Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Stage

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Stage

    Aslamoalikum:hii:

    wese to ye dunya hi aik stage he or sab apna apna character kar k chale jate hen lekin kabhi kabhi hamen asli stage par bhi jana parta he,ap me se aksar ko koi na koi tajurba hua ho ga,takreer ka,naa't ka,song ka,drama ka etc.to bataen k jab samne dher sare log hon to kesa laga?
    tangen kitna kanpen?
    halaq kitna khushk hua?

    or koi tip jo krne se confidence hasil kia ho
    Last edited by AbgeenA; 20 February 2010, 19:19.


  • #2
    Re: Stage

    و عليكم السلام و رحمة الله

    dii me ne buch'pun se school mai ye stage sey door hi rehney ki koshish kii..magar phir bhi teachers me ko ya tu kali bana letii ya phir titlii....teddy

    khair wo tu buch'pun tha magar when i was in tenth class tu us waqt Hazoor Pak (salallahu alaihi wassalam) k khakey banaye gaye they ...wo meri zindagii ka turning point tha...main ne school main parrhayi waghera bhi chorr dii aye din asembly mai koi taqreer karti...jub bhi koi function waghera hota..mujhey sub sey pehley kaha jata...bus yeh topic hi kuch is tarha ka tha k josh khud ba'khud ajata or samney baitey logoon ko bhool jatii..

    phir us k baad kayii taqreerein ki ..mera favourite topic qabar or mout ka tha...us waqt sub log roney mai masroof hotey tu me ko koi daikhkta hi nai tha...:lol
    haan aj kul barri taqreerein karnii parrti hain...tu barrey barrey log saamney baithey hotey hain...har lafz ghour sey sun rahey hotey hain...tu darr lagta hai ..gala khushk hojata hai ...awaaz me ki waisey hi koi nai sun pata ..phir tu aisey lag raha hota hai me koi silent movie bana rahi hoon..sirf haath hila rahi hoti hoon..galey sey kuch nikal nai raha hoota...372-scare
    .......................!!!!!

    Comment


    • #3
      Re: Stage

      amir uncel booltay hai jab b koe aysi baat ho jaye to





























      bolo ALL IS WEL ALL IS WELL :D

      Comment


      • #4
        Re: Stage

        Elam ho... to her kam ho sakta hay.

        stage per jana koi aam bat nahi baqaida aik Art hay.


        and samj lian k
        practice make every things so ....

        Comment


        • #5
          Re: Stage

          wel i do when i face the camera am confeus but i dint relis it

          you need to do somthing first of all


          u hav confdens bcoz if u hav that u win the world




          thats it

          Comment


          • #6
            Re: Stage

            Originally posted by unity View Post
            Aslamoalikum:hii:

            ,ap me se aksar ko koi na koi tajurba hua ho ga,takreer ka,naa't ka,song ka,drama ka etc.to bataen k jab samne dher sare log hon to kesa laga?
            tangen kitna kanpen?
            halaq kitna khushk hua?

            or koi tip jo krne se confidence hasil kia ho
            in sab k ilawa school k zamany main satge per folk dance k muqbaly main bhi hisa lay chuka hon natia muqabla quiz pro , taqreer milli naghmay aur is k ilawa mukhtlif mazhbi aur moashrati ijtimaat main tilawat e quran , naat e paak taqreer aur stage per nizmat k fraiz anjaam day chuka hon alhamdulilah kabhi koi masla naee hua . . . .tips faqat confidence hona choyee
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment


            • #7
              Re: Stage

              waalam

              hum kuch bhi reply kar lein... aap ne yun hi baithna hai ... so bina reply ke hi baith jaaiye is baar aise ... :wink

              Comment


              • #8
                Re: Stage

                Originally posted by unity View Post
                Aslamoalikum:hii:

                wese to ye dunya hi aik stage he or sab apna apna character kar k chale jate hen lekin kabhi kabhi hamen asli stage par bhi jana parta he,ap me se aksar ko koi na koi tajurba hua ho ga,takreer ka,naa't ka,song ka,drama ka etc.to bataen k jab samne dher sare log hon to kesa laga?
                tangen kitna kanpen?
                halaq kitna khushk hua?

                or koi tip jo krne se confidence hasil kia ho
                Wa Alaikum Aslam,

                Tum ne Shaikh S. Peer Sahib ki statement share ki, jis se mujay ikhtalaf bhi hay. Lekin yeh hamara topic nahi he is liye mitti paoo :think:

                To tell you mein buchpan mein kabi bhi stage per excited ho ke nahi gaya. Na he meri stage presence bohat ziada confident rahi. I remained mediocre in this field. Lekin aisa bhi nahi tha ke mein stage se koi bohat derta tha. Stage per ja ker ziada tar "talawat" he ki. Ziada tar presence meri forcefully hui, kyoon ke mein perhai mein lead kerta tha to mere teachers expect kerte thay ke mein stage per jaoon, but I never felt comfortable on stage.

                Lekin ub overseas meetings ke liye jana perta he. European aur American companies ke saath meetings kerni perti hein. Jin mein ziada tar round table meetings bhi hoti hein, aur kabi kuch demonstration bhi deni perti he, to mein kafi comfortable rehta hoon, mujay koi masla nahi hota.

                Hamari family ki get to gether ho. Business fellows ki meeting ho to bhi mein ziada he bolta hoon. So confidence mein to mujay 1% bhi kami nahi lagti apnay mein. :donno:
                :thmbup:

                Comment


                • #9
                  Re: Stage

                  Originally posted by aabi2cool View Post
                  in sab k ilawa school k zamany main satge per folk dance k muqbaly main bhi hisa lay chuka hon
                  yaar mein ne suna he ke tum Shazia Khushak ke peechay bhi dhool bajatay rahay ho
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #10
                    Re: Stage

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    yaar mein ne suna he ke tum Shazia Khushak ke peechay bhi dhool bajatay rahay ho
                    بڑا تیرا کسے جج دے پرانے جئے تھوڑے ورگا منہ اے توں غلط سنیا اے
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment


                    • #11
                      Re: Stage

                      Originally posted by aabi2cool View Post
                      بڑا تیرا کسے جج دے پرانے جئے تھوڑے ورگا منہ اے توں غلط سنیا اے
                      Ho sakta he aabi bhai mujay ghalti lag gai ho, meri is ghalti per aap reputation ka nazrana kabool keejiye :shyy:
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #12
                        Re: Stage

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Ho sakta he aabi bhai mujay ghalti lag gai ho, meri is ghalti per aap reputation ka nazrana kabool keejiye :shyy:
                        ton day lay repu pe rjis deharay main taynoon ditti an repu tay taynoon lag pata jana ayyyy
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment


                        • #13
                          Re: Stage

                          Originally posted by aabi2cool View Post
                          ton day lay repu pe rjis deharay main taynoon ditti an repu tay taynoon lag pata jana ayyyy
                          aabi bhai aap nahi dein ge repu, mujay pata he ke aap chawal hein
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #14
                            Re: Stage

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            aabi bhai aap nahi dein ge repu, mujay pata he ke aap chawal hein
                            آپ یہ دسیں کہ آپ نکیاں ہوندیاں کے ہی حسین تھے یا ہُن آکے لعنتیں پڑی ہیں :hii:
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment


                            • #15
                              Re: Stage

                              Originally posted by aabi2cool View Post
                              آپ یہ دسیں کہ آپ نکیاں ہوندیاں کے ہی حسین تھے یا ہُن آکے لعنتیں پڑی ہیں :hii:
                              Mein buchpan se he haseen'o'jameel tha.
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X