Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khawateen

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Khawateen

    ...
    Attached Files
    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

  • #2
    Re: Khawateen

    Oooeyy Hooeyyy Oooeyyyyy


    Barii Wadiaaa tahqeeq haiii.....Merraa bhii yehhii khiial thaaa...

    pehllay mujhay shaqq thaa abb pakk hoo giaa haii yarraaa
    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

    Comment


    • #3
      Re: Khawateen

      yani ainda aap apney raaz 65 + khatoon sey share ker saktey hein.


      poor women, tehqeeqiqaat hi hoti rehti hein bas un per :-D
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #4
        Re: Khawateen

        Originally posted by Z. View Post
        yani ainda aap apney raaz 65 + khatoon sey share ker saktey hein.


        poor women, tehqeeqiqaat hi hoti rehti hein bas un per :-D
        Itnaa tahqeeqqat hoonnay kayy bawajood....

        aaj tak koi Mokamal nahii samjh sakka Baicharii aoorrat kooo
        "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

        Comment


        • #5
          Re: Khawateen

          :ys: jo b ho
          research walon k pas bas khawateenz he hoti hain
          warna bicharon ka kaam kab ka thapp ho chuka hota

          khawateenzzz zindabaad:pgame:
          Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

          Comment


          • #6
            Re: Khawateen

            Originally posted by Z. View Post
            yani ainda aap apney raaz 65 + khatoon sey share ker saktey hein.


            poor women, tehqeeqiqaat hi hoti rehti hein bas un per :-D

            aap khatoon nahi hain ? :soch:
            Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

            Comment


            • #7
              Re: Khawateen

              Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
              :ys: jo b ho
              research walon k pas bas khawateenz he hoti hain
              warna bicharon ka kaam kab ka thapp ho chuka hota

              khawateenzzz zindabaad:pgame:
              valid point.............

              Wajood e Zan say hai Tasweer e kainnat main Rang
              "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

              Comment


              • #8
                Re: Khawateen

                Is tarah ki search mein ne bhi perhi thi, but I don't believe much on the stats given in report.
                :thmbup:

                Comment


                • #9
                  Re: Khawateen

                  Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                  Itnaa tahqeeqqat hoonnay kayy bawajood....

                  aaj tak koi Mokamal nahii samjh sakka Baicharii aoorrat kooo
                  Samajney ki zaroorat bhi kya perh gai hai

                  Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
                  aap khatoon nahi hain ? :soch:
                  LOL

                  yeah yeah :-D

                  :alhamd:
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #10
                    Re: Khawateen

                    Originally posted by Z. View Post
                    Samajney ki zaroorat bhi kya perh gai hai

                    kuch cheezzain billaa zaroorrat samjhii jattii hainn
                    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                    Comment


                    • #11
                      Re: Khawateen

                      Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                      kuch cheezzain billaa zaroorrat samjhii jattii hainn
                      Aitezaz Ahsan ney aik prog. mey kaha tha k hamari adhi awam (aurat) aik massla hain aur adhi awam(mard) iss massley ko hal kerney mey lagi hui hai.

                      Aur haqeeqat mey bhi yahi sab hota hai, hamari society mey aik aurat bohot hi insecure samjhi jati hai, halankey ye saari insecurities uss ko muashrey k mardon ki taraf sey milti hain, phir ab science daan bhi beychari khawateen k peechey perh gaye hein :-D aaj ye theory aai hai kal koi aur aa jani hai. // Sigh!
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment


                      • #12
                        Re: Khawateen

                        Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                        Itnaa tahqeeqqat hoonnay kayy bawajood....

                        aaj tak koi Mokamal nahii samjh sakka Baicharii aoorrat kooo


                        aurat aik paheli hay :oldie: jis din is ko samjh lia wo din he qayamat ka hoga
                        Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                        Comment


                        • #13
                          Re: Khawateen

                          Originally posted by Z. View Post
                          Samajney ki zaroorat bhi kya perh gai hai


                          LOL

                          yeah yeah :-D

                          :alhamd:
                          :pgame:
                          Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                          Comment


                          • #14
                            Re: Khawateen

                            Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                            valid point.............

                            Wajood e Zan say hai Tasweer e kainnat main Rang
                            to aap kiun itnay khush ho rahay hain :soch:

                            aap to wajod e zan nahi :soch:
                            Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                            Comment


                            • #15
                              Re: Khawateen

                              Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
                              to aap kiun itnay khush ho rahay hain :soch:

                              aap to wajod e zan nahi :soch:
                              In ke wajood ko zang lag gaya he is liye huns rahay hein, lolz
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X