Re: Dard E Sar
Assalaam-O-Alaikum Ashi
Iss main dukh karnay ki koi baat nahin, jo log laRkiyon ko tang kartay hain aisi soch rakhnay waalay woh log hotay hain jo kay mentally sick hotay hain... baaqi aap nay sahi kaha BUZDAL ko apni jang khudh laRni chayeh, bas insaan srif aik cheese ki waja say baaz auqaat apnay aap ko KAMZOUR bana laita hay aur woh hay IZZAT.... jo kay Maryam kay case main saaf dikhayee daiti hay kay unhoon nay uss ko phone kar kay kayi baar samjhanay ki koshsih ki magar us nay aagay say BADTAMEEZI shuroo kardi yehi waja hay kay shareef mard ya aurat kabhi bhi kaali galoch jaisi aur tehzeeb say giri hoyee baatoon say humesha ijtinaab karta hay aur log uss kay iss amal ko BUZDALI samajh kar usay mazeed tang kartay hain!!!
Khush rahyeh.
Fi amaan ALLAH

Originally posted by ashi
View Post
Comment