Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Achai ka Label

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Achai ka Label

    yups... me ko waise bhi acche banne ka shoq kabhi bhi nahi raha... isi liye me is cheez se bachi rahi... :manicure:....me ke liye yahi common juudgment raha hai sub ka "unpredictable" kub kya kar jaaye kuch pata nahi... or aisa hi hai... so me is cheez se bacchi rahi ho ab tak tu... :wink

    Comment


    • #17
      Re: Achai ka Label

      Originally posted by ummid View Post
      yups... me ko waise bhi acche banne ka shoq kabhi bhi nahi raha... isi liye me is cheez se bachi rahi... :manicure:....me ke liye yahi common juudgment raha hai sub ka "unpredictable" kub kya kar jaaye kuch pata nahi... or aisa hi hai... so me is cheez se bacchi rahi ho ab tak tu... :wink
      :wink
      :thmbup:

      Comment


      • #18
        Re: Achai ka Label

        Walaikum Assalam...

        acha thread he...
        mere sath buhat dafa aisa hua he..jub me High School me tha to mere ghar wale samjhte thay me kafi shareef bacha ho per aisa tha nahi...bura us waqt lagta tha jub sub mehmano k samne mere bare me kaha jata tha me ne kabhi koi slang word use nahi kia ajj tuk aur me 2 hr pehle use kar k aya hota he ....i guess larko me slang word use karna natural he jo nahi karta wo phir.......

        perhai me school me me ne galti se aik 2 bar koi test wagera memorise kar k suna dia tha teacher ko us k baad mujhe yaad karne ki zararat nahi pari kyun k phir meri duty lag gai thi sub se sunne ki...kher me ne us subject me distinction la kar compensate kar dia tha

        abhi bhi me k relatives mein jo same age grp me he wo me ko super human samjhte he...jis ki waja se mujhe thora time lagta he un ko realise karwane me...lekin kuch gap aa hi jata he...

        lekin yeh sub us dor ki batein he jab meri tarifein hua krti thi
        arsa hua yaar ko mehman kie hue

        Comment


        • #19
          Re: Achai ka Label

          Shukran all :rose

          aap sab k replies perh ker mey ney sukh ka saan's liya hai :-D yani k iss dunya mey kafi Trade Marks maujood hain :lol

          bless you all! :rose
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #20
            Re: Achai ka Label

            Originally posted by MSA View Post
            Walaikum Assalam...

            acha thread he...
            mere sath buhat dafa aisa hua he..jub me High School me tha to mere ghar wale samjhte thay me kafi shareef bacha ho per aisa tha nahi...bura us waqt lagta tha jub sub mehmano k samne mere bare me kaha jata tha me ne kabhi koi slang word use nahi kia ajj tuk aur me 2 hr pehle use kar k aya hota he ....i guess larko me slang word use karna natural he jo nahi karta wo phir.......

            perhai me school me me ne galti se aik 2 bar koi test wagera memorise kar k suna dia tha teacher ko us k baad mujhe yaad karne ki zararat nahi pari kyun k phir meri duty lag gai thi sub se sunne ki...kher me ne us subject me distinction la kar compensate kar dia tha

            abhi bhi me k relatives mein jo same age grp me he wo me ko super human samjhte he...jis ki waja se mujhe thora time lagta he un ko realise karwane me...lekin kuch gap aa hi jata he...

            lekin yeh sub us dor ki batein he jab meri tarifein hua krti thi
            arsa hua yaar ko mehman kie hue
            Bablu tu jo chahay ker le, kitnay he slang words use ker le, tu rahay ga beeba bucha he. Aur yeh mera Hukam he :oldie:
            :thmbup:

            Comment


            • #21
              Re: Achai ka Label

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Bablu tu jo chahay ker le, kitnay he slang words use ker le, tu rahay ga beeba bucha he. Aur yeh mera Hukam he :oldie:
              :ys:....u ka hukm to NRO ki tarah he....:ys:

              Comment


              • #22
                Re: Achai ka Label

                Originally posted by Z. View Post
                Asalam alaikum,

                Kabhi aeysa hua hai k aap per aik "acha honey" ka label lag jaye? aur kabhi dar laga hai aap ko? Jab her koi aap ko acha acha kehney lagey :-D aur aap ko ye mehsoos ho k ab itney achey bhi ham nahi :-D
                و عليكم السلام و رحمة الله

                G haan me par label laga hai "Achi bachii " ka..(as i'm still a bachii...:shyy:)
                or is label ko maintain rakhna bhi merey liye kabhi mushkil na tha becuz mujjhey kabhi koi aisa kaam nai karna parra jo meri marzi k khilaaf ho..ya phir koi acting wacting...mai jaisii hoon waisii hi rehtii hoon..phir bhi sub achi bachii kehtey hain...tu is ka matlub tu yahii howa k...:shyy:

                acha bacha aksar usey kehtey hainjo zyada bolta nahiin, zyada sharartein nahiin karta, barroon ki baat manta hai, sub ki izzat karta hai, parrhayi par dehaan deta hai, har kaam waqt par karta hai, buri suhbat se buchta hai, such bolta hai, fuzool kaamoon mai time waste nai karta etc ....tu janab yeh saari khasoosiyaat mujh main hain....:hairdrayer:

                jahan tak baat rahii darney ki tu...kabhi kabhaar darr lagta hai khud ki feelings ko xpress kartey howey ..or shayad yahii wajah hai k akser mehfil main baithey howe bhi khamosh rehtii hoon(PG k baahir) akeley rehna parrta hai bus apney app main jeena parrta hai..kisi sey ghul'mil nai patii...
                .......................!!!!!

                Comment


                • #23
                  Re: Achai ka Label

                  Originally posted by MSA View Post
                  :ys:....u ka hukm to NRO ki tarah he....:ys:
                  Aisa mut samaj, isay CJ ka hukam samaj :ys:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #24
                    Re: Achai ka Label

                    Acha hony ka to kabhi label nahi lga.. Actually main Kafi POOND :p Tabiat ka hun to meri jitni bhi czns hain wo yehi smjhti hain k main Larkio k sath ulti sidhi frndshp rakhta hun hala k esa kuch bhi nahi.... to Basically burai ka label lgna ziada asan hota hai achai ka nahi...

                    Comment


                    • #25
                      Re: Achai ka Label

                      main to aisa lerka hi nahi2guns
                      Last edited by D@y W@lk3r; 22 February 2010, 23:41.
                      ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                      Comment


                      • #26
                        Re: Achai ka Label

                        Originally posted by MindFreak View Post
                        Acha hony ka to kabhi label nahi lga.. Actually main Kafi POOND :p Tabiat ka hun to meri jitni bhi czns hain wo yehi smjhti hain k main Larkio k sath ulti sidhi frndshp rakhta hun hala k esa kuch bhi nahi.... to Basically burai ka label lgna ziada asan hota hai achai ka nahi...
                        :hoho:
                        ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                        Comment

                        Working...