Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Achai ka Label

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Achai ka Label

    Asalam alaikum,

    Kabhi aeysa hua hai k aap per aik "acha honey" ka label lag jaye? aur kabhi dar laga hai aap ko? Jab her koi aap ko acha acha kehney lagey :-D aur aap ko ye mehsoos ho k ab itney achey bhi ham nahi :-D
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Achai ka Label

    Originally posted by Z. View Post
    Asalam alaikum,

    Kabhi aeysa hua hai k aap per aik "acha honey" ka label lag jaye? aur kabhi dar laga hai aap ko? Jab her koi aap ko acha acha kehney lagey :-D aur aap ko ye mehsoos ho k ab itney achey bhi ham nahi :-D
    Wa Alaikum Aslam,

    I am about to laugh and in the meantime I do acknowledge your wisdom as well. Mujay yeh topic is liye bhi ziada interesting lag raha he jese yeh muj ko he samnay rakh ker banaya gaya ho.

    Bilkul muj per buchpan mein "acha" honay ka label laga diya gaya tha aur is liye mein apnay ziada kareebi relatives and especially apnay dad ke saamnay kabi bhi "normal buchon" ki tarah khul nahi paya. Mujay is ka advantage sirf itna he mila ke mere relatives meri izat kerte thay. Lekin jo kaam mere cousins ker jatay thay wild tareekay se, mein wo nahi kerta tha because I wanted to maintain my status.

    As time passed, mein ne realize kia ke yeh label bohat bara disadvantage he. Phir mere dad ne bhi mujay aik do lecture aisa dia ke jis se mera vision bilkul change ho gaya. Mein aik bohat ba'aitmaad ka beta tha, per mere andar apnay baap jitna aitmad paida na ho paya. Lekin ub Alhamdullilah aisa koi masla nahi.

    Mein to yeh kahoon ga "especially" buchoon ko labeled na karein, is se wo aik dimension mein to polish ho jata he, lekin baki dimensions mein wo dull aur rusty he rehta he :rose
    :thmbup:

    Comment

    • #3
      Re: Achai ka Label

      Originally posted by Z. View Post
      Asalam alaikum,

      Kabhi aeysa hua hai k aap per aik "acha honey" ka label lag jaye? aur kabhi dar laga hai aap ko? Jab her koi aap ko acha acha kehney lagey :-D aur aap ko ye mehsoos ho k ab itney achey bhi ham nahi :-D
      W sallamm,,,,,,,,,
      merray choottay bhaii kii ghallat harkatoo kii wajjaa sayy sab mujhayy achhaa samjhttay hain..............372-haha

      ab main kitnnaa achha hoo i don,t know:D
      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

      Comment

      • #4
        Re: Achai ka Label

        me bohat bura hon

        Comment

        • #5
          Re: Achai ka Label

          mazay ka topic ha :lol

          meri behan bhai becharay acha ban nay kay lia khabi koi ghalat kam nahi kartay na hi khabi ghalat lafz use kartay hain ab bhi :lol aur mai dharalay se kuch bhi kah jati hon jo dil karay:esmile: limits mai rah karAb me kay behan bhaiyo nay kuch khalwana ho kesi ko tu mujhay kah datay hain kah bolo372-hahaasay log tu inkar bhi nahi karsaktay kesi ko kesi kam se :shyy:
          Aur meray khiyal se asay nhi hona chaiya ... ya achay ban nay ka label bohat ghalat chiz ha.....asay logo ki real feeling khabi logo kay samnay nhi ati:jc:

          Comment

          • #6
            Re: Achai ka Label

            Originally posted by Faro View Post

            Very good faroq I like it
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: Achai ka Label

              lo ji koi acha kahy to dar kiu lagy ga:think:

              Comment

              • #8
                Re: Achai ka Label

                Originally posted by vvvcute View Post
                me bohat bura hon
                Koi Shak?
                :oldie:
                S T I L L W A I T I N G
                sigpic

