaey.or jo ap pooch rahe hen k kese sawal asakta he to sawal yun asakta he k kehne ko ham sab musalman hen,lekin akher kia waja he k ham wo sab kuch phir bhi kar rahe hen jis ko khuda na pasand karta he.is ka matlab ye hua k zarur hamen khuda k hone me kuch yakene ki kami he.mujhe yakeen he k aag par hath rakhun gi to jal jaey ga,ye paka yakeen he to me kabhi aag par jan boojh kar hath nahi rakhun gi.to ye kesa yakeen he aaj k musalman ka k wo jaanta he k allah he phir bhi wo, wo kuch karta he k lagta he k nahi he.ham is leay musalman hote hen k ham muslaman gharon me peda hote hen.ham ne kabhi khud se koshish nahi ki jaan sakte k ham kon hen,allah se hamara taluk kia hona chaey?quran allah ka data he jis se hamen allah k hone ka pata chalta he.us me serf ibadaat ka ziker nahi he us me sciences bhi hen,us me social issues bhi hen.cosmology se related ayaat bhi hen,lekin ham us ko choom chaat kar gharon me serf barkat k leay rakh chorte hen.itna tazaad kiun he?mehez lafzi tor par allah ko kiun mante hen.dil se sochen k ham hen kia?itni bari universe me mehez aik zare k braber or harkaten or dawey kese?
                            اور میری بات کو آپ نہیں سمجھ پائیں ۔۔ اوپر جو اقتباس آپ نے شئر کیا ہے اس میں اٹھائے گئے سوالات کا اگر بنظر غائر جائزہ لیں تو ان سوالات کی مسلمہ حیثیت کو تسلیم کرنے کے لیے ہمیں چند جہات مقرر کرنا پڑیں گی ۔مثلا اگر یہی سوال لے لیا جائے کہ آیا خدا کا کوئی وجود ہے یا نہیں ؟؟؟؟؟؟ تو اس سوال کے کرنے والے کے بارے میں جو سب سے پہلا تصور پیدا ہوتا ہے وہ ہے دھریہ یا منکر خدا کا کیونکہ ایک مسلمان کے ذہن کے کسی بھی ادنٰی سے ادنٰی اور تاریک سے گوشہ میں بھی اس سوال کا جنم لینا اس طریق سے محال ہے کے جس طریق سے یہ سوال کوئی بھی دھریہ اٹھاتا ہے ہاں ایک مسلمان کے دل و دماغ میں اس قسم کا سوال اگر آتا ہے تو اس کا طریق جداگانہ ہوتا ہے اور وہ ہوتا تعلیم و تعلم یعنی محض دلائل کے اعتبار سے خدا کے وجود کا اثباتی مطالعہ ورنہ مومن کی تو یہ شان قرآن کے اولین اوراق میں اللہ پاک نے بیان کردی کہ وہ تو وہ ہیں جو کہ غیب پر ہی ایمان لانے والے ہیں ۔۔ ۔جس چیز کی طرف رائٹر نے توجہ دلائی ہے وہ ایک حد تک یا کسی اعتبار سے ٹھیک بھی ہے مگر اس کا تعلق خدا کو سمجھنے سمجھانے یا ہونے یا نہ ہونے سے اس طرح سے نہیں کہ جس طرح سے سوالات قائم کیئے گئے ہیں کیونکہ جو سمجھ میں آجائے وہ خدا کیونکر ہوا ۔ ۔ ۔ رہ گئے آپ کے اٹھائے گئے سوالات تو ان کا براہ راست تعلق خدا کے وجود یا عدم سے ہرگز نہیں اگر آپ کو پھر بھی سمجھ میں نہیں آرہا تو ایک الگ تھریڈ عقیدہ اور ایمان و یقین کی حقیقت پر لگایئے وہاں گفتگو کرتے ہیں
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment

                            • #44
                              Re: Ap kia kehte hen?

                              Originally posted by aabi2cool View Post
                              اور میری سمجھ سے یہ بالا تر ہے کہ آخر ایک مسلمان کے ذہن میں یہ سوال بھلا کیونکر آسکتا ہے کہ خدا موجود ہے کہ نہیں ؟سمجھ میں کیوں نہیں آتا ملتا ہے یا نہیں ملتا
                              asskta hai ,koi zayda hairat ki baat nae aabi bhai ,yeh insani zehan ki karistani hai jo bohat paicheeda hai ,mere samnay kuch misalain mojood hain ....factors bohat se hain is sk peechay..khair its another topic ,thats all

                              Originally posted by safia View Post
                              aap ney wasif ali wasif ka zikar kiya vo meray fav writer hein..... aap ney baht acha izhar e khayal kiya...... :thmbup::thmbup:
                              [/QUOTE]

                              thank u Safia :rose
                              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                              Comment

                              Working...
                              X