Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

How to get relief

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • safia
    replied
    Re: How to get relief

    Originally posted by Khalil View Post
    mujy aajtak

    1. Sir Dard
    2. Tension
    3. Yaad'daasht

    main sy koi b prb nahi hui kiun k

    main kisi kee bat dil main nai rakhta
    her baat moun per he keh daita hun
    dil main gusa nahi palta kisi k liy
    aur sab sy aham baat main koi na koi bahana talash krta rehta hun
    kisi na kisi kee madad k liy
    aur khud bakhod hee relife mil jata hay.


    jab k mondasialkoti aik karobari banda hay
    es ko yeh chezain must huti hian.
    kiun k karobar hota hay jhoot per hay
    aur tention to aani hee hay
    kiun mondia??
    vese tension tu iss doaur mein sub ko hota hai...... vo aap hoon yaa sialkoty ho yaa mein hoon..........

    Leave a comment:


  • saraah
    replied
    Re: How to get relief

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Aslam-o-Alaikum Doosto,

    .
    waalikum asslam dushmna

    buisness viz-nes chorr de aur jungle me nikal ja yeh hai tere maslay ka hal/fly

    Leave a comment:


  • Muhammad Khalil
    replied
    Re: How to get relief

    mujy aajtak

    1. Sir Dard
    2. Tension
    3. Yaad'daasht

    main sy koi b prb nahi hui kiun k

    main kisi kee bat dil main nai rakhta
    her baat moun per he keh daita hun
    dil main gusa nahi palta kisi k liy
    aur sab sy aham baat main koi na koi bahana talash krta rehta hun
    kisi na kisi kee madad k liy
    aur khud bakhod hee relife mil jata hay.


    jab k mondasialkoti aik karobari banda hay
    es ko yeh chezain must huti hian.
    kiun k karobar hota hay jhoot per hay
    aur tention to aani hee hay
    kiun mondia??

    Leave a comment:


  • safia
    replied
    Re: How to get relief

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Aslam-o-Alaikum Doosto,

    Yahan per aap apnay apnay mufeed mashwaray share keejiye ke darj'zail beemaariyoon se kese nijaat pai ja sakti he, ya in intensity ko kese minimize kia ja sakta he. Although I have knowledge about them, lekin kehtay hein ke mashwara dewaaron se bhi le lena chahiye. Aur maybe aap me se kisi ke ya ziada tar ke concepts related to these basic disease muj se kahin behtar hoon. So, come up with your serious comments:

    1. Sir Dard
    2. Tension
    3. Yaad'daasht

    Your suggestions will be v much helpful for me as well as less or more I myself am victim of all above.


    aap apna blood pressure check karwain.... ..... issilieye BP high yaa low hai..... yaad'dasht kayliye aap khayali duniya mein kam raha karein aur koshash kiya karein khud ko active rakhain..... tension release karnay kay baht methods hain aap yoga kiya karein....... mazeed mein aap kayliye dua karon gi kay aap baht khush rahin.........

    Leave a comment:


  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: How to get relief

    Originally posted by Faro View Post
    wsalam!

    JEs problem ki wajha se ya sab bemariyan ha us ko khatam karo us kay illawa kuch bhi karna beqar ha ....:tasali:

    Han bemariyo ko kam karna ha tu kesi se share karo ..jo u ko hoslay bharay lafz suna sakayALfaz sab se baray marham hotay hian:manicure:
    Oh ho wo to theek he, kisi had tak yeh beemaariyan inter-related hein. Khair, koi mufeed mashara he to batao, warna phuttan khao :think:

    Leave a comment:


  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: How to get relief

    Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
    walekum asslam dost
    ye teen beemaryan batain aap nay
    1. Sir Dard
    2. Tension
    3. Yaad'daasht



    sir dard k liye to chaaye peni chahye panadol k sath :hii:
    ya sar main oil lagain aroma wala , like coconut oil
    phir
    pressuer point ko massag karen
    ka'n pati pay .... kaan k pechay ..


    tension k liye ,, aap tension ki reason ko he rafa dafa kar den
    ( tension relief ka tariqa mujhe nai pata , mnujhe bhi batain)


    yaad dasht say relief lena hay ? :soch:
    Thank you for sharing your views :thmbup:

    Leave a comment:


  • fari
    replied
    Re: How to get relief

    wsalam!

    JEs problem ki wajha se ya sab bemariyan ha us ko khatam karo us kay illawa kuch bhi karna beqar ha ....:tasali:

    Han bemariyo ko kam karna ha tu kesi se share karo ..jo u ko hoslay bharay lafz suna sakayALfaz sab se baray marham hotay hian:manicure:

    Leave a comment:


  • _Dard_Aashna_
    replied
    Re: How to get relief

    walekum asslam dost
    ye teen beemaryan batain aap nay
    1. Sir Dard
    2. Tension
    3. Yaad'daasht



    sir dard k liye to chaaye peni chahye panadol k sath :hii:
    ya sar main oil lagain aroma wala , like coconut oil
    phir
    pressuer point ko massag karen
    ka'n pati pay .... kaan k pechay ..


    tension k liye ,, aap tension ki reason ko he rafa dafa kar den
    ( tension relief ka tariqa mujhe nai pata , mnujhe bhi batain)


    yaad dasht say relief lena hay ? :soch:

    Leave a comment:


  • Mr. Sialkoty
    started a topic How to get relief

    How to get relief

    Aslam-o-Alaikum Doosto,

    Yahan per aap apnay apnay mufeed mashwaray share keejiye ke darj'zail beemaariyoon se kese nijaat pai ja sakti he, ya in intensity ko kese minimize kia ja sakta he. Although I have knowledge about them, lekin kehtay hein ke mashwara dewaaron se bhi le lena chahiye. Aur maybe aap me se kisi ke ya ziada tar ke concepts related to these basic disease muj se kahin behtar hoon. So, come up with your serious comments:

    1. Sir Dard
    2. Tension
    3. Yaad'daasht


    Your suggestions will be v much helpful for me as well as less or more I myself am victim of all above.
    Last edited by Mr. Sialkoty; 18 February 2010, 00:25.
Working...
X