                Comment

                • #9
                  Re: Achai ka Label

                  Originally posted by Z. View Post
                  Asalam alaikum,

                  Kabhi aeysa hua hai k aap per aik "acha honey" ka label lag jaye? aur kabhi dar laga hai aap ko? Jab her koi aap ko acha acha kehney lagey :-D aur aap ko ye mehsoos ho k ab itney achey bhi ham nahi :-D

                  Pehli Martaba Sunn Raha Hoon ke "Achha Honay"
                  Se Aadmi Khasaaray Main Rehta Hay, Ya Apna
                  Maafi-ul-Zameer Nahi Biyan Nahi Kar Sakta.
                  Bachpaqn Ki Baat Chhoriey, Bachay To Ma'soom
                  Hi Hotay Hain, Serious Hoan Bhalay Sharaarti.
                  Magar Baron Main Wohi Achha Hota Hay Jisay
                  Doosray Achha Kehtay Hain, Na Ke Apnay
                  Moonh Mian Mithu Ban'nay Wala.
                  Aik Hadees Shareef Ka Mafhoom Hay!
                  (Allah Ta'ala Kami Beshi Muaaf Farmaen! Aameen)
                  Tum Main Se Behter Woh Hay Jis Ke Haath
                  Aur Zubaan Ke Shar Se Doosray Mehfooz Hon!
                  Bless You!
                  :oldie:
                  S T I L L W A I T I N G
                  sigpic

                  Comment

                  • #10
                    Re: Achai ka Label

                    Originally posted by Z. View Post
                    Asalam alaikum,

                    Kabhi aeysa hua hai k aap per aik "acha honey" ka label lag jaye? aur kabhi dar laga hai aap ko? Jab her koi aap ko acha acha kehney lagey :-D aur aap ko ye mehsoos ho k ab itney achey bhi ham nahi :-D
                    haan yeh kabhi hota hai..... aur kaafi muhtaat tareekay se rahna bhi parta hai.................
                    sigpic

                    Comment

                    • #11
                      Re: Achai ka Label

                      Hmm dar lagta hay itna kay Ye jitna accha mujhy samjh rahin hain Itni acchi hun nahi main LAkin try ki ja sakti hain taky unhay naumeedi na ho:)

                      Comment

                      • #12
                        Re: Achai ka Label

                        Originally posted by BANJARAH View Post
                        Koi Shak?
                        ap ko to paka hi yqeen hai na

                        Comment

                        • #13
                          Re: Achai ka Label

                          Originally posted by vvvcute View Post
                          ap ko to paka hi yqeen hai na

                          1 dAMM pAKKA kACHOOR!

                          :yaay:
                          :oldie:
                          S T I L L W A I T I N G
                          sigpic

                          Comment

                          • #14
                            Re: Achai ka Label

                            Originally posted by Z. View Post
                            Asalam alaikum,

                            Kabhi aeysa hua hai k aap per aik "acha honey" ka label lag jaye? aur kabhi dar laga hai aap ko? Jab her koi aap ko acha acha kehney lagey :-D aur aap ko ye mehsoos ho k ab itney achey bhi ham nahi :-D
                            Walekum Salam:hii:

                            haan ye lablel mujh par mere father ne bachpan se laga dia tha.to me is label ki waja se hamesha achi hi ban'ne ki koshish karti rahi k kahin ye label mujh se utar na jaey...a labeled child:khi:ab hota ye tha k jo abou kahen me ne karna he,na pasandeeda khana doosron k samne nakhre lekin abou k samne kha lena,ese hi jo kaam koi mujh se nahi karwa sakta tha wo meri achi beti keh kar kkarwa lia jata tha,is bina par abou ki chamchi bhi kehlai.
                            lekin ab un k jane k baad mujhe bohat dar lagta he ager koi mujhe acha kahe.me dil me dar jati hun k kahin is ache hone ka sun kar mera nafs behoshi me na chala jaey or khud ko acha hi samjhta rahe or Allah k nazdeek me aik buri insan k tor par jani ja rahi hun.to me khud ko apni okat yaad dilati rehti hun k kahin sach me hi acha na samjhne lag jaun or mari jaun:shyy:

                            Comment

                            • #15
                              Re: Achai ka Label

                              Originally posted by unity View Post

                              Working...
                              X