Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

pagal se shaadi

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: pagal se shaadi

    Originally posted by safia View Post
    aap ney barri galat baat ki hey.............. mein aap ko bahut kuchh kahna chahti hoon lakin buss pata nahi kyun khamoshi ko behtar samjhti hoon..... mein mod aur admin se request karon gi key iss tarah ki baatein delete ki jain aur khawateen ko ess tarah tazleel na kiya jai..............

    Aap ney mj jo kehna hai PVT mein keh do.... Mgr jo hai wo hai..... Barry Burhy jo keh gaye hain wo such hai. Aap ko pta hai k Jahanum mein orto ki taadad q ziada hai? Kabhi research krna.or aap ko yeh bhi pta hoga k yeh kis ney Farmaya hai?

    Main ney aap ko point out nahi kia jo iss tarah garmi kha rahi ho.....

    main ney yeh bhi likha hai k mardo ki kamzori orat hai jo k khud mardo k liye aik boht brri tazlil hai. Mgr accept kia hai. to mehrbani kar k agr aap ney haqeeqt accept nahi hoti to chup rahen. ya to phr dil mein jo baat ho mj PVT mein suna dia kren. I wont mind. Its up to u

    Comment

    • #47
      Re: pagal se shaadi

      Originally posted by Aanchal View Post
      pesa kia sirf aurat ki kamzori hai ? mard ki nahi ? is pay kuch izhar-i-khayal farmian gay :mm:

      aap ney baat ko ghlt smjha hai main yeh nahi keh raha k orat paisy k liye sb kuch kry gi. Main ney aik kahawat btai hai main ney aik say nahi kitny logo say suni hai or main ney boht sari iss ki exmples bhi dekhi hain.

      agr yeh baat main ney apni taraf sy ki hoti to zrur explanation krta... Lekin q k aik kahawat hai iss liye main explain nahi kr skta....

      Agr aap ko example he chaye tp PM kar skta hun.. mgr yaha nahi

      Comment

      • #48
        Re: pagal se shaadi

        Assalaam-O-alaikum

        Pata nahin yeh aik aisa topic hay jiss per bohat soch kar bhi kuch sahi baat samajh nahin aarahi...

        Jahan tak meray nazaryeh ka sawaal hay tou mera zaaati MUSHAHIDA tou mujhay yehi kheta hay kay kay insaan waqayi PAISAY ki khaatir kuch bhi kar sakta hay, kisi ki jaan laysakta hay, kisi ko zindagibhar kay liye tabah-o-barbaad karsakta hay, apni izzat aur imaan ko bhi dayoo per laga sakta hay aur apna jism tak baich sakta.....!!! Kisi pagal say shaadi karna tou aik aam see baat lagti hay.

        Aaj kal hum INSAANI tareekh kay aik aisay dour say guzar rahay hain jiss main kisi cheese ka kuch andaaza lagana bohat hi mushkil hain, kia insaani haalat hain, mehangayi hay, paraishaani hay, kia hay jo insaan ko har waqt aisa sochnay aur karnay per majboor kardaitay hain jiss per uss ka dil razaband nahin hota magar halaat kay aagay GHUTNA taik kar insaan aisa qadam bhi apnay dil per pathar rakh kar utha laita hay.... aur humaray MASHRAY ki sab say MAJBOOR/MAZLOOM makhlooq hay AURAT......!!!!!

        Aik bhai chahay mouhallay main, college waghaira main hazaaroon laRkiyon say ISHQ laRayay magar BEHAN ko kisi say hanstay baat karta dekh lay tou uss kay tanbadan main aag lag jaati hay aur woh apni NAZUK see behan per haath uthaanay say bhi nahin katraata!

        Baita bhalay hi apni pasand ki dulhan ghar lay aayay magar BETI aisa karay tou BAGHAWAT, NADAANI aur BAYWAQOOFI!!!

        Meray hissab say aik AURAT paisay ki nahin MOHABBAT ki bhooki hoti hay balkay har insaan MOHABBAT ka bhooka hota hay, kiyonki agar Doulat naa bhi ho tou bhi insaan mohbbat kay saharay "Daal roti" main bhi zindagi guzaar sakta hay, usski KHUWAHISHAAT tou umaadti hain magar MOHABBAT ki tapish aisy khuwahish ki takmeel kay liye ussay koi HARAM ya GHALAT rasta apnanay say dour rakhti hay......

        PAGAL bhi ALLAH SWT ki banayii hoyee MAKHLOOQ hain, unn say shaadi kar lee bhi jayay tou bhi unn ko kia pata hona hay kay shaadi kia hay, bas aik insaniyat kay naatay humain MOHABBAT daini chayeh apni hawas ki takmeel ka ya Daulaat paanay ka sonheri mouqa nahin samajhna chayeh!

        may ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

        Fi amaan ALLAH
        sigpic

        Comment

        • #49
          Re: pagal se shaadi

          Originally posted by thefire1 View Post

          i always like your comments because your way of describing is beautiful as well as superb..... so i just say that we need to force and drag ourselves to leave our luxirious and lavish life. ..... because we have created for love not money. ..... no doubt you have given balance comments.......
          sigpic

          Comment

          Working...
          X